reith

by myloveosho on June 23, 2005, 06:36:32 AM
Pages: 1 2 3 4 [5] 6
ReplyPrint
Author  (Read 4168 times)
nidhi_yadein
Umda Shayar
*

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~

Posts: 5725
Member Since: Nov 2004

View Profile
«Reply #60 on: July 04, 2005, 05:43:45 PM »
Reply with quote
Quote from: "Meena"
tanhayio ka bhi khayal hai aur choton ka bih khayla hai,
tel me dubi hoon mai aur haathon me mere mashal hai!!
very nice harsh ji and meena sis.
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #61 on: July 04, 2005, 07:38:59 PM »
Reply with quote
wah meena ji kya mout se dou haath kerne ka irada  hai kya, bahoot agay nikal gayeein aap........tel me dubi...hathon me mashaal..bahoot khoob....tou leejiye ye sher aapko smarpit kerta hoon...

Chaar din ki zindagi hai 'harsh' der-asal,
ham kyuin yunhi mout ko ruswa kiya kiye.

meena wrote...

Quote
tanhayio ka bhi khayal hai aur choton ka bih khayla hai,
tel me dubi hoon mai aur haathon me mere mashal hai!!
Logged
myloveosho
Guest
«Reply #62 on: July 05, 2005, 07:25:26 AM »
Reply with quote
Quote from: "Meena"
gud one harsh ji

pyar itna ke ke bewafai me bhi sun nahin sakhte teri ruswayi,
ansoon ponch kar muskurate hai, par man me hai tanhai!!!

bahut khoob meena ji,

HUM AAH BHI BHARTEN HAI TO HO JAATEN  HAI BADNAAM...
VOH QATL BHI KAARTEN HAIN TO CHARCHA NAHI HOTA...
Logged
myloveosho
Guest
«Reply #63 on: July 05, 2005, 12:06:26 PM »
Reply with quote
Quote from: "myloveosho"
Quote from: "Meena"
gud one harsh ji

pyar itna ke ke bewafai me bhi sun nahin sakhte teri ruswayi,
ansoon ponch kar muskurate hai, par man me hai tanhai!!!

bahut khoob meena ji,

HUM AAH BHI BHARTEN HAI TO HO JAATEN  HAI BADNAAM...
VOH QATL BHI KAARTEN HAIN TO CHARCHA NAHI HOTA...
KOI APNA HOVE YA GAIR HOVE,
RABBA KISI TE NA EH KAHER HOVE,
YAAR VICHHRE NA KADI VI YAR KOLON,
OH JEENA KI JO YAAR TO BEGAR HOVE...
Logged
Meena
Guest
«Reply #64 on: July 06, 2005, 03:07:13 PM »
Reply with quote
shukriya nidhi..........harsh ji......and love ji!!! :D
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #65 on: July 07, 2005, 07:01:38 AM »
Reply with quote
wah harsh

char din ki zindagi hai,
baaki ashqon ki kahani hai,
kisi bewafa ki yaad mein jo nikle,
wo ashq nahi paani hai.....

Quote from: "harashmahajan"
wah meena ji kya mout se dou haath kerne ka irada  hai kya, bahoot agay nikal gayeein aap........tel me dubi...hathon me mashaal..bahoot khoob....tou leejiye ye sher aapko smarpit kerta hoon...

Chaar din ki zindagi hai 'harsh' der-asal,
ham kyuin yunhi mout ko ruswa kiya kiye.

meena wrote...

Quote
tanhayio ka bhi khayal hai aur choton ka bih khayla hai,
tel me dubi hoon mai aur haathon me mere mashal hai!!
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #66 on: July 07, 2005, 07:48:45 AM »
Reply with quote
bahoot umda Ninnah....hum ye ashq jo utha rahein hain ye woh behta dariyaa hai..jismaein doobe ja rahein hai....ye dariyaa toh yaadon ko our bhi gamgeen ker raha hai...

Ham unko bhoolein ye bas main nahi hai
Yahi ik woh gam hai sata raha hai.

Quote from: "Ninaah"

«Reply #67 on: July 07, 2005, 12:50:21 PM »

SHIKWA NAHIN KOI ZINDAGI SE MAGAR,
EK SHIKAYAT KHUDA SE ZAROOR HAI,
ZAZBAAT KYUN DIYE TUNE HUMEIN,
JAB DUNIYA MEIN PYAR KARNA KASOOR HAI...
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #68 on: July 07, 2005, 02:22:10 PM »
Reply with quote
ati sunder my love ji.......................................
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #69 on: July 07, 2005, 02:24:01 PM »
Reply with quote
Great my love osho ji....tumhaari tehreer ne hamein guzra waqt yaad dila diya.....

Unkay liye khuda ko bhi khudsar likha  kiye Gustaakh Zindagi ko bhi har pal jiya kiye.
Zindagi ne bahoot liye hamse intkaam,
Umeed kyuin wafa ki ham unse kiya kare.

Quote from: "myloveosho"
Quote from: "harashmahajan"
bahoot umda Ninnah....hum ye ashq jo utha rahein hain ye woh behta dariyaa hai..jismaein doobe ja rahein hai....ye dariyaa toh yaadon ko our bhi gamgeen ker raha hai...

Ham unko bhoolein ye bas main nahi hai
Yahi ik woh gam hai sata raha hai.

Quote from: "Ninaah"
wah harsh

char din ki zindagi hai,
baaki ashqon ki kahani hai,
kisi bewafa ki yaad mein jo nikle,
wo ashq nahi paani hai.....

Great my love osho ji....tumhaari tehreer ne hamein guzra waqt yaad dila diya.....

Unkay liye khuda ko bhi khudsar likha  kiye Gustaakh Zindagi ko bhi har pal jiya kiye.
Zindagi ne bahoot liye hamse intkaam,
Umeed kyuin wafa ki ham unse kiya kare.

Quote from: "harashmahajan"
wah meena ji kya mout se dou haath kerne ka irada  hai kya, bahoot agay nikal gayeein aap........tel me dubi...hathon me mashaal..bahoot khoob....tou leejiye ye sher aapko smarpit kerta hoon...

Chaar din ki zindagi hai 'harsh' der-asal,
ham kyuin yunhi mout ko ruswa kiya kiye.

meena wrote...

Quote
tanhayio ka bhi khayal hai aur choton ka bih khayla hai,
tel me dubi hoon mai aur haathon me mere mashal hai!!
SHIKWA NAHIN KOI ZINDAGI SE MAGAR,
EK SHIKAYAT KHUDA SE ZAROOR HAI,
ZAZBAAT KYUN DIYE TUNE HUMEIN,
JAB DUNIYA MEIN PYAR KARNA KASOOR HAI...
Logged
HumTum
Guest
«Reply #70 on: July 07, 2005, 02:46:29 PM »
Reply with quote
nice all .....

harsh ji ...

zaroori to nahin ke jeene ke liye sahaare hon
zaroori to nahin hum jinke hain woh bhi hammare ho
kuch kashtiyan doob bhi jayya karti hain
zaroori to nahin har kashti ke liye kinaare hon !!
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #71 on: July 07, 2005, 04:16:16 PM »
Reply with quote
Wah hum tum ji..tees de gayee aapki tehreer....

bahoot umda liktey ho....
dard ki kashti main dard ko
bin saharey hi liktey ho
der nahin tumeh doobne ka
phir bhi khud dard kay sahare dikhtey ho...

Quote from: "HumTum"
nice all .....

harsh ji ...

zaroori to nahin ke jeene ke liye sahaare hon
zaroori to nahin hum jinke hain woh bhi hammare ho
kuch kashtiyan doob bhi jayya karti hain
zaroori to nahin har kashti ke liye kinaare hon !!
Logged
HumTum
Guest
«Reply #72 on: July 07, 2005, 04:19:35 PM »
Reply with quote
whi to harsh ji ..

jhonpdon mein nahin khilte mahalon ke phool,
humne ki koshish aur jag-hansaai ho gayi.
jab zamaane ne dekha kis haal mein hai 'HumTum'
mere shahar mein fir ishq ki manaahi ho gayi!!
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #73 on: July 07, 2005, 04:49:55 PM »
Reply with quote
bahoot khoob hum tum ji....
badnaamion ka der, ger hota isq main
toh ab talak hum bhii fanah ho chukay hotey.
----------------------
Charcha teri gali main mera aam ho gaya,
kutchh is kader ai!dost main badnaam ho gaya.

sanjoye tha jo ab talak rutba-o-izzat,
woh shaksiat se aaj, main benaam ho gaya.

kase hain aaj tans jo, aa-aa kay rubroo,
hamraaj hain mere hi, main hairaan ho gaya.

Be-wafa nahin the, na the woh be-khata,
mager seeye yuin hont, main badnaam ho gaya.

Gair sa lagne laga, ai 'harsh' ye mahol,
aisi saja se aaj, main pareshaan ho gaya.

*Harsh*Copyright ©

Quote from: "HumTum"
whi to harsh ji ..

jhonpdon mein nahin khilte mahalon ke phool,
humne ki koshish aur jag-hansaai ho gayi.
jab zamaane ne dekha kis haal mein hai 'HumTum'
mere shahar mein fir ishq ki manaahi ho gayi!!
Logged
amrita
Guest
«Reply #74 on: July 07, 2005, 04:59:28 PM »
Reply with quote
humtum and harsh>>>>>>>>>>>>>>amazing...

khafaai ko tune bewafaai samjha
kabhi poocha hota toh batlaya hota

gairon ko apnaya apno ne thuraya
kabhi poocha hota toh batlaya hota

khuda bhi mujhe se rootha,jo tera dil maine dukhaya
kabhi poocha hota toh batlaya hota

tere pass se guzarne par tere haal ka sawaal na poocha jo apna hi mann behaal tha
kabhi poocha hota toh batlaya hota.....
Logged
Pages: 1 2 3 4 [5] 6
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
May 05, 2024, 06:52:53 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.132 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8500 Real Poets and poetry admirer