TERI YAADEIN...........

by Ninaah on February 14, 2005, 07:43:15 AM
Pages: 1 ... 6 7 8 9 [10] 11 12 13 14
ReplyPrint
Author  (Read 20189 times)
fakharenaveed
Guest
«Reply #135 on: June 27, 2005, 02:19:28 PM »
Reply with quote
Tere Pyaar ko sabhi Miel ga
Tu Jo Mange Tum Ko Mile Ga
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
teri yaadEIn by jochahohojayein in Shayeri for Dard -e- Bewafai
TERI YAADEIN by BHONDU in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
Teri yaadein aaj bhi mujhe tadpa jaati hai by deepika_divya in Shayri-E-Dard « 1 2 3  All »
Ninaah
Guest
«Reply #136 on: June 28, 2005, 10:59:57 AM »
Reply with quote
Maang kar bhi dekha khuda se,
pur khuda bhi yun sharma gaya,
humpe jab haqeeqat jahir kari to,
hume apni kismat pe rona aa gaya....

Quote from: "fakharenaveed"
Tere Pyaar ko sabhi Miel ga
Tu Jo Mange Tum Ko Mile Ga
Logged
amit_is_always_cool
Guest
«Reply #137 on: June 28, 2005, 11:03:43 AM »
Reply with quote
Yahan Sabko Miley Piyar Ye Zaroori To Nahin Hai

Ho Qismat Per Ikhtiyar Yeh Zaroori To Nahin Hai

Dard Dil Main Agar Ho To Rooh Roti Hai
AnMoL Ankhein Roye Zaar Zaar Yeh Zaroori To Nahin

Hai Phoolon Ki Chubhan Se Jo Daman Hua Chalnni
Ho Usmey Koii Khar Yeh Zaroori To Nahin Hai

Jo Har Ghari Khatey Hain Sang Marney Ki Kasmein
Ho Sang Jeeney Ko Taiyaar Yeh Zaroori To Nahin Hai

Umeed Main Jiski Teri Palkein Huyee Pathhar
Usey Ho Tera Intezar Yeh Zaroori To Nahin Hai

Yaqeen Kar ke Jisko Apni Zindagi Banao
Usey Tujh Per Ho Aitbar Yeh Zaroori To Nahin Hai

Baand Ker Rona Khuwab Badnaseebi Per
Apne MeMoN Se Ho Sab Bezar Yeh Zaroori To Nahin Hai
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #138 on: June 28, 2005, 11:07:20 AM »
Reply with quote
nice one amit,

har kisi ko yahan pyar mile jaroori nahi hota,
lekin phir bhi na jaane kyon ye aankhein sapne sajati hai,
jahan hum na jaa paayein haqeeqat mein,
ye wohin uss haseen jahan mein le jaati hai.....

Quote from: "amit_is_always_cool"
Yahan Sabko Miley Piyar Ye Zaroori To Nahin Hai

Ho Qismat Per Ikhtiyar Yeh Zaroori To Nahin Hai

Dard Dil Main Agar Ho To Rooh Roti Hai
AnMoL Ankhein Roye Zaar Zaar Yeh Zaroori To Nahin

Hai Phoolon Ki Chubhan Se Jo Daman Hua Chalnni
Ho Usmey Koii Khar Yeh Zaroori To Nahin Hai

Jo Har Ghari Khatey Hain Sang Marney Ki Kasmein
Ho Sang Jeeney Ko Taiyaar Yeh Zaroori To Nahin Hai

Umeed Main Jiski Teri Palkein Huyee Pathhar
Usey Ho Tera Intezar Yeh Zaroori To Nahin Hai

Yaqeen Kar ke Jisko Apni Zindagi Banao
Usey Tujh Per Ho Aitbar Yeh Zaroori To Nahin Hai

Baand Ker Rona Khuwab Badnaseebi Per
Apne MeMoN Se Ho Sab Bezar Yeh Zaroori To Nahin Hai
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #139 on: June 29, 2005, 09:04:41 AM »
Reply with quote
teri yaadon ko jab dil se nikala,
to pata chala ki zindagi veeran ho gayee,
jinn pyar ki rahon pe hum chale saath saath,
wo rahein bhi ab anjaan ho gayee....
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #140 on: June 30, 2005, 07:39:53 AM »
Reply with quote
teri yaadein hain,
phir bhi zindagi mein kami hai,
tu mere saamne hai,
phir kyon aakhon mein nami hai....
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #141 on: June 30, 2005, 07:48:40 AM »
Reply with quote
bahoot khoob Ninaah ji...

woh aati hain
our aaker chali jaati hain,
unse tou unki yaad hi achhi
kambakhat aati hai
per jaati hi nahi.
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #142 on: June 30, 2005, 07:51:11 AM »
Reply with quote
good one harsh....

dukhon se humara naata hai,
gumon se mulakat huyee hai,
jab mile kabhi veeron mein,
to unhi ke baare mein baat huyee hai....

Quote from: "harashmahajan"
bahoot khoob Ninaah ji...

woh aati hain
our aaker chali jaati hain,
unse tou unki yaad hi achhi
kambakhat aati hai
per jaati hi nahi.
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #143 on: June 30, 2005, 08:08:56 AM »
Reply with quote
Beautiful Ninnah ji...yadoon mein rahein toh achha hai...

her waqt talakh andaaz rahein jab bhi miley wo rubroo
puraaney zakham taza kiye jab bhi miley woh rubroo
hamein raha na gam kabhi unki badzubaani ka
hua tha seena chaak jab woh gair sang the rubroo.
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #144 on: June 30, 2005, 08:52:29 AM »
Reply with quote
nice one harsh..... but broken heart is not able to bear this easily....

har subah ke saath unka intzaar shooroo hua,
pur unhe na aana tha, aur wo na aaye,
pur hum aankhon mein unki tasveer liye,
veeron mein dhoondh rahe hain aaj tak unke saaye....

Quote from: "harashmahajan"
Beautiful Ninnah ji...yadoon mein rahein toh achha hai...

her waqt talakh andaaz rahein jab bhi miley wo rubroo
puraaney zakham taza kiye jab bhi miley woh rubroo
hamein raha na gam kabhi unki badzubaani ka
hua tha seena chaak jab woh gair sang the rubroo.
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #145 on: June 30, 2005, 05:47:46 PM »
Reply with quote
wah..kya dard hai ninnah ji.....lekin jubaan jab kalam banti hai toh kutchh yuin aser nikalta hai...

lagta hai aaj pyaar ne daman badal liya
khuda ko bhi unhone aaj pathher samajh liya.
maut se  dertey nahi khuda ke bande aaj
jinhone aaj maut ka matlab samajh liya.

ninnah ji wrote
Quote
nice one harsh..... but broken heart is not able to bear this easily....

har subah ke saath unka intzaar shooroo hua,
pur unhe na aana tha, aur wo na aaye,
pur hum aankhon mein unki tasveer liye,
veeron mein dhoondh rahe hain aaj tak unke saaye....

 harash
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #146 on: July 01, 2005, 05:53:30 AM »
Reply with quote
sahi kaha harash....

ab zindagi ajaab hai,
maut ka darr nahi,
ujale humse door huve,
andheron ki fikar nahi....

«Reply #147 on: July 02, 2005, 06:44:58 PM »
Reply with quote
Quote from: "Ninaah"

wah..per

ye anhdere hamein
kyuin dikhaayee na de
ab woh saya bhi unka
dikhayee na de
woh her tarah se sitam yuin dhaatey rahein
per hamein toh unhe
chodne ka bhi sabab kyuin dikhayee na de.
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #148 on: July 02, 2005, 07:19:12 PM »
Reply with quote
Bas Jhoota Afsana Tha
Tumhra PYara Drama tha
Mere Sacahya waday Thay
Tera Jhoota Qool Qrar Tha
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #149 on: July 06, 2005, 08:33:43 AM »
Reply with quote
pyar mein chot khane wala,
maut se nahi ghabrata hai,
pyar mein jo na sukh mile,
wo maut ke daman mein pata hai....

Quote from: "harashmahajan"
Quote from: "Ninaah"
sahi kaha harash....

ab zindagi ajaab hai,
maut ka darr nahi,
ujale humse door huve,
andheron ki fikar nahi....

Quote from: "harashmahajan"
wah..kya dard hai ninnah ji.....lekin jubaan jab kalam banti hai toh kutchh yuin aser nikalta hai...

lagta hai aaj pyaar ne daman badal liya
khuda ko bhi unhone aaj pathher samajh liya.
maut se  dertey nahi khuda ke bande aaj
jinhone aaj maut ka matlab samajh liya.

ninnah ji wrote
Quote
nice one harsh..... but broken heart is not able to bear this easily....

har subah ke saath unka intzaar shooroo hua,
pur unhe na aana tha, aur wo na aaye,
pur hum aankhon mein unki tasveer liye,
veeron mein dhoondh rahe hain aaj tak unke saaye....

 harash
wah..per

ye anhdere hamein
kyuin dikhaayee na de
ab woh saya bhi unka
dikhayee na de
woh her tarah se sitam yuin dhaatey rahein
per hamein toh unhe
chodne ka bhi sabab kyuin dikhayee na de.
Logged
Pages: 1 ... 6 7 8 9 [10] 11 12 13 14
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 29, 2024, 02:34:37 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.105 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer