Zindagi ki Tanhaii....

by Ninaah on February 14, 2005, 07:35:33 AM
Pages: 1 2 3 4 5 [6] 7 8 9 10 ... 14
ReplyPrint
Author  (Read 12727 times)
fakharenaveed
Guest
«Reply #75 on: March 14, 2005, 08:24:30 PM »
Reply with quote
Mohabbat ko Mohabbat sey samjaho tum
Yeh bohot nazuk hai zara pyar dilbehlaho tum
Kero gi naraaz mohabbat ko to jii na paho gi tum
Bohot tarpo gi aur aant mein mar jaho gi tum

Humse duur ho ker kasie jeetey hogay tum
Kitna tarapte hogey ,kitna roote hogay tum

Itna na tarpo kay meri jaan chali jahe
itna na rooya kero kay meri aakhein surrk hojahe
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
tanhaii.. by mnajmi in Shayri-E-Dard
kabhi tanhaii mein. . . by tinda in Shayri for Khumar -e- Ishq
~~** YE MERI TANHAII ** ~~ by ALONE BAD in Shayri for Dard -e- Judai
Ishq me tanhaii by Ekta tomar in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Ishq me tanhaii by Ekta tomar in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Ninaah
Guest
«Reply #76 on: March 15, 2005, 12:34:33 PM »
Reply with quote
TU DIL KE JITNE PASS HAI,
NAZARON SE UTNI DOOR HAI,
TUJHE DEKHNE KI KHAWAHISH HAI,
PUR YE DIL KYON MAJBOOR HAI....

Quote from: "fakharenaveed"
Mohabbat ko Mohabbat sey samjaho tum
Yeh bohot nazuk hai zara pyar dilbehlaho tum
Kero gi naraaz mohabbat ko to jii na paho gi tum
Bohot tarpo gi aur aant mein mar jaho gi tum

Humse duur ho ker kasie jeetey hogay tum
Kitna tarapte hogey ,kitna roote hogay tum

Itna na tarpo kay meri jaan chali jahe
itna na rooya kero kay meri aakhein surrk hojahe
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #77 on: March 26, 2005, 08:10:46 PM »
Reply with quote
KUCH MANZLAIN AAB APNA PATA BHI NAHIN DETIN
AUR RASTA AISA  HAI K KTA HI NAHIN HAI
IS DIL MEIN BSTE HAIN TERI YADOON K KHDO KHAAL
SO AUR KOI ANKH MEIN AAB JCHTA HI NAHIN HAI
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #78 on: March 29, 2005, 10:40:48 AM »
Reply with quote
raahein mohabbat ki kyon mushkil hoti hai,
isse dhundhna mushkil hai, ye ek saccha moti hai...

Quote from: "fakharenaveed"
KUCH MANZLAIN AAB APNA PATA BHI NAHIN DETIN
AUR RASTA AISA  HAI K KTA HI NAHIN HAI
IS DIL MEIN BSTE HAIN TERI YADOON K KHDO KHAAL
SO AUR KOI ANKH MEIN AAB JCHTA HI NAHIN HAI
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #79 on: March 30, 2005, 10:19:26 PM »
Reply with quote
SACHEY MOTI KAHN RAHOON MEIN MILTAY HAIN
IN K LIYE TU SAMUNDER MEIN UTRNA PADTA HAI
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #80 on: March 31, 2005, 10:47:14 AM »
Reply with quote
mujhe to saccha moti tere roop mein mila hai,
khushkismati ka ye paras khili dhoop mein mila hai....

Quote from: "fakharenaveed"
SACHEY MOTI KAHN RAHOON MEIN MILTAY HAIN
IN K LIYE TU SAMUNDER MEIN UTRNA PADTA HAI
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #81 on: April 02, 2005, 06:21:36 AM »
Reply with quote
YEH TERI ANHIN KHUSKISMTI MERI HAI SHYAD
K MUJHAY TERE JAISA NAGINA MIL GYA HAI
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #82 on: April 03, 2005, 09:41:54 PM »
Reply with quote
raah e wafa pe saath chalain gay hum tum dono
her gham ko aik saath sahain gay hum tum dono

ger kantay bhi aaye raahon main hamari
in kanton ko phool karain gay hum tum dono

gham bhi bohot se aain gay is zindgi main
hanstay hanstay seh jaain gay hum tum dono

ger khuda ne judaai likh di apni qismat main
milnay ki feryaad karain gay hum tum dono

zindgi ki bhool bhulayyon main ger kho bhi jaain
phir se ik din aan milain gay hum tum dono

hazar baatain karain gay log hamari mohabbat per
sab logon ko pagal keh dain gay hum tum dono

jab dunia bhool jaaye gi mohabbat ka matlab
kia hai mohabbat batla dain gay hum tum dono

ishq main is dunia se begaanay ho ker
aasmaan ko chu jaain gay hum tum dono

yaad hai us ka wo kaandhay pe sar rakh ker kehna
saath jiyain gay saath marain gay hum tum dono
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #83 on: April 04, 2005, 05:04:08 AM »
Reply with quote
VERY NICE NINAAH AND FAREE............
HOW R U ALL MY DEAR FRIENDS
YAAR KUC DINO SE TABIYAT KUCH TEEK NAHI HAI ISSILIYE TUMHE JOIN NAHI KAR PAAI. JALDI H IAAUNGI VAPAS YOINDIA PE OK
TAKE CARE

RAAH E WAFA PE TER SAATH HAI HUM BHI
TERA SAATH HAR DARD SAHENGE HUM BHI
KI HUMNE DOST BANAYA HAI TUMHE "NINAAH FAREE"
ABH TUH TERE SAATH KHUDA TAK JAYENGE HUM BHI

«Reply #84 on: April 04, 2005, 10:58:33 PM »
Reply with quote
SANDHYA JEE!
 AAP KO KIA HUWA AAP APNA KHYAL RKHA KROO DEAR  WE MISS YOU AUR NINI KO BHI NA AJNE KIA HO GYA HAI WOH BHI NAHIN ARHI HAI

PLZ AAP APNA KHYAL RKHOO

HUMARI DUA AAP K SAATH HAI.

WISH YOU BEST LUCK.
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #85 on: April 06, 2005, 06:13:31 AM »
Reply with quote
sukriya naveed ji aapne humare liye dua ki
abh main teek hun
yaar ye ninaah kuch bata kar nahi gai

thanks for ur wishes

Quote from: "fakharenaveed"
SANDHYA JEE!
 AAP KO KIA HUWA AAP APNA KHYAL RKHA KROO DEAR  WE MISS YOU AUR NINI KO BHI NA AJNE KIA HO GYA HAI WOH BHI NAHIN ARHI HAI

PLZ AAP APNA KHYAL RKHOO

HUMARI DUA AAP K SAATH HAI.

WISH YOU BEST LUCK.
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #86 on: April 06, 2005, 06:18:00 AM »
Reply with quote
NINI! DEAR WHERE ARE YOU, WE MISS YOU DEAR.
I HOPE YOU WILL BE FINE .

SHUKRIA SANDHY JEE

BYEEE YAAR MEIN PECHLEY 12 HRS S YAHAN HOONA AUR AAB DIN K 11: 00 HO AGYE  HAIN

--------------------------------------------------------------------------------
 
Fitrat me nahi Humare,
Mohabbat me aason Bahana,
Bewafaiko unki apni yadon me dohrana,
Do boond Sharab ki,
Bhuladeti hai sare gam,
Aur,Phir kisi nayi mehbooba ki talash me
Nikal padte hai Hum !!
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #87 on: April 07, 2005, 10:45:30 AM »
Reply with quote
kya hua sandhya ar eyou ok now or still suffering.... anyways take care.....

teri har khushi ko mein ankhon se laga loon,
tere har gum ko tere labon se mein chura loon,
teri rahein khuda roshan kar de,
varna teri roshan raah ke liye mein khud ko jala loon.....

Quote from: "sandhaya"
VERY NICE NINAAH AND FAREE............
HOW R you ALL MY DEAR FRIENDS
YAAR KUC DINO SE TABIYAT KUCH TEEK NAHI HAI ISSILIYE TUMHE JOIN NAHI KAR PAAI. JALDI H IAAUNGI VAPAS YOINDIA PE OK
TAKE CARE

RAAH E WAFA PE TER SAATH HAI HUM BHI
TERA SAATH HAR DARD SAHENGE HUM BHI
KI HUMNE DOST BANAYA HAI TUMHE "NINAAH FAREE"
ABH TUH TERE SAATH KHUDA TAK JAYENGE HUM BHI

Quote from: "fakharenaveed"
raah e wafa pe saath chalain gay hum tum dono
her gham ko aik saath sahain gay hum tum dono

ger kantay bhi aaye raahon main hamari
in kanton ko phool karain gay hum tum dono

gham bhi bohot se aain gay is zindgi main
hanstay hanstay seh jaain gay hum tum dono

ger khuda ne judaai likh di apni qismat main
milnay ki feryaad karain gay hum tum dono

zindgi ki bhool bhulayyon main ger kho bhi jaain
phir se ik din aan milain gay hum tum dono

hazar baatain karain gay log hamari mohabbat per
sab logon ko pagal keh dain gay hum tum dono

jab dunia bhool jaaye gi mohabbat ka matlab
kia hai mohabbat batla dain gay hum tum dono

ishq main is dunia se begaanay ho ker
aasmaan ko chu jaain gay hum tum dono

yaad hai us ka wo kaandhay pe sar rakh ker kehna
saath jiyain gay saath marain gay hum tum dono
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #88 on: April 07, 2005, 10:49:15 AM »
Reply with quote
teri har hansi meri zindagi ki umar badha rahi hai,
har pal lagta hai jaise tu kareeb aur kareeb aa rahi hai,
tu sada khush rahe iss jahan mein,
teri khushiyon ke liye meri sasein sur jhuka rahi hai.....

Quote from: "sandhaya"
sukriya naveed ji aapne humare liye dua ki
abh main teek hun
yaar ye ninaah kuch bata kar nahi gai

thanks for ur wishes

Quote from: "fakharenaveed"
SANDHYA JEE!
 AAP KO KIA HUWA AAP APNA KHYAL RKHA KROO DEAR  WE MISS YOU AUR NINI KO BHI NA AJNE KIA HO GYA HAI WOH BHI NAHIN ARHI HAI

PLZ AAP APNA KHYAL RKHOO

HUMARI DUA AAP K SAATH HAI.

WISH YOU BEST LUCK.
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #89 on: April 07, 2005, 10:51:34 AM »
Reply with quote
tere roshni ke liye mujhe to jal jana pada
zindagi tere liye mujhe to mar jana pada

Quote from: "fakharenaveed"
NINI! DEAR WHERE ARE YOU, WE MISS YOU DEAR.
I HOPE YOU WILL BE FINE .

SHUKRIA SANDHY JEE

BYEEE YAAR MEIN PECHLEY 12 HRS S YAHAN HOONA AUR AAB DIN K 11: 00 HO AGYE  HAIN

--------------------------------------------------------------------------------
 
Fitrat me nahi Humare,
Mohabbat me aason Bahana,
Bewafaiko unki apni yadon me dohrana,
Do boond Sharab ki,
Bhuladeti hai sare gam,
Aur,Phir kisi nayi mehbooba ki talash me
Nikal padte hai Hum !!
Logged
Pages: 1 2 3 4 5 [6] 7 8 9 10 ... 14
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
May 11, 2024, 06:36:43 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.13 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8499 Real Poets and poetry admirer