a ghazal

by mudassirali on October 27, 2004, 01:54:12 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1364 times)
mudassirali
Guest
Reply with quote
badal hamein dikhaey gayey
barishein kahin barsai gayin

hamein phoolon key khali badan miley
khushbuein kahin barsai gayin

rya ki adalat mein shikayat kis munsif sey karein
khwab hamein dikhaey gayey tabeerein kahin dikhai gayin

zulm issey barhkar kya hoga harf yaqeen par
haath humney uthey basharatein kahin sunai gayin

silsila e roz o shab mein ulajh gayey terey lafzon key taar
wadey kahin kiyey gayey qasmein kahin nibhai gayin.
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
GHAZAL-E-JUDAI by Amit Janglan in Ghazals
Ghazal : Kya Keemat hai !!! by khalidrawat in Ghazals
ghazal by khalidrawat in Ghazals
Ghazal.....GHazal..........Ghazal by Ghulam Haider in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
umraan
Guest
«Reply #1 on: August 28, 2009, 12:53:11 PM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause :clap:bahut khub.
Logged
Roja
Guest
«Reply #2 on: August 30, 2009, 03:37:31 AM »
Reply with quote
badal hamein dikhaey gayey
barishein kahin barsai gayin

hamein phoolon key khali badan miley
khushbuein kahin barsai gayin

rya ki adalat mein shikayat kis munsif sey karein
khwab hamein dikhaey gayey tabeerein kahin dikhai gayin

zulm issey barhkar kya hoga harf yaqeen par
haath humney uthey basharatein kahin sunai gayin

silsila e roz o shab mein ulajh gayey terey lafzon key taar
wadey kahin kiyey gayey qasmein kahin nibhai gayin.

 Applause Applause Applause
Bahut bahut khoob Ali ji
Logged
khalidrawat
Guest
«Reply #3 on: March 07, 2014, 01:59:29 PM »
Reply with quote
bohut khoob . wah wah.
Logged
Advo.RavinderaRavi
Guest
«Reply #4 on: March 08, 2014, 03:21:53 AM »
Reply with quote
badal hamein dikhaey gayey
barishein kahin barsai gayin

hamein phoolon key khali badan miley
khushbuein kahin barsai gayin

rya ki adalat mein shikayat kis munsif sey karein
khwab hamein dikhaey gayey tabeerein kahin dikhai gayin

zulm issey barhkar kya hoga harf yaqeen par
haath humney uthey basharatein kahin sunai gayin

silsila e roz o shab mein ulajh gayey terey lafzon key taar
wadey kahin kiyey gayey qasmein kahin nibhai gayin.
Waah waah,,,,,,,,,,,kya bat hai.
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 19, 2024, 10:51:25 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.127 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer