yaad

by Tosha on August 26, 2004, 10:55:51 AM
Pages: 1 ... 10 11 12 13 [14] 15 16
ReplyPrint
Author  (Read 27603 times)
waheed_rose2004
Guest
«Reply #195 on: August 22, 2005, 04:04:42 PM »
Reply with quote
wow  excellent  work  Tosha....................tongue3...............
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
yaad by Sonu in Miscellaneous Shayri « 1 2  All »
Na Salaam Yaad Rakhna, Na Paigaam Yaad Rakhna, by pankaj_pups in Shayri-E-Dard « 1 2 3  All »
Yaad Yaad yaad bas yaad reh jati hai by Cma in Songs & Lyrics « 1 2  All »
Aae na tere yaad kabhi yaad ki tarah by khalidrawat in Shayeri for Dard -e- Bewafai
amrita
Guest
«Reply #196 on: August 22, 2005, 06:00:27 PM »
Reply with quote
nice tosha.....................................
Logged
Tosha
Guest
«Reply #197 on: August 22, 2005, 10:00:01 PM »
Reply with quote
Thanx a lot Waheed ... n ... Amrita
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #198 on: August 22, 2005, 10:58:35 PM »
Reply with quote
Quote from: "Tosha"
yeh kiss haal main chor gaye tum
na hosh hai na koi khabar
yeh kaise aas aakhon main chor gaye tum
itne kareeb aake jaane ke na di khabar
is bekhabri ke haar main chor gaye tum
jaane anjane main labo ko kaise oyaas degaye tum
chu ke mere maan ko kaha kho gaye tum
aajao itne kareeb ke chor ke phir jaao na tum
aake mujhme aab sama jao na tum
tumhari aakhen tumhari baaten pal pal gudgudati hai
yeh adhuri hasi de ke kaha gum ho gaye tum
main royun ya hasun meri sooch main aab bas tum
yeh kaisa jaadu karke gayab ho gaye tum
aajao na paas mere ke duniya is mohabbat ko duhai de
ho jayo mere iskadar ke sirf mere kahelayo tum
tumse door rahera ho gaya aab mushkil
mujhe bhi hamesha ke liye aapna lo na tum

wah....kya baat hai Tosha... Bohat khoob!
Logged
Tosha
Guest
«Reply #199 on: August 23, 2005, 09:16:04 AM »
Reply with quote
Thanx a lot Aryaan
.....................................
Logged
Tosha
Guest
«Reply #200 on: March 19, 2006, 05:20:22 AM »
Reply with quote
itne kareeb ho, phir koy yaad aate ho
paas hoke bhi duriyon ka ahesas jatate ho

tan itne kareeb hai. phir maan kyo itne door
jaan lo tum meri saason main baste ho

dil ke katre karte main tum hi tum sanam
is kadar mere maan ko kyo tarsate ho

ek baar banalo apni bahon ko mere gale ka haar
is maan ki tum ek tamana ho samjha karo
Logged
Tosha
Guest
«Reply #201 on: April 07, 2006, 11:25:25 PM »
Reply with quote
Aaj teri kahani phir yaad aaye
aaj aapni jawani phir yaad aaye
uthi thi teri doli aur mera janaza
aaj zindgi ke zulmo ke rawani yaad aaye
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #202 on: April 08, 2006, 11:58:09 AM »
Reply with quote
TOSHA JI bahut bahut khoob.. nice work
Logged
Tosha
Guest
«Reply #203 on: April 08, 2006, 06:59:50 PM »
Reply with quote
Thanx Vicky !!!
Logged
*Anjum*
Guest
«Reply #204 on: April 09, 2006, 07:42:52 AM »
Reply with quote
Quote from: "Tosha"
itne kareeb ho, phir koy yaad aate ho
paas hoke bhi duriyon ka ahesas jatate ho

tan itne kareeb hai. phir maan kyo itne door
jaan lo tum meri saason main baste ho

dil ke katre karte main tum hi tum sanam
is kadar mere maan ko kyo tarsate ho

ek baar banalo apni bahon ko mere gale ka haar
is maan ki tum ek tamana ho samjha karo


Too good ..Tosha
Logged
*Anjum*
Guest
«Reply #205 on: April 09, 2006, 07:44:52 AM »
Reply with quote
kab tak shama jali yaad nahi
sham e  ghum kaise dhali yaad nahi

baaghban seench raha tha gulshan
kaise murjhayi kali yaad nahi

hum zamane mein kuch aise bhat ke
ab to unki bhi gali yaad nahi

kat gayi umr to saari hi kati
woh buri thi ya bhali yaad nahi..
Logged
Tosha
Guest
«Reply #206 on: April 09, 2006, 09:04:24 AM »
Reply with quote
Thanx a lor Anjum ...

and ...Vo bura tha ya bhala yaad nahi kasam se...!!! beautiful..!!
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #207 on: April 11, 2006, 02:29:31 PM »
Reply with quote
Quote from: "Tosha"
itne kareeb ho, phir koy yaad aate ho
paas hoke bhi duriyon ka ahesas jatate ho

tan itne kareeb hai. phir maan kyo itne door
jaan lo tum meri saason main baste ho

dil ke katre karte main tum hi tum sanam
is kadar mere maan ko kyo tarsate ho

ek baar banalo apni bahon ko mere gale ka haar
is maan ki tum ek tamana ho samjha karo


wonderful  Tosha......  Anjum........   very  nice .............
Logged
Tosha
Guest
«Reply #208 on: April 11, 2006, 06:52:51 PM »
Reply with quote
Thanx waheed :D
Logged
*Anjum*
Guest
«Reply #209 on: April 12, 2006, 11:49:14 AM »
Reply with quote
Thnx..Waheed

Ek muddat se tujhe yaad tak nahi aayi meri
aur hum bhool jaaye tumhe yeh bhi to nahi hota..
Logged
Pages: 1 ... 10 11 12 13 [14] 15 16
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
May 25, 2025, 10:01:30 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[May 20, 2025, 05:19:02 AM]

[May 16, 2025, 08:38:38 AM]

[April 27, 2025, 09:31:46 AM]

[April 24, 2025, 01:10:57 AM]

[April 09, 2025, 05:20:40 AM]

[April 09, 2025, 05:18:27 AM]

[April 09, 2025, 05:10:46 AM]

[April 09, 2025, 05:10:02 AM]

[April 09, 2025, 05:09:16 AM]

[April 09, 2025, 05:04:37 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 1.581 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8513 Real Poets and poetry admirer