}"}"}AATE JAATE HUWE{"{"{

by Dr.Saira999 on March 31, 2007, 01:12:30 AM
Pages: 1 [2] 3  All
ReplyPrint
Author  (Read 9305 times)
FArah
Guest
«Reply #15 on: April 02, 2007, 07:05:02 PM »
Reply with quote
bohat hi accha likha ha ap sab na

hum jin ki ankhoo ma din raat duby rahty haie onhay kuch khabar nhi ha
ek woh haie jo dakhty nhi ek hum haie k hamari neghay on sy uthti nhi
Logged
sandeepparker
Guest
«Reply #16 on: April 03, 2007, 08:45:20 AM »
Reply with quote
Quote from: "Dr.Saira999"
love7  :flower:  :flower:  :flower:  :flower:  :flower:  :flower:  :flower:  :flower:  :flower:  :flower:  :flower:  :flower:  :flower:  :flower:  :flower:  :flower:  :flower:  :flower:  love7

sign12 Zindagi ne kaha muskuraate huwe sign12

 sign10 Mil toh jao kabhi aate jaate huwe sign10

 sign12 Woh bhi shayad pasheman tha meri tarhan sign12

 sign10 Mudd ke dekha toh tha uss ne aate jaate huwe sign10

 sign12 Aadmi ki hain bahut si majbooriyan sign12

 sign10 Yeh kaha uss ne mujh ko sunaate huwe sign10

 sign12 Apne vaade pe jin ko bahut naaz tha sign12

 sign10 Unko dekha baatein banate huwe sign10

 sign12 Yaaron hum bhi manzil pe aa hi gaye sign12

 sign10 Ladkhadaate huwe... Dagmagaate huwe..... sign10
[/color]

beautifulllllllllll................Dr.Saab..

fir wahi fasaana afsaana sunaati ho,
dil ke paas hoon keh kar dil jalati ho,
beqaraar hai aatish-e-nazar nazar se milne ko,
to Fir kyon nahi pyaar jataati ho

...(NM)
Logged
Dr.Saira999
Guest
«Reply #17 on: April 03, 2007, 12:33:32 PM »
Reply with quote
Thank u sandeepparker Usual Smile

Aur aapne bhi bahut accha likha.....
Logged
Dr.Saira999
Guest
«Reply #18 on: April 03, 2007, 01:03:27 PM »
Reply with quote
Quote from: "sandeepparker"
Quote from: "Dr.Saira999"
love7  :flower:  :flower:  :flower:  :flower:  :flower:  :flower:  :flower:  :flower:  :flower:  :flower:  :flower:  :flower:  :flower:  :flower:  :flower:  :flower:  :flower:  :flower:  love7

sign12 Zindagi ne kaha muskuraate huwe sign12

 sign10 Mil toh jao kabhi aate jaate huwe sign10

 sign12 Woh bhi shayad pasheman tha meri tarhan sign12

 sign10 Mudd ke dekha toh tha uss ne aate jaate huwe sign10

 sign12 Aadmi ki hain bahut si majbooriyan sign12

 sign10 Yeh kaha uss ne mujh ko sunaate huwe sign10

 sign12 Apne vaade pe jin ko bahut naaz tha sign12

 sign10 Unko dekha baatein banate huwe sign10

 sign12 Yaaron hum bhi manzil pe aa hi gaye sign12

 sign10 Ladkhadaate huwe... Dagmagaate huwe..... sign10
[/color]

 love7  :flower:  :flower:  :flower:  :flower:  :flower:  :flower:  :flower:  :flower:  :flower:  :flower:  :flower:  :flower:  :flower:  :flower:  :flower:  :flower:  :flower:  :flower:  love7

beautifulllllllllll................Dr.Saab..

fir wahi fasaana afsaana sunaati ho,
dil ke paas hoon keh kar dil jalati ho,
beqaraar hai aatish-e-nazar nazar se milne ko,
to Fir kyon nahi pyaar jataati ho

...(NM)

Waise sandeep ji aapne mujhe saahiba se saab kaise banaya :?:  Puzzled !  :?:

Fasaano ke afsaane toh waqt sunaata hai
Dil ke paas toh hoon magar aapke paas kaise aana hai
Beqaraar toh hum bhi hain aapse nazarein milane ko
Aur pyaar hum kaise jatayen jab aapka saath hi nahi hamara honsla badhaane ko
[/color]
Logged
Pooja
Guest
«Reply #19 on: April 03, 2007, 01:09:03 PM »
Reply with quote
bahoot khoob Dr. Sahiba tongue3

Zindagi ne kaha muskurate huwe
Milla hai koi hume, atte jaate huwe

De gaya wo ek mitha ahsaas is tarah
Murd murd dekhati rahi phir usko jaate huwe

Thi majboor ki bula na saki usko main
Ajj phir laout ayya wo kahin atte jaate huwe

kahane laga aor sunao kaya haal hai apke
Hum dekhatein rahe bas usko, ankho se samjhate huwe

Pard kar najar meri, tham liya hath usne mera, aor kaha
Lo thum gaya safar mera, na jaane kaha se  kaha jaate huwe
Logged
Dr.Saira999
Guest
«Reply #20 on: April 03, 2007, 01:48:33 PM »
Reply with quote
Wah pooja di bahut khoob.....Kuch meri taraf se bhi.....

Zindagi toh hamesha yunhi chonka deti hai,
Pata nahi kab mil jaaye koi aate jaate huwe......

Meetha sa ehsaas dene waale najane,
Kahan chale jaate hain chupte chupaate huwe....

Zindagi itna majboor kar deti hai insaan ko,
Ke khabar hi nahi rehti kaun laut aaye zindagi ke safar mein aate jaate huwe.....

Haal poochne waale yeh kya jaanenge,
Ke kaise honge hum unke baghair yeh zindagi guzaarte huwe.......

Ab samjhe hain woh inn nazaron ka khel,
Jab kho gaye hum khudh hi kahin AATE JAATE HUWE......
[/color]
Logged
Pooja
Guest
«Reply #21 on: April 03, 2007, 02:02:08 PM »
Reply with quote
Nice Dr. sahiba ji.... Thora sa Rukh ko mordte hue... ek koshish meri bhi...

Zindagi ke khail nirale hai
Ajj akele kal kisi ke sath matwale hai

Meetha meetha sa yah Ishaq-e-ahsaas
Chup chupa kar milne mai jo hai baat

Zindagi ke her ek mord nirale hai
Wo mere, hum unke, chahne wale hai

Haal pucho jo mera, ankhein sab bol jaati hai
Dekhun usko jo ek baar, saanse meri doll jaati hai

Ab samjhau kaya, yah ajj khud ko samjh ayya hai
Khumar-e-Ishaq hai wo ahsaas, jo bin kiye, kisi ki samjh na ayya hai
Logged
Dr.Saira999
Guest
«Reply #22 on: April 03, 2007, 02:40:58 PM »
Reply with quote
Bahut khoob pooja di Usual Smile

Zindagi ke bade rangeen nazare hain,
Akele hote huwe bhi mil jaate kahin sahaare hain.....

Pyaar ke meethe ehsaason ki ek duniya,
Jiss mein humko milte hamare kahin pyaare hain......

Zindagi ke her mord per bade hi rangeen taraane hain,
Jab hote hamare sang apne chahne waale hain......

Khumar-e-ishq mein din ki na raat ki khabar rehti hai,
Jab thaam le woh haath toh saansein tham si jaati hain.....

Pyaar hai kya jannat yeh ab samajh mein aaya hai,
Jab humse bhi kisi ne apna pyaar jataya hai......

Aur unn pyaar ke haseen rangon mein,
Humne bhi pyaar ko theek se jaana hai......
[/color]
Logged
Pooja
Guest
«Reply #23 on: April 03, 2007, 02:51:10 PM »
Reply with quote
wah wah wah kamal ka likha hai Dr. sahiba....
Logged
Dr.Saira999
Guest
«Reply #24 on: April 03, 2007, 04:03:18 PM »
Reply with quote
Bahut bahut shukriya Pooja di Usual Smile
Logged
sharmaarunkumar
Guest
«Reply #25 on: April 04, 2007, 02:53:43 AM »
Reply with quote
Quote from: "sandeepparker"
Quote from: "Dr.Saira999"
love7  :flower:  :flower:  :flower:  :flower:  :flower:  :flower:  :flower:  :flower:  :flower:  :flower:  :flower:  :flower:  :flower:  :flower:  :flower:  :flower:  :flower:  :flower:  love7

sign12 Zindagi ne kaha muskuraate huwe sign12

 sign10 Mil toh jao kabhi aate jaate huwe sign10

 sign12 Woh bhi shayad pasheman tha meri tarhan sign12

 sign10 Mudd ke dekha toh tha uss ne aate jaate huwe sign10

 sign12 Aadmi ki hain bahut si majbooriyan sign12

 sign10 Yeh kaha uss ne mujh ko sunaate huwe sign10

 sign12 Apne vaade pe jin ko bahut naaz tha sign12

 sign10 Unko dekha baatein banate huwe sign10

 sign12 Yaaron hum bhi manzil pe aa hi gaye sign12

 sign10 Ladkhadaate huwe... Dagmagaate huwe..... sign10
[/color]

 love7  :flower:  :flower:  :flower:  :flower:  :flower:  :flower:  :flower:  :flower:  :flower:  :flower:  :flower:  :flower:  :flower:  :flower:  :flower:  :flower:  :flower:  :flower:  love7

beautifulllllllllll................Dr.Saab..

fir wahi fasaana afsaana sunaati ho,
dil ke paas hoon keh kar dil jalati ho,
beqaraar hai aatish-e-nazar nazar se milne ko,
to Fir kyon nahi pyaar jataati ho

...(NM)

Waah Nice Lines! Sandeep ji!!!!!
Logged
sandeepparker
Guest
«Reply #26 on: April 06, 2007, 02:09:03 PM »
Reply with quote
Quote from: "Dr.Saira999"
Quote from: "sandeepparker"
Quote from: "Dr.Saira999"
love7  :flower:  :flower:  :flower:  :flower:  :flower:  :flower:  :flower:  :flower:  :flower:  :flower:  :flower:  :flower:  :flower:  :flower:  :flower:  :flower:  :flower:  :flower:  love7

sign12 Zindagi ne kaha muskuraate huwe sign12

 sign10 Mil toh jao kabhi aate jaate huwe sign10

 sign12 Woh bhi shayad pasheman tha meri tarhan sign12

 sign10 Mudd ke dekha toh tha uss ne aate jaate huwe sign10

 sign12 Aadmi ki hain bahut si majbooriyan sign12

 sign10 Yeh kaha uss ne mujh ko sunaate huwe sign10

 sign12 Apne vaade pe jin ko bahut naaz tha sign12

 sign10 Unko dekha baatein banate huwe sign10

 sign12 Yaaron hum bhi manzil pe aa hi gaye sign12

 sign10 Ladkhadaate huwe... Dagmagaate huwe..... sign10
[/color]

 love7  :flower:  :flower:  :flower:  :flower:  :flower:  :flower:  :flower:  :flower:  :flower:  :flower:  :flower:  :flower:  :flower:  :flower:  :flower:  :flower:  :flower:  :flower:  love7

beautifulllllllllll................Dr.Saab..

fir wahi fasaana afsaana sunaati ho,
dil ke paas hoon keh kar dil jalati ho,
beqaraar hai aatish-e-nazar nazar se milne ko,
to Fir kyon nahi pyaar jataati ho

...(NM)

Waise sandeep ji aapne mujhe saahiba se saab kaise banaya :?:  Puzzled !  :?:

Fasaano ke afsaane toh waqt sunaata hai
Dil ke paas toh hoon magar aapke paas kaise aana hai
Beqaraar toh hum bhi hain aapse nazarein milane ko
Aur pyaar hum kaise jatayen jab aapka saath hi nahi hamara honsla badhaane ko
[/color]

Woh kya hai ki meri URDU. kafi kamjor hai. well mafi chahunga ki maine aapko Dr. Saab kaha,
Waise Doctor.. aapko yeh bimari kahan se lagi...I Mean to say(shayri ki)

ab doctor bhi shayri kare to bechare mariz kaha jaye..
kaise woh apne toote dil ka haal unhe sunaye..
ummeed karte hai woh bechare ki ilaaz aap unka kare..
magar aap to apne hi ISHQ mai ghayal hai,
Bataiye ab inka ILAAz kon kare...

Doctor Saab Bura mat man na....
Logged
Dr.Saira999
Guest
«Reply #27 on: April 06, 2007, 10:26:53 PM »

Jisse aap kehte hain hamari beemaari...
Ussi mein ab humne apni her din raat guzaari.....

Doctor bechaare hamesha mareez ko sambhaale....
Issi mein guzar jaaye unki zindagi saari.....

Jisko hum sunaate hain apne toote dil ka haal....
Woh hote hain lafz jiss se ban jaati hai shayari....

Mareezon ka ilaaj toh dil-o-jaan se karte hain....
Hum rahen na rahen lekin unka bahut khaayal rakhte hain.....

Haan hum toh apne ishq mein buri tarhan se ghayal hain....
Agar na rakh sake kisi ka khayaal toh Woh rakhega Jiss ki banaye hai yeh duniya saari......
[/color]
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #28 on: March 14, 2009, 06:53:12 PM »
Reply with quote
Zindagi ne kaha muskuraate huwe

 Mil toh jao kabhi aate jaate huwe 

 Woh bhi shayad pasheman tha meri tarhan 

 Mudd ke dekha toh tha uss ne aate jaate huwe

 Aadmi ki hain bahut si majbooriyan 
 
 Yeh kaha uss ne mujh ko sunaate huwe 

 Apne vaade pe jin ko bahut naaz tha 

 Unko dekha baatein banate huwe

 Yaaron hum bhi manzil pe aa hi gaye

 Ladkhadaate huwe... Dagmagaate huwe.....

Nice one Dr. Ji
Logged
Dr.Saira999
Guest
«Reply #29 on: March 15, 2009, 06:25:40 PM »
Reply with quote
Thank u so much Rajesh Harish....
Logged
Pages: 1 [2] 3  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
October 07, 2024, 01:12:58 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[October 04, 2024, 08:02:47 AM]

[September 29, 2024, 02:17:44 PM]

[September 29, 2024, 02:15:31 PM]

[September 29, 2024, 02:13:54 PM]

[September 29, 2024, 02:12:46 PM]

by ASIF
[September 06, 2024, 07:19:37 PM]

[September 05, 2024, 02:50:37 AM]

[August 23, 2024, 06:35:34 AM]

[August 22, 2024, 06:28:13 AM]

[August 22, 2024, 06:27:09 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.149 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8504 Real Poets and poetry admirer