WoH LaRKi (My personal) plz. Read.

by muneeb on November 22, 2004, 03:30:52 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1102 times)
muneeb
Guest
Reply with quote
Kitne pyare hai woh larki
kitne nadaan hai woh  larkii.
jaan na nahi chaho ga ka kon hai woh larki
hmm.. bata ta hon bata ta hon
mare he likhe hohe ek khani hai woh larki


_________________________________________________ ____________
Woh larki jess nay mujh apne har sass main bhasaya hai
woh larki jo hamasha mujh muskurata howa dakh na chate hai
woh larki ji mujh itna  yaad karte hai ka khud ko bhool jate hai
woh larki jo mujh ko kabhi bhi takleef main nahi dakh sakte
woh larki  mara sath jeena tu kiya marna bhi mara sath chate hai
woh larki mujh sa pochte hai ka tum mujh kitna chata hoonaab aap batao main us ko kya kaho jaab ka woh paagli shayad ya nahi jaante hai us ke yaadon main beetta tu main he hoon na............................
_________________________________________________ ____________
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Larka Larki by NyDaMuNdA in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
Larka Larki by NyDaMuNdA in SMS , mobile & JOKES
Us Larki Ke Naam by Qutubuddin in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Mai Larki Bazar ki.. by Roja in Tanziya aur Tehreekbaksh Shayariyan
Ek larki by smartboy121 in SMS , mobile & JOKES
Pooja
Guest
«Reply #1 on: November 22, 2004, 07:57:00 PM »
Reply with quote
Nice Muneeb!!!!
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #2 on: November 23, 2004, 10:34:32 AM »
Reply with quote
wah!!!!!!!!!  muneeb.......... bahot khoob..........
Logged
muneeb
Guest
«Reply #3 on: November 23, 2004, 12:56:32 PM »
Reply with quote
shukereya pooja and shukeriya waheed...
 woh larki

woh larki mujh sa khate hai ka mare fekaar nahi kiya karoo
kaisa nahi karoo tumhare fikaar kaisa nahi karoo .
yaad tum mujh karti hoon aur waha tarab ta tu main he hoon na tu kaisa nahi karo
tum yaha cheraag jala kar mara intazar karte hoon laken  jaalta tu main he hoon na tu kaisa nahi karoo fekaar.
tanhai main akala bhath kar tum roote hoon aur us main andara baan kar ata tu main he hoon na tu ............
kaisa nahi karoo tumhare fikaar main kaisa ........
tum roote hoon aur tumhara ek ek aassou mara dil ko cheerta howa jata hai main kaisa fikaar nahi karoo tumhare kaisa kaisa ..........
Logged
muneeb
Guest
«Reply #4 on: November 24, 2004, 11:56:43 AM »
Reply with quote
WOh larki

woh larki mujh sa khati hai ka tum ko mujh main kya Bura lagta hai tu mana kaha theek hai tu suno........................

Main jaab bhi tum ko yo udaas dakhta hoon tu bura lagta hai mujh.
Main jaab bhi tum ko kese aur ka sath baat karta howa dakhta hoon tu bura lagta hai .
Main jaab bhi tumhara chand sa chehra per ek shikan bhi dakhta hoon tu bura lagta hai.
Bas yahe bura lagta hai mujh ko
Jaab Main tumhain apna saamna nahi paata tu bura lagta hai .
Tumhara in haseen hotho per muskurahat ke jaga aakhon sa main aasou dakhta hoon tu bura lagta hai .
bas tu bura lagta jaab main
tumhain hassta gaata aur gongonatain ka bhajai tum ko yoo aakala tanha dakhta hoon haan mujh bohat bura lagta hai ...............
Logged
Pooja
Guest
«Reply #5 on: November 24, 2004, 08:11:38 PM »
Reply with quote
wah!! Muneeb ji !!!
Logged
muneeb
Guest
«Reply #6 on: November 25, 2004, 12:45:27 PM »
Reply with quote
SHukeriya Pooja.

Woh larki

Woh larki mujh sa khati hai ka tum mujh kitna  chata hoon aur bas main yahi kha saka ka...................

Tum mare sass hoon .
Tum mara dil hoon
Tum mara darkhan hoon
Tum mara khowab hoon
Tum mare zindage hoon.
Tum mare jaan hoon
Tum mare mohabbat hoon
Tum mare chahat hoon
Tum mara pyar hoon
Tum mara ishq hoon
Tum mara saapna hoon
Tum mara jina ka sahara hoon
Tum mare aakha ka tara hoon
Tum mare saab kuch hoon
Cho kar jo guzre woh hawa hoon tum
Magi jo DUA woh DUA hoon tum
Mare tanhai ka raaz hon tum.
Mare Sirf mara hoon tum bas mare hoon marae hoon mare................
Logged
muneeb
Guest
«Reply #7 on: November 28, 2004, 03:54:42 PM »
Reply with quote
Woh larki


yo tara intazar karta karta najana kaab hamare mut agai hamain tu pata he nahi chala...
yo tara intazar karta karta tumna hamain chor deya hamain tu pata he nahi chala...
kiya kara is aakho ko tara itna intazar hai ka palak jabkana bhi nahi date..
is ka mawajod tum na haaam sa mou morleya hamain tu pata he nahi chala..
Logged
muneeb
Guest
«Reply #8 on: December 04, 2004, 03:57:30 PM »
Reply with quote
Woh larki......




Us nay kaha samjha nahin mujh ko
Who kiya janay samjhna kiya hota hay
Piyar kiya hota hay
Who kiy ajanay dil ka lagana kiya hota hay
Who kiya janay dil ka tot jana kiya hota hay
Us nay tou kabhe fursat say dekha nahin hamko
Us nay kabhe fursat main jana nahin mujhko
Khatay hay piyar main sab khuch hota nahin
Ham khatay hain piyar main khuch bhe rahta nahin

Piyar ek lafz nahin jo khadiya jayay
Piyar ek ghazal nahin jo perh dee jayay
Piyar koi kitab nahin jo qalam bandh karlee jayay

Piyar tou ek smandar hay
Jis ka panee har tharta nahin hay
Jis main toofan bhe atay hain
Kayee kashteyan bhe doob jateen hain
Magar pher bhe us ka panee josh hee main rahta hay

Magar main us samandar kee ek kamzoor kashtee niklee
Jis ko kise nay sahara nahin diya
Mairee kashtee kay badban samander kee hawaun main cheer par hogayay hain
Mairee kashtee doob gayee
Doob gayee zaheer
Or main bhe,
Magar main tumhain yeh na kahunge kay bachalo mujhy
Mujy pata hay yeh dar hay kahen tum bhe na doob jaoo
Or main tumhain har halat main zinda dekhna cahatee hun
Kinaray par dekhna cahatee hun
Is samandar main kabhe na apnee kashtee lana
Bas lanay say pahlay mairee kashtee ka soch laina
Jo mujhy sang laikar doob gayee thee
Doob gayee thee
Doob gayee thee
Logged
myheart_ursonly
Guest
«Reply #9 on: December 04, 2004, 04:32:36 PM »
Reply with quote
very nice muneeb ji!! kya baat hai...


 :wink:

Unka pyar is kadar satta raha hai,
Ki raaton ki neend aur,
Din ka aaram ja raha hai,
Aj hosh mein rahene wale bhi behosh hain,
Shayad isi ko mera pyar kehte hain….



 Puzzled !
Logged
muneeb
Guest
«Reply #10 on: December 07, 2004, 11:35:42 AM »
Reply with quote
Thank you Sir,



Woh larke

neend aati hai dard saath lekar,
yaad aati hai aap ka naam lekar,
mujhe intezar hai us shaam ka...
jo aaegi aapko saath lekar.
Logged
muneeb
Guest
«Reply #11 on: December 09, 2004, 11:01:38 AM »
Reply with quote
Mohabbat Mein Tumse Karta Rahoonga Sada Yeh Aansoon Mein Bahatah Rahoonga
Mujhe Chahay Kitna Roke Zamana Magar Main Tere Dar Par Aata Rahoonga
Lage Chahay Tohkar Mujhe Tere Raaste Mein Yeh Tohkar Bhi Huns Huns Kar Main sahtaa Rahoonga
Kar Laakh Koshish Bhulaane Ki Mujhko Magar Main Tujhe Yaad Aata Rahoonga
Dhadakta Hai Dil Mera Jab Tak Khudda Ki Qasam Tujh Par Marta Rahoonga
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 28, 2024, 09:38:24 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.264 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer