wo gum kya

by gumnam on June 02, 2006, 04:12:38 AM
Pages: [1] 2 3  All
ReplyPrint
Author  (Read 1894 times)
gumnam
Guest
Reply with quote
WO GUM KYA JO LAFJO MEIN BAYAN HO JAYE,
       WO DARD KYA ASHQ JISKI JUBAAN HO JAYE.
     VADO KE JANAJO KO DEKHO TO MUSKURA KE DEKHO,
     WO VADA HI KYA SANAM JO WAFA HO JAYE.
Logged
Shikha12
Guest
«Reply #1 on: June 07, 2006, 01:41:38 AM »
Reply with quote
Bahut Khoob Gumnam ji....

Terey vaadey par jiye hum to yeh jaan jhooth jaana,
ki khushi sey mar naa jaatey, agar etbaar hota...
                                                     (Mirza Galib)
Logged
ranjana
Guest
«Reply #2 on: June 07, 2006, 03:55:04 AM »
Reply with quote
bahut khub Gumnaan ji...............

apne dard ko hamne apni muskarhat mein chhippa liya
palko mein they kuch khawab ,unhe hi hamsafar bana liya

tumse bichar ke jis ghari tanha hui thee main..........
mere dil us dard ko jingagi ka geet bana liya...........
Logged
gumnam
Guest
«Reply #3 on: June 07, 2006, 01:33:06 PM »
Reply with quote
Quote from: "Shikha12"
Bahut Khoob Gumnam ji....

Terey vaadey par jiye hum to yeh jaan jhooth jaana,
ki khushi sey mar naa jaatey, agar etbaar hota...
                                                     (Mirza Galib)

BAHUT KHUB..........

APNI KISMAT PE ROYE HAI JINDAGI BHAR,
PAR AITBAAR NA THA TUJHE MERI SURKH AANKHO PAR.
Logged
gumnam
Guest
«Reply #4 on: June 07, 2006, 01:35:30 PM »
Reply with quote
Quote from: "ranjana"
bahut khub Gumnaan ji...............

apne dard ko hamne apni muskarhat mein chhippa liya
palko mein they kuch khawab ,unhe hi hamsafar bana liya

tumse bichar ke jis ghari tanha hui thee main..........
mere dil us dard ko jingagi ka geet bana liya...........
WAH....

APNI HANSI MEIN CHHUPA JAATE HAI HUM APNE GAMO KO,
APNE HAALAAT PE AURO KO HANSA DE KYA KAM HAI..
Logged
purani_jeans_aur_guitar
Guest
«Reply #5 on: June 07, 2006, 01:46:22 PM »
Reply with quote
bahut khub gumnam ji...............

  aankhon se behte ashk bhi humse ye puchte hai
   us bewafa ke labo per hasi to barkarar hai na.

 
  .............@fahi@.................
Logged
gumnam
Guest
«Reply #6 on: June 07, 2006, 01:55:32 PM »
Reply with quote
Quote from: "purani_jeans_aur_guitar"
bahut khub gumnam ji...............

  aankhon se behte ashk bhi humse ye puchte hai
   us bewafa ke labo per hasi to barkarar hai na.

 
  .............@fahi@.................
BAHUT KHUB.....

BAHNA KUCHH APNI CHASM KA DASTUR HO GAYA,
DI THI KHUDA NE AANKH,PAR NAASUR HO GAYA.
Logged
ranjana
Guest
«Reply #7 on: June 08, 2006, 04:29:15 AM »
Reply with quote
dil ki shama jalau main shama ki tarah,
meri aahe.n uthagi ek ghata ke tarah
mere dil ki barbadiyaan dekh kar
tum bhi khamosh rehana khuda ki tarah.n/m
Logged
gumnam
Guest
«Reply #8 on: June 09, 2006, 04:06:09 AM »
Reply with quote
Quote from: "ranjana"
dil ki shama jalau main shama ki tarah,
meri aahe.n uthagi ek ghata ke tarah
mere dil ki barbadiyaan dekh kar
tum bhi khamosh rehana khuda ki tarah.n/m
BAHUT KHUB RANJANA......

MAIN KHUDA TO NAHI JO TERA DARD NA SAMAJHU,
DUNIYA KI BHID MEIN ISHQ KA TALABGAAR NA SAMAJHU.
GAM TO MERE DIL MEIN BHI HAI YE HUMNASHI,
PAR TERE LIYE USE APNA GAM NA SAMAJHU.
Logged
ranjana
Guest
«Reply #9 on: June 09, 2006, 04:25:06 AM »
Reply with quote
very nice bahut hi sundar ................

dur se woh puchte hain haal ko mere
asie bhi kahi hota hai.............
hamne uske geeto ko ,aur lafajo ko
apni baato se mila ke dekha hai
par dil ne har baar kaha hamko
yeh nahi hai payar,yeh toh sirf dhoka hai
Logged
gumnam
Guest
«Reply #10 on: June 09, 2006, 04:37:14 AM »
Reply with quote
Quote from: "ranjana"
very nice bahut hi sundar ................

dur se woh puchte hain haal ko mere
asie bhi kahi hota hai.............
hamne uske geeto ko ,aur lafajo ko
apni baato se mila ke dekha hai
par dil ne har baar kaha hamko
yeh nahi hai payar,yeh toh sirf dhoka hai
BAHUT KHUB..RANJANA U R GREAT.......


HUMNE TERI JAFA KE PARDE MEIN,
APNE DIL PE BHI KAI SITAM KIYE...
Logged
ranjana
Guest
«Reply #11 on: June 09, 2006, 05:10:22 AM »
Reply with quote
shukriya Gumnam ji ........aap 2 lines mein kamal dikha dete hain..... Usual Smile


kiye they hum per bhi jamaane ne sitam
jab hamne jaam teri mohabbat ke they peeye
raha taki teri sadiyo tak,aur lab apne khamoshi se sii liye
Logged
gumnam
Guest
«Reply #12 on: June 11, 2006, 02:23:07 PM »
Reply with quote
Quote from: "ranjana"
shukriya Gumnam ji ........aap 2 lines mein kamal dikha dete hain..... Usual Smile


kiye they hum per bhi jamaane ne sitam
jab hamne jaam teri mohabbat ke they peeye
raha taki teri sadiyo tak,aur lab apne khamoshi se sii liye
aap to bawal macha deti hai.........

Kabhi Jamaane se koi sawal na karna,
Naseeb mein tha bichhdna malal na karna.
Jarurto ke tahat aaj hai ye tabdili,
Tum meri berukhi ka kahayal na karna..
Logged
ranjana
Guest
«Reply #13 on: June 12, 2006, 12:07:45 PM »
Reply with quote
bawal........ Usual Smile


jinadagi  toh har pal sawaal ban ke hi milti hai
mohabbat ki ho koi bhi raha woh mushkil hoti hai
naseeb ko kyu dete hain dosh aap sanam
jab aapke dil mein hi mohabbat nahi meri hai
Logged
gumnam
Guest
«Reply #14 on: June 14, 2006, 02:29:26 PM »
Reply with quote
Quote from: "ranjana"
bawal........ Usual Smile


jinadagi  toh har pal sawaal ban ke hi milti hai
mohabbat ki ho koi bhi raha woh mushkil hoti hai
naseeb ko kyu dete hain dosh aap sanam
jab aapke dil mein hi mohabbat nahi meri hai
Jabardast Ranjana ji.....aapki taareef ke liye sabd nahi hai mere paas.....

"Unhi raaho ne jin par tum kabhi saath the mere,
Mujhe rok-rok puchha bata tera humsafar kaha hai......."

aur aap kahti hai ki....aapke dil mein mohbbat nahi meri
Logged
Pages: [1] 2 3  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
May 12, 2024, 06:06:34 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.139 seconds with 22 queries.
[x] Join now community of 8499 Real Poets and poetry admirer