----- /// Ye mausam thokron ka hai /// ------

by klaskar on August 30, 2010, 01:16:43 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 844 times)
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
Reply with quote


ye mausam thokron ka hai, ek thokar aur sahi,
dard ki aadat hai humein, ek dard aur sahi,

wafaa karke bhi bewafai ki badnaami mili,
koi shikayat nahi karte, hum bewafa hi sahi,

suna hai lambi raat ke baad subah hoti hai,
hamaari zindagi me bas kaali raat hi sahi,

suna hai kaanton ke sang gulaab khilte hain,
hamaare dil ki bagiya me bas kaante hi sahi,

intezaar me unke saanse saath chhod gayi,
par unka humein deedaar na ho saka, na sahi,

janaaze pe wo hamaare aansoo bahaane aaye the,
chalo usi bahaane se wo yahaan aaye to sahi....


*****HRIDAY*****
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
mausam by roshni246 in Shayri for Khumar -e- Ishq
mausam by amazing_world in Shayri for Khumar -e- Ishq
mausam by muna massood in Shairi for Manzar -e- Kudrat
Mausam by pankshivam in Shayri-E-Dard
●•٠•˙ °ღ• MauSaM °ღ●•٠•˙ by Saba_Saba is back in Share:Poetry of Separation
KOYAL46
Guest
«Reply #1 on: August 30, 2010, 02:07:08 PM »
Reply with quote
Kabra par meri phool chadhaane wo apne yaar k saath aaye
Kaun kehta hai dost ke dafnane k baab jalaaya nahi jaata

Deedaar naa ho jaaye kahin unka mujhe
Wo burka pehan kay meri mazaar pe aaye

Logged
brokenbyluv
Guest
«Reply #2 on: August 30, 2010, 05:38:43 PM »
Reply with quote
nice kapil ji...
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #3 on: August 30, 2010, 10:46:57 PM »
Reply with quote
bahut achcha likha hai aapne Koyal ji...!!!

Kabra par meri phool chadhaane wo apne yaar k saath aaye
Kaun kehta hai dost ke dafnane k baab jalaaya nahi jaata

Deedaar naa ho jaaye kahin unka mujhe
Wo burka pehan kay meri mazaar pe aaye


Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #4 on: August 30, 2010, 10:47:15 PM »
Reply with quote
Thanks a lot Geet ji...!!!

nice kapil ji...
Logged
nazar.ghouri
Guest
«Reply #5 on: August 30, 2010, 10:47:32 PM »
Reply with quote
suna hai lambi raat ke baad subah hoti hai.....bahot umda bahot khoob ..janaab,daad hi daad.
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #6 on: August 30, 2010, 10:49:25 PM »
Reply with quote
bahut bahut shukriya Nazar ji... kahaan hain aap... aajkal aap ID se login q nahi karte...Huh?

suna hai lambi raat ke baad subah hoti hai.....bahot umda bahot khoob ..janaab,daad hi daad.
Logged
nazar.ghouri
Guest
«Reply #7 on: August 30, 2010, 10:54:51 PM »
Reply with quote
suna hai lambi raat ke baad subah hoti hai.....bahot umda bahot khoob ..janaab,daad hi daad.aap ne aapki pichli post main pucha hamari khairiyat daryaaft ki thi ,janaab klaskar saheb mein aapka shukr guzaar hon ke iss khaaksaar ko aap ne yaad rakha ,bahot bahot shukriya,thodi se masrufiyaat hain,insha Allah bahot jald aapki khidmat main haazir hojaonga.aap ko mohabatt isi terha banae rakhiye gaa..
                nazar ghouri
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #8 on: August 30, 2010, 11:06:45 PM »
Reply with quote
Humein intezaar rahega aapka... aur aapke lekh ka... jald waapas ayiye aur apne kuch khoobsurat ghazal padhne ka humein mauka dijiye...!!!
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #9 on: August 31, 2010, 12:54:25 AM »
Reply with quote
Bahut khoob Kapil
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #10 on: August 31, 2010, 12:58:46 AM »
Reply with quote
bahut bahut shukriya Rajesh ji...!!!

Bahut khoob Kapil
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 19, 2024, 12:01:22 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.112 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer