salaam2all

by salaam2all on December 21, 2004, 01:35:19 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 635 times)
salaam2all
Guest
Reply with quote
Bheega sa hay ye mausam bheegi si raat hay
Aankhon ki ye nami hay ya mausam udas hay
Chaha ki tumko bhool kay duniya basaey hum
Ab chahto ka apni nahi aitbaar hay
Na ishq main umeed wafa ki karo sabhi
Kay bewafao ka bhi isspay aitbaar hay
Aankhon may in nami ko tou ab rouk lengay hum
Mausam say kya kahey ki wo ab bhi udas hay
[/b]
Logged
lovebites
Guest
«Reply #1 on: December 22, 2004, 06:21:17 AM »
Reply with quote
Nice Salaam...................!
Logged
salaam2all
Guest
«Reply #2 on: December 22, 2004, 11:59:59 AM »
Reply with quote
thanks for apprecaiting the poetry love bite ....take care
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #3 on: December 22, 2004, 04:03:49 PM »
Reply with quote
very nice salam...
Logged
salaam2all
Guest
«Reply #4 on: December 23, 2004, 12:40:59 PM »
Reply with quote
kaisi hai ye mushkil kaisa khayal hai
chahat hai uski aur dil bekarar hai
wo jantey hai wo nahi aayega ab kabhi
kahtey hai wo ki phir bhi usi ka khayal hai
ye arzoo dilo ki  na poori hui kabhi
iss arzoo ka ab bhi humey intezar hai
kahta hai kaun  hai khushi ab iss jahan main
wo bhi udas hai kahi hum bhi  udas hain
Logged
Delicate_Doll
Guest
«Reply #5 on: December 25, 2004, 11:18:01 AM »
Reply with quote
wahhhhhhh:)
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #6 on: December 25, 2004, 11:37:55 AM »
Reply with quote
wah!!!!!!!!!!!!!salam.............
Logged
salaam2all
Guest
«Reply #7 on: December 25, 2004, 01:07:04 PM »
Reply with quote
thanks once Hui dil main merey ek aarzoo o merey sanam

Kahu kaisey tumhey ke  tum yaha maujood nahi
Kabhi dekha nahi hai tumko ye mana mainey
Magar ye babasi kaisi ke tum ho door  kahi
Kiya tha tumney wo wada jo aaj aaney ka
Guzar rahey hai pal aur tum yahan majood nahi
Hay shikayat agar koi tou mughsey kah dou tum
Magar ye dooriyan uskey liye manzoor  nahi
K intazaar kartey kartey thak gaya hoo main
Ab tou lagta hai ki aana tumhey kabool nahi
again whaeed and salma
Logged
salaam2all
Guest
«Reply #8 on: December 25, 2004, 01:08:28 PM »
Reply with quote
thanks once again whaeed and salma

 Hui dil main merey ek aarzoo o merey sanam
Kahu kaisey tumhey ke  tum yaha maujood nahi
Kabhi dekha nahi hai tumko ye mana mainey
Magar ye babasi kaisi ke tum ho door  kahi
Kiya tha tumney wo wada jo aaj aaney ka
Guzar rahey hai pal aur tum yahan majood nahi
Hay shikayat agar koi tou mughsey kah dou tum
Magar ye dooriyan uskey liye manzoor  nahi
K intazaar kartey kartey thak gaya hoo main
Ab tou lagta hai ki aana tumhey kabool nahi
Logged
salaam2all
Guest
«Reply #9 on: December 28, 2004, 10:45:15 AM »
Reply with quote
salaam


Manzilo pay ruk gaye hain aaj phir badhtey kadam
Daastaney phir adhoori yaad aati hai humey
Pal wo mainey saath terey jo guzarey thay kabhi
Daastaney ishq ki wo phir  bulati hai humey
Aaj dil nay phir humey kahkey yu roka o sanam
Manzilo pay ruk gaye bhartey hue merey kadam
Tum kahan ho kyu ho itni door tum mughsay  sanam
Pal dou pal ki dooriya bhi ab satati hai humey
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
May 01, 2024, 07:49:54 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.156 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8499 Real Poets and poetry admirer