Zindagi ki Tanhaii....

by Ninaah on February 14, 2005, 07:35:33 AM
Pages: 1 ... 7 8 9 10 [11] 12 13 14
ReplyPrint
Author  (Read 12703 times)
harashmahajan
Guest
«Reply #150 on: July 01, 2005, 08:50:30 AM »
Reply with quote
danyawaad Ninnah ji....


intzaar hai us mohabbat ka
chaley jahaan bhi le jaaye
hum ab bhi baithein hai veeranoon mein
tanhaayee yahaan kya ker paaye..


Quote
ab tanhayee mein jeene ki adat dal lo,
pata nahi hum ye kismat kahan le jaaye,
ab tak bhatak rahe the veeron mein,
na jaane ye mohabbat kahan le jaaye....


Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
tanhaii.. by mnajmi in Shayri-E-Dard
kabhi tanhaii mein. . . by tinda in Shayri for Khumar -e- Ishq
~~** YE MERI TANHAII ** ~~ by ALONE BAD in Shayri for Dard -e- Judai
Ishq me tanhaii by Ekta tomar in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Ishq me tanhaii by Ekta tomar in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Ninaah
Guest
«Reply #151 on: July 01, 2005, 08:54:06 AM »
Reply with quote
welcome harash....


ankhon mein unki tasveer nazar aayee,
lehron mein unki tehreer nazar aayee,
jab yaad kar kar ungliyan phirayeen reith pe,
to uss jameen mein bhi unki tasveer nazar aayee....



Quote from: "harashmahajan"
danyawaad Ninnah ji....


intzaar hai us mohabbat ka
chaley jahaan bhi le jaaye
hum ab bhi baithein hai veeranoon mein
tanhaayee yahaan kya ker paaye..


Quote
ab tanhayee mein jeene ki adat dal lo,
pata nahi hum ye kismat kahan le jaaye,
ab tak bhatak rahe the veeron mein,
na jaane ye mohabbat kahan le jaaye....


Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #152 on: July 01, 2005, 08:59:52 AM »
Reply with quote
thanks...Ninnah ..reit per se tasweer koc dil mein utaar lete ..nahi toh khuda ka akhiri intazaam hi ban jaata hai...leher aayegi our le jaayegi tehreer ko..ah!!!!!!!!!!!!!!!.....


safer akhiri hai kadam do mila lo
khuda ka diya inzaam akhiri hai
taraptey rahey per sakoon tha itna
gamey zindagi ka
inaam akhiri ha


Quote
ankhon mein unki tasveer nazar aayee,
lehron mein unki tehreer nazar aayee,
jab yaad kar kar ungliyan phirayeen reith pe,
to uss jameen mein bhi unki tasveer nazar aayee....


Logged
Ninaah
Guest
«Reply #153 on: July 01, 2005, 09:03:42 AM »
Reply with quote
theek kaha harsh!!!!!!!

reith pe likhi ibarat kahan ruk paayee hai,
unhe to lehron apne aks se mita diya,
pur wo apna aks na mita sake,
jise humne apne dil mein bitha liya....



Quote from: "harashmahajan"
thanks...Ninnah ..reit per se tasweer koc dil mein utaar lete ..nahi toh khuda ka akhiri intazaam hi ban jaata hai...leher aayegi our le jaayegi tehreer ko..ah!!!!!!!!!!!!!!!.....


safer akhiri hai kadam do mila lo
khuda ka diya inzaam akhiri hai
taraptey rahey per sakoon tha itna
gamey zindagi ka
inaam akhiri ha


Quote
ankhon mein unki tasveer nazar aayee,
lehron mein unki tehreer nazar aayee,
jab yaad kar kar ungliyan phirayeen reith pe,
to uss jameen mein bhi unki tasveer nazar aayee....


Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #154 on: July 01, 2005, 09:07:03 AM »
Reply with quote
majboor hai dil..per maanta nahi na....hum yuin hi gule jatein hai...chood diya maine bhi tarapna...

Ik waqt tha woh shaid the
mere shabaab ke
aaj woh gairon se hain
 shirkat kiye hue.


Quote
reith pe likhi ibarat kahan ruk paayee hai,
unhe to lehron apne aks se mita diya,
pur wo apna aks na mita sake,
jise humne apne dil mein bitha liya....


Logged
Ninaah
Guest
«Reply #155 on: July 01, 2005, 12:17:16 PM »
Reply with quote
sahi baat hai harash....

koi kisi ko tadpa kar maza leta hai,
aur koi khud tadap kar apne ko saza deta hai...



Quote from: "harashmahajan"
majboor hai dil..per maanta nahi na....hum yuin hi gule jatein hai...chood diya maine bhi tarapna...

Ik waqt tha woh shaid the
mere shabaab ke
aaj woh gairon se hain
 shirkat kiye hue.


Quote
reith pe likhi ibarat kahan ruk paayee hai,
unhe to lehron apne aks se mita diya,
pur wo apna aks na mita sake,
jise humne apne dil mein bitha liya....


Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #156 on: July 01, 2005, 05:32:41 PM »
Reply with quote
Ji ninnah ji..kai baar..insaan galat fehmi ka bhi shikaar hota hai....haum toh unki rahoon mein fool bichhatey rahey woh samjhey ki unki arthi ka samaan hai........

khuda ko bhi ik umra se
hamse gila raha
der-bader ghuma kiye
yahi sila raha.


Ninnah wrote....

Quote
koi kisi ko tadpa kar maza leta hai,
aur koi khud tadap kar apne ko saza deta hai...
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #157 on: July 02, 2005, 08:44:48 AM »
Reply with quote
zindagi ne kayee gum diye,
aur har gum ko humne gale lagaya,
har gum ko aasaani se seh gaye,
kyonki tab saath tha humare tere pyar ka saya....



Quote from: "harashmahajan"
Ji ninnah ji..kai baar..insaan galat fehmi ka bhi shikaar hota hai....haum toh unki rahoon mein fool bichhatey rahey woh samjhey ki unki arthi ka samaan hai........

khuda ko bhi ik umra se
hamse gila raha
der-bader ghuma kiye
yahi sila raha.


Ninnah wrote....

Quote
koi kisi ko tadpa kar maza leta hai,
aur koi khud tadap kar apne ko saza deta hai...
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #158 on: July 02, 2005, 05:52:35 PM »
Reply with quote
na hamdam saath hoga na hoga saath saya
mere is naseeb main hai sab praya hi praya
In gamo pe tha bharosa 'harsh' ko ai dil abas
rafta rafta chod raha muzko mera hi hamsaya.



ninnah wrote...

Quote
zindagi ne kayee gum diye,
aur har gum ko humne gale lagaya,
har gum ko aasaani se seh gaye,
kyonki tab saath tha humare tere pyar ka saya....
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #159 on: July 02, 2005, 07:54:18 PM »
Reply with quote
Zindgi Ki Tanhai Tu Aab Miti Hi thi
Lekin Koi Phir s meri neend Chura Gya
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #160 on: July 04, 2005, 11:12:11 AM »
Reply with quote
AAP LOGON KI BAAT KARTE HAIN,
YAHAN TO GUMON MEIN SAAYE NE SAATH CHODA HAI,
ANDHERON SE KAISE KAREIN SHIKWA,
UNHONE TO UJALON MEIN HUMSE MOOH MODA HAI....


Quote from: "harashmahajan"
na hamdam saath hoga na hoga saath saya
mere is naseeb main hai sab praya hi praya
In gamo pe tha bharosa 'harsh' ko ai dil abas
rafta rafta chod raha muzko mera hi hamsaya.



ninnah wrote...

Quote
zindagi ne kayee gum diye,
aur har gum ko humne gale lagaya,
har gum ko aasaani se seh gaye,
kyonki tab saath tha humare tere pyar ka saya....
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #161 on: July 04, 2005, 11:14:09 AM »
Reply with quote
GOOD ONE FAREE.....


Quote from: "fakharenaveed"
Zindgi Ki Tanhai Tu Aab Miti Hi thi
Lekin Koi Phir s meri neend Chura Gya
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #162 on: July 04, 2005, 03:30:50 PM »
Reply with quote
bahoot shikwe hain..
bahoot shikaayetein hain
unhone daman hi toh hai chhoda
toh apne ujalon se kyuin shikaayatein hain.

Ninnah wrote....

Quote
AAP LOGON KI BAAT KARTE HAIN,
YAHAN TO GUMON MEIN SAAYE NE SAATH CHODA HAI,
ANDHERON SE KAISE KAREIN SHIKWA,
UNHONE TO UJALON MEIN HUMSE MOOH MODA HAI....
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #163 on: July 04, 2005, 03:32:21 PM »
Reply with quote
Faree this is great....you seem to be a fantastic mind...

Faree wrote
Quote
Zindgi Ki Tanhai Tu Aab Miti Hi thi
Lekin Koi Phir s meri neend Chura Gya
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #164 on: July 04, 2005, 10:22:31 PM »
Reply with quote
Tumhari chahat ka sila harhal me denge
Khuda bhi mange yeh dil to use bhi tall denge
Agar dil bhi kahe ki tum bewafa ho
To janam ise bhi seene se nikaal denge.
Logged
Pages: 1 ... 7 8 9 10 [11] 12 13 14
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
May 06, 2024, 07:08:26 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.172 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8499 Real Poets and poetry admirer