Aaj bhi...

by chitra on May 19, 2010, 01:27:24 PM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 1271 times)
chitra
Guest
Reply with quote

Zamaane gujar gye par, teri baate yaad aati hai,
Bujhi bujhi in saanso ko, Aaj bhi sulga jaati  jati hai…..!

Waise to beqarari mein mujhe, neend nahi aati hai,
aur aati hai to Teri surat mujhme, aaj bhi samaa jati hai.

Ye hawaaye bhi hai be-sharm, jab tab chali aati hai,
meri badan ko teri khushboo se, aaj bhi mahaka jati hai…!

Khyaalo mein hi sahi meri ruh, tujhse mil to aati hai,
Aur Tere seene ki tapish mujhe ,aaj bhi jala jati hai…!

Logged
riyaz106
Guest
«Reply #1 on: May 19, 2010, 01:40:52 PM »
Reply with quote
Wah wah Chitra ji kamaal ki rachna hai aapki. Very nice. Keep writing.
Logged
chitra
Guest
«Reply #2 on: May 19, 2010, 01:52:52 PM »
Reply with quote
Thankx Riyaz ji...!
Logged
madhuwesh
Guest
«Reply #3 on: May 19, 2010, 07:26:19 PM »
Reply with quote
Wah bahut khoob Chitra ji,bahut dard aur khoobsurti se likhi aapne,Shihab ji aapne bhi kamaal ke lines likha.great work. Hats off to you! icon_thumleft Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #4 on: May 19, 2010, 08:40:25 PM »
Reply with quote
bahut bahut khoob likha hai aapne Chitra ji... badi hi khoobsurti se likha hai aapne... bahut pasand aayi humko aapki ye kavita...!!!

 Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
MANOJ6568
Khaas Shayar
**

Rau: 31
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
42 days, 19 hours and 41 minutes.

Astrologer & Shayer

Posts: 12017
Member Since: Feb 2010


View Profile
«Reply #5 on: May 19, 2010, 08:57:37 PM »
Reply with quote
qatl kar chuke jaane kinne logo ka tum
aaj bhi lakin hame tum masoom nazer aate ho
shayara ke roop me jaane kitno ko bhate ho

Logged
MANOJ6568
Khaas Shayar
**

Rau: 31
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
42 days, 19 hours and 41 minutes.

Astrologer & Shayer

Posts: 12017
Member Since: Feb 2010


View Profile
«Reply #6 on: May 19, 2010, 09:02:47 PM »
Reply with quote

Zamaane gujar gye par, teri baate yaad aati hai,
Bujhi bujhi in saanso ko, Aaj bhi sulga jaati  jati hai…..!

Waise to beqarari mein mujhe, neend nahi aati hai,
aur aati hai to Teri surat mujhme, aaj bhi samaa jati hai.

Ye hawaaye bhi hai be-sharm, jab tab chali aati hai,
meri badan ko teri khushboo se, aaj bhi mahaka jati hai…!

Khyaalo mein hi sahi meri ruh, tujhse mil to aati hai,
Aur Tere seene ki tapish mujhe ,aaj bhi jala jati hai…!




tere her sher me her ek ko apna sach nazer hai atta
warna koi yuhi khamkha her sher per taali nahi bajata
Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
neelgold
Guest
«Reply #7 on: May 19, 2010, 09:37:54 PM »
Reply with quote
Haad ho gaye yeh to Manoj aap ko nahi pasand aya to its ok bt hoe can u say dis ........
kissi ki feelings ka aisa mazak shyd aap ke pass dil nahi hai ...
baki sab ne dil se feel kiya issliye traif bi kiya .......
aap ko kuch kehna ka kya fiada aap ko kuch samz nahi ana ..


GUd One Chitra dnt wory abt dis comnt .........


tere her sher me her ek ko apna sach nazer hai atta
warna koi yuhi khamkha her sher per taali nahi bajata
Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
neelgold
Guest
«Reply #8 on: May 19, 2010, 09:39:30 PM »
Reply with quote
I m relly shocked hoe no one react on Manoj commnt ..........
Logged
nazar ghouri
Guest
«Reply #9 on: May 19, 2010, 09:41:48 PM »
Reply with quote

Khyaalo mein hi sahi meri ruh, tujhse mil to aati hai,
Aur Tere seene ki tapish mujhe ,aaj bhi jala jati hai…!


lajawaab ..haqiqat se bhar poor shair likha hai aap ne..wah wah
[/color]
[/quote]
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #10 on: May 19, 2010, 09:47:25 PM »
Reply with quote
bahut bahut khoob likha hai aapne Shihab ji... kya kehne aapke...!!!


Do Line Meri Aur Se Bhi Kabul Farmaayen...![/b]

    Nam Aankhon Mein Koi Pyaas Rehti Hai
        Zindagi Tum Bin Badi Hi Udas Rehti Hai.
 
             Har Pal Yun Chalti Hai Yaadon Ki Bandukein
                Aur Hasraten Pehne Sabar Ka Libas Rehti Hai.!





Khush Rahiye...

~Shihab~[/b
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #11 on: May 19, 2010, 09:54:54 PM »
Reply with quote
tum chhuri apni zubaan pe rakh ke auron ko qaatil kehte ho,
mohabbat kya hoti hai ye pata nahi aur khud ko aashiq kehte ho,
shabdon me chhipe ehsaas ko mumkin nahi hai har koi samajh le,
qadar karte nahi auron ke dard ka aur khud ko qadardaan kehte ho...


qatl kar chuke jaane kinne logo ka tum
aaj bhi lakin hame tum masoom nazer aate ho
shayara ke roop me jaane kitno ko bhate ho


Logged
neelgold
Guest
«Reply #12 on: May 19, 2010, 09:56:52 PM »
Reply with quote
Gud 1 kapil...

uske nxt post ka bi reply karo

tum chhuri apni zubaan pe rakh ke auron ko qaatil kehte ho,
mohabbat kya hoti hai ye pata nahi aur khud ko aashiq kehte ho,
shabdon me chhipe ehsaas ko mumkin nahi hai har koi samajh le,
qadar karte nahi auron ke dard ka aur khud ko qadardaan kehte ho...


Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #13 on: May 19, 2010, 09:59:14 PM »
Reply with quote
jaruri nahi ki apna dard hi dard ho auro ke dard ko bhi mehsoos karna sikho,
auron ke ghum me to ansoo baha sakte nahi par auro ki khoobi ki taarif karna sikho...



tere her sher me her ek ko apna sach nazer hai atta
warna koi yuhi khamkha her sher per taali nahi bajata
Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #14 on: May 19, 2010, 10:00:55 PM »
Reply with quote
Thanx a lot Neel ji... aapka hukum saraankhon par...!!!

Gud 1 kapil...

uske nxt post ka bi reply karo

Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 25, 2024, 01:08:09 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.116 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer