unke bina...............

by ranjana on June 30, 2006, 03:31:57 AM
Pages: 1 2 3 4 5 [6] 7
ReplyPrint
Author  (Read 8368 times)
gumnam
Guest
«Reply #75 on: September 12, 2006, 02:37:43 PM »
Reply with quote
Quote from: "ranjana"
bahut khoob gumnam ji ......

jalaya thaa dil ko hamne ek chiraag ki tarah
magar roshni unke jahan mein na ho saki
taye kar liya thaa safar bhi saath saath hamne
fir bhi kyu mere pyaar ko manzil na mil saki !!!
SHUKRIYA RANJANA JI....

PAIRO TALE THE JITNE SAMANDAR SARAK GAYE,
MUJHKO YE SHAAP LAG GAYA KIS BE-JUBAAN KA.
MERE WAJOOD KE KOI MAANI NAHI RAHE,
PAINA SA EK TEER HU TUTI KAMAAN KA...
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Shivji aur unke bhakth (no offence ppl) by nishita in SMS , mobile & JOKES
-Bagair Unke Bhi- by HumTum is back in Shayri-E-Dard
Dil unke naam kar ke...... by punam in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
Unke bina by Noorafza in Shayri for Dard -e- Judai
ranjana
Guest
«Reply #76 on: September 13, 2006, 04:50:16 AM »
Reply with quote
Quote from: "gumnam"
Quote from: "ranjana"
bahut khoob gumnam ji ......

jalaya thaa dil ko hamne ek chiraag ki tarah
magar roshni unke jahan mein na ho saki
taye kar liya thaa safar bhi saath saath hamne
fir bhi kyu mere pyaar ko manzil na mil saki !!!
SHUKRIYA RANJANA JI....

PAIRO TALE THE JITNE SAMANDAR SARAK GAYE,
MUJHKO YE SHAAP LAG GAYA KIS BE-JUBAAN KA.
MERE WAJOOD KE KOI MAANI NAHI RAHE,
PAINA SA EK TEER HU TUTI KAMAAN KA...

dil jala har khawab bhi mera tuta
mit ke bhi is dil se aah ka bandhan na chhoota
milte hain ab woh mujhse ajnabi ki tarah
unki manzil se ab mera koi rasata bhi nahi milta
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #77 on: September 14, 2006, 09:38:26 AM »
Reply with quote
Quote from: "ranjana"
Quote from: "gumnam"
Quote from: "ranjana"
bahut khoob gumnam ji ......

jalaya thaa dil ko hamne ek chiraag ki tarah
magar roshni unke jahan mein na ho saki
taye kar liya thaa safar bhi saath saath hamne
fir bhi kyu mere pyaar ko manzil na mil saki !!!
SHUKRIYA RANJANA JI....

PAIRO TALE THE JITNE SAMANDAR SARAK GAYE,
MUJHKO YE SHAAP LAG GAYA KIS BE-JUBAAN KA.
MERE WAJOOD KE KOI MAANI NAHI RAHE,
PAINA SA EK TEER HU TUTI KAMAAN KA...

dil jala har khawab bhi mera tuta

mit ke bhi is dil se aah ka bandhan na chhoota
milte hain ab woh mujhse ajnabi ki tarah
unki manzil se ab mera koi rasata bhi nahi milta

bahot  khoob  Ranjana......jee..........  

agar kho gayaa ek nasheman to kyaa Gam
maqaamaat-e-aah-o-fugaan aur bhi hain..........

aah-o-fugaan........... beeti  hue dard bhari kahani
Logged
gumnam
Guest
«Reply #78 on: September 14, 2006, 01:14:37 PM »
Reply with quote
Quote from: "ranjana"
Quote from: "gumnam"
Quote from: "ranjana"
bahut khoob gumnam ji ......

jalaya thaa dil ko hamne ek chiraag ki tarah
magar roshni unke jahan mein na ho saki
taye kar liya thaa safar bhi saath saath hamne
fir bhi kyu mere pyaar ko manzil na mil saki !!!
SHUKRIYA RANJANA JI....

PAIRO TALE THE JITNE SAMANDAR SARAK GAYE,
MUJHKO YE SHAAP LAG GAYA KIS BE-JUBAAN KA.
MERE WAJOOD KE KOI MAANI NAHI RAHE,
PAINA SA EK TEER HU TUTI KAMAAN KA...

dil jala har khawab bhi mera tuta
mit ke bhi is dil se aah ka bandhan na chhoota
milte hain ab woh mujhse ajnabi ki tarah
unki manzil se ab mera koi rasata bhi nahi milta
bahut khub likha aapne...............

MAIN BUJH GAYA TO HAMESHA KO  BUJH HI JAAUGA,
WO CHIRAAG NAHI HU JO TU FIR JALA LEGA.
MAIN USKA HO NAHI SAKTA,BATA NA DENA USE,
LAKIREIN HAATH KI WO APNI SAB JALA LEGA...
Logged
ranjana
Guest
«Reply #79 on: September 14, 2006, 02:00:33 PM »
Reply with quote
bahut khoob waheed aur gumnam ji ........

in haatho ki lakeero mein gar tera thikana hota
toh shayad hum dard ke saaye mein yun na jeete
har muraad ho jaati jo dil ki puri sanam
toh apne ashqo mein hum tujhko na dubote !!
Logged
gumnam
Guest
«Reply #80 on: September 18, 2006, 01:54:29 PM »
Reply with quote
Quote from: "ranjana"
bahut khoob waheed aur gumnam ji ........

in haatho ki lakeero mein gar tera thikana hota
toh shayad hum dard ke saaye mein yun na jeete
har muraad ho jaati jo dil ki puri sanam
toh apne ashqo mein hum tujhko na dubote !!
SHUKRIYA RANJU...

YU ASHKO KE MOTI NA BAHAYA KARO,
BHUL JAO HUME MAGAR TUM YAAD AAYA KARO...
Logged
ranjana
Guest
«Reply #81 on: September 19, 2006, 09:39:40 AM »
Reply with quote
Quote from: "gumnam"
Quote from: "ranjana"
bahut khoob waheed aur gumnam ji ........

in haatho ki lakeero mein gar tera thikana hota
toh shayad hum dard ke saaye mein yun na jeete
har muraad ho jaati jo dil ki puri sanam
toh apne ashqo mein hum tujhko na dubote !!
SHUKRIYA RANJU...

YU ASHKO KE MOTI NA BAHAYA KARO,
BHUL JAO HUME MAGAR TUM YAAD AAYA KARO...

shukriya gumnam...

yeh dil ki imaarat hamne apne armaano se sajaai thee
dil mein sirf dard thaa aur shabe tanhaai thee
sirf they aankh mein meri hi dard  ki kahaani
aur duniya waalo se teri har baat yun chipaayi thee
Logged
gumnam
Guest
«Reply #82 on: October 08, 2006, 01:52:38 PM »

BAHUT KHUB...
YE KAFAS HI MUJHKO AJIJ HAI,
YAHA JI TO LUGA KARAAR SE.
MUJHE AB CHAMAN MEIN NA LE CHALO,
MAIN DARA HUA HU BAHAAR SE...
Logged
ranjana
Guest
«Reply #83 on: October 09, 2006, 07:01:17 AM »
Reply with quote
Quote
BAHUT KHUB...
YE KAFAS HI MUJHKO AJIJ HAI,
YAHA JI TO LUGA KARAAR SE.
MUJHE AB CHAMAN MEIN NA LE CHALO,
MAIN DARA HUA HU BAHAAR SE...

main bahut dur hun apni manzil se
mujhe aa ke woh rahe de do
yeh jo ek akas sa basa hai meri aankho mein
inhe aake apne pyaar ka sahara do do
dard ko samjhane ke liye dard ko janana hai jaruri
mere is tadpate dil ko bas ek ujaale ka nazara de do!!
Logged
gumnam
Guest
«Reply #84 on: October 20, 2006, 02:19:45 PM »
Reply with quote
Quote from: "ranjana"
Quote
BAHUT KHUB...
YE KAFAS HI MUJHKO AJIJ HAI,
YAHA JI TO LUGA KARAAR SE.
MUJHE AB CHAMAN MEIN NA LE CHALO,
MAIN DARA HUA HU BAHAAR SE...

main bahut dur hun apni manzil se
mujhe aa ke woh rahe de do
yeh jo ek akas sa basa hai meri aankho mein
inhe aake apne pyaar ka sahara do do
dard ko samjhane ke liye dard ko janana hai jaruri
mere is tadpate dil ko bas ek ujaale ka nazara de do!!
BAHUT KHUB

SAMUNDAR KE SAFAR MEIN WAPSI KA KYA BHAROSHA HAI,
TO YE SAAHIL!KHUDA HAAFIZ KI HUM LANGAR UTHATE HAI.
GHAZAL HUM TERE AASHIQ HAI,MAGAR IS DARD KI KHAATIR,
KALAM KIS PAR UTHANA THA,KALAM KIS PAR UTHATE HAI..
Logged
ranjana
Guest
«Reply #85 on: October 27, 2006, 09:44:06 AM »
Reply with quote
Quote
SAMUNDAR KE SAFAR MEIN WAPSI KA KYA BHAROSHA HAI,
TO YE SAAHIL!KHUDA HAAFIZ KI HUM LANGAR UTHATE HAI.
GHAZAL HUM TERE AASHIQ HAI,MAGAR IS DARD KI KHAATIR,
KALAM KIS PAR UTHANA THA,KALAM KIS PAR UTHATE HAI

wonderful....bahut acche .....

bahut lamba  hai dard ka safar
dur kuch aur manzil ab ho gayi

gum pehle hi kuch kam na they yahan
kuch aur unke kahe lafazo ki   inyaat ho gayi

bujh gaya hai koi sitaara phir se ishq ke chaman ka
aaj yeh mehfil kaisi badrang si phir se ho gayi

nikale they ghar se ek bharosa unka le kar
aaj yeh raha bhi kyu ajnabi si mere liye ho gayi!!
Logged
Shikha12
Guest
«Reply #86 on: October 27, 2006, 02:03:15 PM »
Reply with quote
Very nice all....

Ranju di, Azeem, Waheed, Gumnam ji...
Just Excellent.. =D> =D>
Logged
gumnam
Guest
«Reply #87 on: November 29, 2006, 01:34:34 PM »
Reply with quote
Quote from: "ranjana"
Quote
SAMUNDAR KE SAFAR MEIN WAPSI KA KYA BHAROSHA HAI,
TO YE SAAHIL!KHUDA HAAFIZ KI HUM LANGAR UTHATE HAI.
GHAZAL HUM TERE AASHIQ HAI,MAGAR IS DARD KI KHAATIR,
KALAM KIS PAR UTHANA THA,KALAM KIS PAR UTHATE HAI

wonderful....bahut acche .....

bahut lamba  hai dard ka safar
dur kuch aur manzil ab ho gayi

gum pehle hi kuch kam na they yahan
kuch aur unke kahe lafazo ki   inyaat ho gayi

bujh gaya hai koi sitaara phir se ishq ke chaman ka
aaj yeh mehfil kaisi badrang si phir se ho gayi

nikale they ghar se ek bharosa unka le kar
aaj yeh raha bhi kyu ajnabi si mere liye ho gayi!!
SHUKRIYA RANJANA JI........SORRY FOR LATE REPLY.....

SAARI DUNIYA DEKHTI HAI KITNI HAIRAANI KE SAATH,
JINDAGI HUMNE BASAR KAR LI HAI NADANI KE SAATH.
TU NAHI AATA ,NA AA YE DOST AB TERI TARAH,
HUM BHI CHAL NIKLE HAI APNE DUSHMAN-E-JAANI KE SAATH...
Logged
gumnam
Guest
«Reply #88 on: November 29, 2006, 01:35:32 PM »
Reply with quote
Quote from: "Shikha12"
Very nice all....

Ranju di, Azeem, Waheed, Gumnam ji...
Just Excellent.. =D> =D>
SHUKRIYA...........................
Logged
ranjana
Guest
«Reply #89 on: November 29, 2006, 02:12:34 PM »
Reply with quote
Quote from: "gumnam"
Quote from: "ranjana"
Quote
SAMUNDAR KE SAFAR MEIN WAPSI KA KYA BHAROSHA HAI,
TO YE SAAHIL!KHUDA HAAFIZ KI HUM LANGAR UTHATE HAI.
GHAZAL HUM TERE AASHIQ HAI,MAGAR IS DARD KI KHAATIR,
KALAM KIS PAR UTHANA THA,KALAM KIS PAR UTHATE HAI

wonderful....bahut acche .....

bahut lamba  hai dard ka safar
dur kuch aur manzil ab ho gayi

gum pehle hi kuch kam na they yahan
kuch aur unke kahe lafazo ki   inyaat ho gayi

bujh gaya hai koi sitaara phir se ishq ke chaman ka
aaj yeh mehfil kaisi badrang si phir se ho gayi

nikale they ghar se ek bharosa unka le kar
aaj yeh raha bhi kyu ajnabi si mere liye ho gayi!!
SHUKRIYA RANJANA JI........SORRY FOR LATE REPLY.....

SAARI DUNIYA DEKHTI HAI KITNI HAIRAANI KE SAATH,
JINDAGI HUMNE BASAR KAR LI HAI NADANI KE SAATH.
TU NAHI AATA ,NA AA YE DOST AB TERI TARAH,
HUM BHI CHAL NIKLE HAI APNE DUSHMAN-E-JAANI KE SAATH...

bahut khoob ji chalo der aaye .... Usual Smile

teri yaad liye jiye jate hi bedard duniya main
warana hame yahan jeena hi nahi thaa

har pal raha tera hi saya mere jehen mein
tere naam ke siva kabhi hamne apni dharkan ko mehsus kiya hi nahi thaa!!
Logged
Pages: 1 2 3 4 5 [6] 7
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
March 28, 2024, 02:16:35 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 08:02:59 PM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]

[March 16, 2024, 03:21:26 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.147 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8502 Real Poets and poetry admirer