Zindagi hai kuch muqtasar Jaanaa..." ParwaaZ"

by ParwaaZ on October 01, 2012, 06:29:38 PM
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Author  (Read 2111 times)
laaiba
Guest
«Reply #15 on: October 05, 2012, 03:36:59 PM »
Reply with quote
waah bohat khoob parwaz ji ....sabhee asha,ar boht khoob rahe ....
bohat c daad.........
Logged
sunildehgawani
Guest
«Reply #16 on: October 05, 2012, 03:44:16 PM »
Reply with quote
IS KHUBSURAT NAZM PAR KARODON DAAD HAZIR HAIN ,,PARWAZ SAHAB ..MAHFIL MAI RAUNAK BANAYE RAKHIYE,,,,KHUDA HAFIZ
Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #17 on: October 07, 2012, 08:17:30 PM »
Reply with quote
very very nice Applause Applause Applause

Aashique Pardesi sahaab Aadaab!

WaaH janab aashique bhi aur pardesi bhi kia baat hai .. Usual Smile
Bahut bahut shukriyaa janab... is kalaam par apna kimti
waqt dene ke liye.. Usual Smile

Aage bhi saath banaye rakhiye.. aate rahiye..
Shaad O aabad rahiye..

Khuda Hafez... Usual Smile                   

Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #18 on: October 07, 2012, 08:23:59 PM »
Reply with quote
happy1 :coffee:Mubarik khoob kaha kuch sang ham bhi keh deyn
Jis pay chal kar pai manjil
rasta von bhi tujh say janana.
sheel didi

Dii Aadaab!

Bahut bahut shukriyaa Dii aapka kalaam ko pasaNd karne aur houNsla afzai
karne ke liye.. Usual Smile

Achcha sher kaha hai aapne Dii congrate you too ... Usual Smile
Par Dii yeH walaa "jaanaa" nahi hai humari kalaam meiN
woH wala jaanaaN hai ..  icon_geek

Aage bhi apna saath banaye rakhiye... aate rahiye...
Shaad O aabaad rahiye...

Khuda Hafez... Usual Smile                   

Logged
suman59
Guest
«Reply #19 on: October 14, 2012, 07:22:31 AM »
Reply with quote
Quote
Thak Gayi hai ab toH nazar Jaanaa
Aa bhi jaao tum laut kar Jaanaa

Bhool naa jaana bhool kar hum ko
Hai aisii baatoN kaa hi dar Jaanaa

Chaahe jab tum mouzoo badal lena
Aaye jab bhi mayra zikar Jaanaa

Rishta apnaa barsoN puraanaa hai
Jee Nahii paaege tod kar Jaanaa

Aa ke mille KeY chain aa jaaye   
Zindagi hai kuch muqtasar Jaanaa

Maine chaahaa hai ek umar tujko
Chahe jo bhi ho ab hashar Jaanaa

Chahe dil jab ParwaaZ bhar is me
Mayra dil hai teyra hi ghar Jaanaa

bahut bahut khoob Parwaaz jee Applause Applause Applause
Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #20 on: October 18, 2012, 07:43:56 PM »
Reply with quote
waah waah parwaaz ji bahut dino ke baad aapkaa kalaam padhne ko milaa ek rau hamse qubool farmaayen aur dheron daad

Saini Sahaab Aadaab!

Janab hum aapke tah e dil se shukraguzaar haiN... Usual Smile
Aapke is houNsla afzai se behad houNsla mila aur aapke
apnepan ne toH yakeenan hume aapka bana diya hai .. Usual Smile

Aage bhi apna sath banaye rkahiye... aate rhaiye..
Shaad O aabaad rahiye..

Khuda Hafez... Usual Smile                   

Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #21 on: October 18, 2012, 07:47:25 PM »
Reply with quote
very nice

Nand Jee Aadaab!

Bahut bahut shukriyaa janab... aapne apna kimti waqt is
kalaam par diyaa... Usual Smile
Hum aapke tah e dil se shukra guzaar haiN..

Aage bhi apna saath banaye rakhiye...
aate rahiye... Shad O aabaad rahiye..

Khuda Hafez... Usual Smile                   

Logged
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
*

Rau: 19
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle

Posts: 5603
Member Since: Jun 2010


View Profile
«Reply #22 on: October 19, 2012, 07:38:53 AM »
Reply with quote
uffffffffffff parwaz ji.... kya baat hai.... aap aur aapki kalam .. jaan nikaal deti hai... mastam mast gazal ji....... Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #23 on: November 17, 2012, 11:13:57 AM »
Reply with quote
Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley


Ripan Dev Jee Aadaab!


Thanks a lot for this heart beating clapps...... Usual Smile
Aage bhi apna saath banaye rakhiye.. Usual Smile

Aate rahiye... Shaad O aabaad rahiye...
Khuda Hafez... Usual Smile
Logged
khujli
Guest
«Reply #24 on: November 17, 2012, 11:14:28 AM »
Reply with quote
Ahel e bazm ko Mera Salaam... Usual Smile

Aik adhuri si taazaa kalaam aap sabki nazar kar rahe haiN.....


guNjti hai dil ki waadiyoN meiN sadaayeN teri... Rahta huN aksar tanha jane yaad kab
aa jaaye teri... Hosh e madhosh ho jaata huN.. aati hai jab yaad woH duaaeN teri... Usual Smile









Thak Gayi hai ab toH nazar Jaanaa
Aa bhi jaao tum laut kar Jaanaa

Bhool naa jaana bhool kar hum ko
Hai aisii baatoN kaa hi dar Jaanaa

Chaahe jab tum mouzoo badal lena
Aaye jab bhi mayra zikar Jaanaa

Rishta apnaa barsoN puraanaa hai
Jee Nahii paaege tod kar Jaanaa

Aa ke mille KeY chain aa jaaye   
Zindagi hai kuch muqtasar Jaanaa

Maine chaahaa hai ek umar tujko
Chahe jo bhi ho ab hashar Jaanaa

Chahe dil jab ParwaaZ bhar is me
Mayra dil hai teyra hi ghar Jaanaa





 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower
Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #25 on: November 17, 2012, 11:24:57 AM »
Reply with quote
Waah waah waah waah waah waah waah waah parwaaz bhaai jitni bhi tarefe karuN kam hi hogi.
Aapki har gazal ak se barkar ak hoti hai.
Par aap hame apne kalaam parne ke liye bahut tarsaate hai.
Last time jaane kab aapki gazal pari thi.
Bhaai thora bahut raham diya karo apne chaahne walo par.


Masoom Pyaare Aadaab!

Bhai bahut bahut shukriyaa aapka, Is khoob tarif aur houNsla afzai ke liye...
Janab aapki shikayat jayaz hai par kia kareN.... janab kabhi waqt nahi milta
toH kabhi aahsaas nahi bante ... Usual Smile

Khair duaaoN meiN yaad rakhiye... Shaad O aabaad rahiye...
Khuda Hafez... Usual Smile
Logged
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 24, 2024, 05:41:18 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.119 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer