ye qissa..!

by nishita on January 04, 2005, 10:07:10 AM
Pages: 1 ... 7 8 9 10 [11] 12 13
ReplyPrint
Author  (Read 10369 times)
bond
Guest
«Reply #150 on: March 02, 2005, 07:53:41 PM »
Reply with quote
Quote from: "nishita"
Quote from: "bond"
Quote from: "nishita"
Quote from: "bond"
Quote from: "nishita"
Quote from: "bond"
Quote from: "nishita"
Quote from: "bond"


muskuraan chahe gar honth to unhey muskura lene do....
jame  hain jo aankhon mein baadal unhe aaj tum baras jaane do....
ke dekhein hain tumne ek jamaane tak khiza ke mausam......
khilkhila ke hass do  ke aaj fir se baharoon ko aane do.........

BOND


Tu hai suraj,  tujhe maloom kahan raat ka  dukh
Tu kisi roz, mere ghar mein utar shaam ke baad

nm


tumne suraj ki roshani ko dekha. uski agan ko na dekha...
duniya ko roshni dene ke liye kitna jalta hai, ye na dekha....
raat mein bhi deta hoon roshni duniya ko mein hamesha....
chaand mein chupa hua aks meri roshni ko tune naa dekha.....

BOND


bohatt khoob :D

suraj ki tarah humne bhi yu jalna chhod diya
haske jeena sikh liya, ro ro ke marna chod diya


maana ki roney se koi fayeda bhi nahi....
par hasne se gum door hota bhi nahi.......
mein hass  hass ke duniya ko hassaunga....
par apne iss gum se bhag na paoonga.....

BOND


har pal dard main basne wale log afsane ho jate hain
ankhein bheeg jaati hain khwaab purane ho jate hain

BAHUT ACHHE NISHI...:D

khaaboon mein aa kar milte hai , aafsaane jo puraane hai....
dard diya hai aafsaano ne, hum pyaar se aab bhi aanjaane hai....
aab koi dawa iss dard ki mile, ke ghaav dil se sab mitaane hai....
bhulna chahta hua sab dard, ke aab aankhon mein naye sapne sajaane hai...

BOND


ye dil ka rogh ye chaahat khuda kisi ko na de
buri bala he mohabbat khuda kisi ko na de
tarap , junoon , ye rusvaaiyaan , akela-pan
qadam qadam ye museebat khuda kisi ko na de

nm

ye dil ka rog chahta ek ajab sa nasha deta hai....
woh naseebwaala hai jisse khuda ye nasha deta hai.....
ishq mein hai tarap , junoon , ye rusvaaiyaan , akela-pan
har pyaar karne waal ishq mein inn sab ka mazaa leta hai
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Qissa Koi Jaise Purana Ho Gaya Hoon by ishu_singh10 in Shayri for Khumar -e- Ishq
QISSA PURANA MUJHE AAJ BHI YAAD HAI.....soudagar by soudagar in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Qissa Khalil ka by ayyubsalamat in Occassion Specific Poetry
Qissa–e-gham……”Sahal”. by sahal in Ghazals « 1 2  All »
nishita
Guest
«Reply #151 on: March 03, 2005, 11:36:30 AM »
Reply with quote
bohatt khoob bond Usual Smile

ishq fanaa kaa naam hai ishq mein zindagii na dekh
jalvaaa-e-aaftaab ban zarre mein roshanii na dekh

nm
Logged
bond
Guest
«Reply #152 on: March 03, 2005, 11:52:16 AM »
Reply with quote
.....wah....

har zarre mein maine ishq dekha
mein maine khuda dekha.....
jindagi mein meine sabkuch dekha...
par ishq se achha kuch na dekha......

BOND
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #153 on: March 03, 2005, 03:19:21 PM »
Reply with quote
Quote from: "nishita"
bohatt khoob bond Usual Smile

ishq fanaa kaa naam hai ishq mein zindagii na dekh
jalvaaa-e-aaftaab ban zarre mein roshanii na dekh

nm


wah!!!!!!!!!!!!!!   excellent nishita.........................bond.........
Logged
nishita
Guest
«Reply #154 on: March 03, 2005, 06:58:26 PM »
Reply with quote
thanks waheed Usual Smile ..gud one bond
Logged
Arifa
Guest
«Reply #155 on: March 03, 2005, 08:57:59 PM »
Reply with quote
wah wah bohat ache nishi kiya khoob likha hai
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #156 on: March 05, 2005, 04:01:58 AM »
Reply with quote
JENA AHI TU USI K LIYE HUMNEY
PANA HAI TU USI K LIYE HUMNEY
Logged
nishita
Guest
«Reply #157 on: March 11, 2005, 07:50:34 AM »
Reply with quote
thanks arifa Usual Smile
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #158 on: March 11, 2005, 08:49:57 PM »
Reply with quote
sad5
Logged
bond
Guest
«Reply #159 on: April 03, 2005, 11:42:17 AM »
Reply with quote
jaane kab shuru hu gaya ..., ye quissa...
jaane kyun shuru ho gaya.., ye quissa...
jaane kahan le jayega mujhey , ye quissa...


ya quissa jo ban gaya hai aab meri zindaki ka hissa..
jaanta hu adura hi rahega hamesha  aab , ye quissa...
zindagi khatam hogi par khatam na hoga , ye quissa...

BOND
Logged
nishita
Guest
«Reply #160 on: April 03, 2005, 11:55:00 AM »
Reply with quote
nice bond Roll Eyes
Logged
bond
Guest
«Reply #161 on: April 09, 2005, 04:10:58 PM »
Reply with quote
thanx Nishi

aaj fir ye meri aankh bhar aayi hai...
aaj fir kisis apne ki yaad aayi hai....
jaane kyun hoti hai ye mohabbat..
jab baad mein milni hoti judai hai....

BOND
Logged
nishita
Guest
«Reply #162 on: April 11, 2005, 07:00:50 AM »
Reply with quote
Dil jo chahe woh waqt ki nazar kiya karo
Aane wale qal ki tum fikar na kiya karo
Chahe pal bhar ka sath kyon na ho hamara
Zindagi bhar ki khushiya is main samet liya karo
Logged
bond
Guest
«Reply #163 on: April 12, 2005, 05:05:28 AM »
Reply with quote
jisse paya hi nahi kabhi maine
aaj mujhey usey khone ka darr hai
kal zinda rahe  na rahe kisse pata
hume to bas iss aaj ki fikar hai...

BOND
Logged
nishita
Guest
«Reply #164 on: April 14, 2005, 09:42:50 AM »
Reply with quote
waah

apni kahaani to daad-e-jahaan maloom hoti hai
jo bhi sunta hai ussi ki dastaan maloom hoti hai

nm
Logged
Pages: 1 ... 7 8 9 10 [11] 12 13
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
May 02, 2024, 04:43:13 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.127 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8499 Real Poets and poetry admirer