sisak rahi hai tanhaai!!

by Pooja on September 22, 2005, 09:07:15 PM
Pages: 1 [2] 3 4
ReplyPrint
Author  (Read 6666 times)
waheed_rose2004
Guest
«Reply #15 on: October 13, 2005, 06:34:16 PM »
Reply with quote
wow wow    Nidhi  .  Pooja...... kya  khoob dil  ko choone wali baat likhi ho......  very  nice
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
tanhaai by tabassum shakeel in Shairi - E - Zindagi « 1 2 ... 5 6 »
AYE DIL NA SISAK, ROOK LE AANSO NA BEHNE DE by pandit in Miscellaneous Shayri « 1 2 3 4 »
Sisak Rahi Hai Zindagi........Rishi by Rishi Agarwal in Shairy-E-Watan « 1 2  All »
Sisak rahi thi main.. by Shalu RV in Other Languages
Sisak kar is zamaanay men (by vb) by vb in Ghazals
Pooja
Guest
«Reply #16 on: October 13, 2005, 07:28:37 PM »
Reply with quote
Thanks Waheed!!
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #17 on: October 14, 2005, 08:40:31 AM »
Reply with quote
Bahut Khoob Pooja Ji .......

Na MIla Koi Mujhko Janame Main TUjhsa
KI Main Har Hisaa Chiraagon Se Talasha Hai
Kar Di Maine Zindagi Tere Naam Yaar
Ki Tuhjko Khuda Ne Noor Apna Navaja Hai
Logged
Pooja
Guest
«Reply #18 on: October 14, 2005, 02:03:50 PM »
Reply with quote
Thanks Sandhaya and Good one!!
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #19 on: October 15, 2005, 05:14:07 PM »
Reply with quote
ur  welcome  Pooja............nice  Sandhaya,......  bahot khoob........
Logged
Pooja
Guest
«Reply #20 on: October 31, 2005, 07:59:11 PM »
Reply with quote
Waqt ki chaal se bekhabar ho gaye
raat din umar ke unhi basar ho gaye

roshni se ulajh is kadar main gaye
andhere mere hamsafar ho gaye

manzil to khari thi mere saamne
magar raaste darguzar ho gaye

kaarvan se pataa poochti main rahi
gardo.gubaar meri nazar ho gaye

jannat gar nahin yeh zamin
kisliye chaand taare shajar ho gaye (nm)
Logged
nidhi_yadein
Umda Shayar
*

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~

Posts: 5725
Member Since: Nov 2004


View Profile
«Reply #21 on: November 04, 2005, 04:36:36 PM »
Reply with quote
Thanx pooja ji,waheed,and nikki sis.Bohat acha likha hai Pooja ji.
Logged
Pooja
Guest
«Reply #22 on: November 04, 2005, 05:06:29 PM »
Reply with quote
Thanks Nidhi!!!
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #23 on: November 05, 2005, 06:15:50 PM »
Reply with quote
Quote from: "Pooja"
Waqt ki chaal se bekhabar ho gaye
raat din umar ke unhi basar ho gaye

roshni se ulajh is kadar main gaye
andhere mere hamsafar ho gaye

manzil to khari thi mere saamne
magar raaste darguzar ho gaye

kaarvan se pataa poochti main rahi
gardo.gubaar meri nazar ho gaye

jannat gar nahin yeh zamin
kisliye chaand taare shajar ho gaye (nm)


very  nice  wordings  Pooja.............. :oops:  :oops:
Logged
Pooja
Guest
«Reply #24 on: November 15, 2005, 09:55:09 PM »
Reply with quote
Tanhai kisi bhi tarah se jaati nahi
khayal, khawab, yaandein kuch bhi ab kaam atti nahi!!

Roothi hay takdeer, kismet se bhi shikayat kaise
Jis taraf bhi dekhu, Tujme apni soorat dikhai deti nahi!!

Najaro ki raah mai, koi raah najar atti nahi
Kayun laut kar unki koi duger, meri raah per atti nahi!!
Logged
Pooja
Guest
«Reply #25 on: November 19, 2005, 05:48:23 AM »
Reply with quote
Tanhaai mai bhi ek karaar atta hai
wo nahi magar uska wo rulana yaad atta hai
payaar ki intihaan shayad jaan laker jai
jo deta hai dard, ussi ko pass bulaata hai!!

kayun zindagi her waqat imitihaan leti hai
kayun Rub ko muj per taras nahi atta hai
dena hi tha jo itna dard mujko
kayun nahi pathar ka, wo muje banata hai!!
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #26 on: November 19, 2005, 06:11:00 PM »
Reply with quote
mere jajbaaton se khelna unki aadat hai
meri mohabbat ko jhelna unki aadat hai
zindagi ne bahoot liye hain mujhse intkaam,
per mere khwaabon se khelna bhi unki aadat hai.
Logged
Pooja
Guest
«Reply #27 on: December 09, 2005, 05:30:34 PM »
Reply with quote
good one Harash!!

Dil ke zazbaat ab pather ho gaye
unki yaadein, ab nashtar ho gaye
zakham shayad yah kabhi na bhar paye
Zindagi meri ek jaise saza ho gaye!!!
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #28 on: December 10, 2005, 07:24:02 AM »
Reply with quote
beautiful Pooja ji.......

Jajbaaton main bhi aaj pathher hamein milne lage
Yaadon main bhi  nashter hamein chubne lage
ham bhulaate rahe khud ko bhi our chahat ko bhi
Tamasha ban zindagi main yakeenan dhokhey hain milney lage
Logged
Pooja
Guest
«Reply #29 on: January 13, 2006, 07:24:29 PM »
Reply with quote
Ab to lagta hay jaise har ek rishta bhul gaya
Itne aainey dekhe hain apna chehara bhul gaya
   
  Ab to ye bhi yaad nahin hai farq tha kitana donon mein
Un ki baatein yaad rahin aur unka lahaja bhul gaya
   
  Pyasi dharti ke honthon par mera naam nahin to kya ?
Main wo badal ka tukada hun jis ko dariya bhul gaya
   
  Duniya wale kuch bhi kahein apni majburi hai
Un ki gali jab yaad aaye hai ghar ka rasta bhul gaya
Logged
Pages: 1 [2] 3 4
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 25, 2024, 05:06:58 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.154 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer