Zindagi ki Tanhaii....

by Ninaah on February 14, 2005, 07:35:33 AM
Pages: 1 ... 6 7 8 9 [10] 11 12 13 14
ReplyPrint
Author  (Read 12704 times)
fakharenaveed
Guest
«Reply #135 on: June 24, 2005, 07:33:37 AM »
Reply with quote
Aap ki is  zra nwazi ka buhat shukria mere dost
Aap qsam s ho mere liye sab s khaas mere dost
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
tanhaii.. by mnajmi in Shayri-E-Dard
kabhi tanhaii mein. . . by tinda in Shayri for Khumar -e- Ishq
~~** YE MERI TANHAII ** ~~ by ALONE BAD in Shayri for Dard -e- Judai
Ishq me tanhaii by Ekta tomar in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Ishq me tanhaii by Ekta tomar in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Ninaah
Guest
«Reply #136 on: June 24, 2005, 08:29:09 AM »
Reply with quote
YAHAN KOI BHI KHAAS AUR AAM NAHI HOTA,
VARNA ISS JAHAN MEIN PYAR YUN HE BADNAAM NAHI HOTA,
GUR SAMAJH PAATE SAMJHNE WALE PYAR KO,
TO PYAR KA BHI YUN BURA ANJAAM NAHI HOTA....



Quote from: "fakharenaveed"
Aap ki is  zra nwazi ka buhat shukria mere dost
Aap qsam s ho mere liye sab s khaas mere dost
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #137 on: June 24, 2005, 08:08:39 PM »
Reply with quote
Quote from: "Ninaah"
YAHAN KOI BHI KHAAS AUR AAM NAHI HOTA,
VARNA ISS JAHAN MEIN PYAR YUN HE BADNAAM NAHI HOTA,
GUR SAMAJH PAATE SAMJHNE WALE PYAR KO,
TO PYAR KA BHI YUN BURA ANJAAM NAHI HOTA....



Quote from: "fakharenaveed"
Aap ki is  zra nwazi ka buhat shukria mere dost
Aap qsam s ho mere liye sab s khaas mere dost
good
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #138 on: June 25, 2005, 05:38:39 AM »
Reply with quote
THANKS....

JAB AAZMAYEESH KI GHADIYAN BEET JAAYEGI,
TAB ZINDAGI MEIN NAYEE SUBAH AAYEGI,
SAB ANDHERA MEET JAAYEGA,
JAB SUBAH SUNHARI ROSHNI LAAYEGI....



Quote from: "fakharenaveed"
Quote from: "Ninaah"
YAHAN KOI BHI KHAAS AUR AAM NAHI HOTA,
VARNA ISS JAHAN MEIN PYAR YUN HE BADNAAM NAHI HOTA,
GUR SAMAJH PAATE SAMJHNE WALE PYAR KO,
TO PYAR KA BHI YUN BURA ANJAAM NAHI HOTA....



Quote from: "fakharenaveed"
Aap ki is  zra nwazi ka buhat shukria mere dost
Aap qsam s ho mere liye sab s khaas mere dost
good
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #139 on: June 25, 2005, 07:45:56 PM »
Reply with quote
Har Raat Jab guzr jati Hai Tu ehsas Hota Hai
jab duur Jata Hai woh tu Buhat Pas Hota Hai
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #140 on: June 27, 2005, 08:50:19 AM »
Reply with quote
uske pass hone ka ehsaas zindagi badhata hai,
har guzarata waqt usko mere pass lata hai....


Quote from: "fakharenaveed"
Har Raat Jab guzr jati Hai Tu ehsas Hota Hai
jab duur Jata Hai woh tu Buhat Pas Hota Hai
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #141 on: June 27, 2005, 08:58:22 AM »
Reply with quote
tere saath rehan usay bhi acha lgta hai
tere liye woh har pal jaan tadpta hai
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #142 on: June 27, 2005, 11:12:59 AM »
Reply with quote
wo tadapte hain humare liye,
iska hume ehsaas nahi,
wo humare liye vapas aa jaayein,
iski bhi hume ab aas nahi....



Quote from: "fakharenaveed"
tere saath rehan usay bhi acha lgta hai
tere liye woh har pal jaan tadpta hai
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #143 on: June 27, 2005, 02:50:57 PM »
Reply with quote
Aye ghum e Tanhai tujhe Aab Kia Kahoon mein
Bin tere Kaise Yeh Ghum Sahoon mein
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #144 on: June 28, 2005, 10:37:13 AM »
Reply with quote
jab humein gum sehna lagta hai mushkil,
to zindagi sacchayee ka aayeena dikha jaati hai,
tab hum bhi muskura uthte hain apni naadaniyon pur,
jab zindagi humein gumon se ladna sikhta jaati hai....



Quote from: "fakharenaveed"
Aye ghum e Tanhai tujhe Aab Kia Kahoon mein
Bin tere Kaise Yeh Ghum Sahoon mein
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #145 on: June 29, 2005, 09:18:51 AM »
Reply with quote
ik roz hum ashqon se pooch bethe,
ke aakhir tu kyon hume rulata hai,
bade dard se usne kaha ki ye mein nahi,
balki koi bewafa teri ankhon mein ashqon ke sahare bahar aata hai....
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #146 on: June 30, 2005, 07:23:59 AM »
Reply with quote
zindagi ki tanhayee mein humare liye,
woh kyon apna waqt barbaad karte hain,
hum to ajnabi hain zindagi ki raahon se,
hum unhe apni yaadon se aazaad karte hain....
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #147 on: July 01, 2005, 07:04:49 AM »
Reply with quote
tanhayee kya hoti hai,
kisi dard ke maare se puchna,
pyar kya hota hai,
kisi dil haare se puchna....
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #148 on: July 01, 2005, 07:17:48 AM »
Reply with quote
Dard tere jaane ka
 kaise sahoo ga main
tere bina ye zindagi
kaise jiyoonga main.
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #149 on: July 01, 2005, 07:36:18 AM »
Reply with quote
congratulations on your 50th post harash !!!!!!!!!!!

ab tanhayee mein jeene ki adat dal lo,
pata nahi hum ye kismat kahan le jaaye,
ab tak bhatak rahe the veeron mein,
na jaane ye mohabbat kahan le jaaye....



Quote from: "harashmahajan"
Dard tere jaane ka
 kaise sahoo ga main
tere bina ye zindagi
kaise jiyoonga main.
Logged
Pages: 1 ... 6 7 8 9 [10] 11 12 13 14
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
May 06, 2024, 09:53:57 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.1 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8499 Real Poets and poetry admirer