Abhi na jaao chorh ke.....!

by Talat on March 03, 2008, 11:56:05 AM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 1918 times)
Talat
Guest
Reply with quote
Mausam ka ishaara hai abhi na jaaiye
Tod ke yoon dil humara, na jaaiye !

Bahaar ke rang ghule hain fizaaon main
Bahaar ke aanchal se uth kar na jaaiye !

Zamane ki gardishen ruk to nahin jayengi
Dunya ki khatir humko chorh ke na jaaiye !

Jaane se aapke rooth ke baithe hain hum
Ab humko manane ki khatir hi na jaaiye !

Aankhon ki chamak humse chupate hain aap kyun
Aarzuon ne li hain angdaaiyan, abhi na jaaiye !
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Abhi abhi to pyaar ka pc kiya hai chaaloo by Dewana_Badal in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
Tum Chal Diye Sab Chorh Kar... by Aryaan in Shayri-E-Dard « 1 2 3  All »
jab chorh gaye tum by saahill in Share: Poetry of Pain
honeyrose
Guest
«Reply #1 on: March 03, 2008, 01:08:36 PM »
Reply with quote
Very nice Talat good one .. Usual Smile
Logged
Shikha12
Guest
«Reply #2 on: March 03, 2008, 02:34:35 PM »
Reply with quote
Mausam ka ishaara hai abhi na jaaiye
Tod ke yoon dil humara, na jaaiye !

Bahaar ke rang ghule hain fizaaon main
Bahaar ke aanchal se uth kar na jaaiye !

Zamane ki gardishen ruk to nahin jayengi
Dunya ki khatir humko chorh ke na jaaiye !

Jaane se aapke rooth ke baithe hain hum
Ab humko manane ki khatir hi na jaaiye !

Aankhon ki chamak humse chupate hain aap kyun
Aarzuon ne li hain angdaaiyan, abhi na jaaiye !


Lovely!!!! As Ever...
Logged
Shikha12
Guest
«Reply #3 on: March 03, 2008, 02:36:06 PM »
Reply with quote
Hayyat.e.Safar Main Tumbin Kahan Jaaun.
Banke Ziyah Teri Aankhon Main Bas Jaaun.
Har Saba Ho Aapki Khushiyon Bhari.e.Sanam
Kaas Gar Thoda Sukun Banke Dil Main Bas Paaun

Very Very Nice.. Majid..
Lage Raho Usual Smile
Logged
Roja
Guest
«Reply #4 on: March 03, 2008, 03:05:59 PM »
Reply with quote
Wah wah Talat siso.. bahut khoob bahut khoob...
Logged
Roja
Guest
«Reply #5 on: March 03, 2008, 03:06:55 PM »
Reply with quote
Hayyat.e.Safar Main Tumbin Kahan Jaaun.
Banke Ziyah Teri Aankhon Main Bas Jaaun.
Har Saba Ho Aapki Khushiyon Bhari.e.Sanam
Kaas Gar Thoda Sukun Banke Dil Main Bas Paaun

Lovely Majid ji.
Logged
Roja
Guest
«Reply #6 on: March 03, 2008, 03:24:03 PM »
Reply with quote
Ok.I will try Majid ji.

Apni palkon pe mujhko sajaye rakho
Karam mujh per yu hi tum banaye rakho

Pyar gairon main hi yu na baanta karo
Kuch to mere liye bhi bachaya rakho

Naam kagaz pe mera likho na likho
Dil main mujh ko magar tum basaya karo

Baat dil ki na laao juban per kabhi
Raj dil main sada ye chupaye rakho

Dhuriyan hai magar illthija hai yahi   (illthija = Request)
Yaad seene se meri lagaye rakho

Ye shehar chodkar mai chali jaun to
Raah main meri aankhein bichaye rakho

Hai kayal-e-hassi main "Roja" to fir
Nazar her ek nazar se churaye rakho



Logged
Pooja
Guest
«Reply #7 on: March 03, 2008, 03:57:31 PM »
Reply with quote
bahoot khoob Talat, Majid and Roja!!!
Logged
Talat
Guest
«Reply #8 on: March 03, 2008, 03:59:35 PM »
Reply with quote
Thanks a lot Majid, Honey, Shikha, Roja and Pooja ! Usual Smile

Very very good reply Majid and beautiful creation Roja ! Keep them coming......


Continued.....


Aankhon ke doron ki laali sunati hai ek kahani,
Qissa mohabbat ka sunte jaaiye, abhi na jaaiye

Chalak rahi hai mai, labon ke in paimano se
Sharab-e-ishq na thukraiye, abhi na jaaiye

Bekhud mere qadam, mehv-e-khwab hoon
Mujhe hosh main na laaiye, abhi na jaaiye !
Logged
Jiya
Guest
«Reply #9 on: March 04, 2008, 08:59:33 AM »
Reply with quote
Mausam ka ishaara hai abhi na jaaiye
Tod ke yoon dil humara, na jaaiye !

Bahaar ke rang ghule hain fizaaon main
Bahaar ke aanchal se uth kar na jaaiye !

Zamane ki gardishen ruk to nahin jayengi
Dunya ki khatir humko chorh ke na jaaiye !

Jaane se aapke rooth ke baithe hain hum
Ab humko manane ki khatir hi na jaaiye !

Aankhon ki chamak humse chupate hain aap kyun
Aarzuon ne li hain angdaaiyan, abhi na jaaiye !


koi chahne waala ho is kadar hume,
to kaise use chhor ke jaa sakte hain hum,
aur jab koi roke itne pyaar se hume,
to ja ke bhi vapis laut ke aa sakte hain hum...

>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>> jiya ....

wow! vrey nice talat ji Usual Smile
Logged
zakhmola
Guest
«Reply #10 on: March 04, 2008, 09:31:15 AM »
Reply with quote
Wohh kahin  Aate he nahin,jaaney ke bahaney sey
hum pahunchte har jagah Bahaney ke bahanon sey
ab toh aao, kahin na jao tum bhi kisi bahaney sey
jee lengey hum bhi kuchh din, Shyad issi bahaney sey...
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #11 on: March 04, 2008, 09:35:26 AM »
Reply with quote
Wohh kahin  Aate he nahin,jaaney ke bahaney sey
hum pahunchte har jagah Bahaney ke bahanon sey
ab toh aao, kahin na jao tum bhi kisi bahaney sey
jee lengey hum bhi kuchh din, Shyad issi bahaney sey...

..

Zakhmola bohat khoob!!  Usual Smile
Logged
Talat
Guest
«Reply #12 on: March 04, 2008, 04:19:01 PM »
Reply with quote
Mausam ka ishaara hai abhi na jaaiye
Tod ke yoon dil humara, na jaaiye !

Bahaar ke rang ghule hain fizaaon main
Bahaar ke aanchal se uth kar na jaaiye !

Zamane ki gardishen ruk to nahin jayengi
Dunya ki khatir humko chorh ke na jaaiye !

Jaane se aapke rooth ke baithe hain hum
Ab humko manane ki khatir hi na jaaiye !

Aankhon ki chamak humse chupate hain aap kyun
Aarzuon ne li hain angdaaiyan, abhi na jaaiye !


koi chahne waala ho is kadar hume,
to kaise use chhor ke jaa sakte hain hum,
aur jab koi roke itne pyaar se hume,
to ja ke bhi vapis laut ke aa sakte hain hum...

>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>> jiya ....

wow! vrey nice talat ji Usual Smile

Thanks Jiya..and very nice reply Usual Smile
Logged
Talat
Guest
«Reply #13 on: March 04, 2008, 04:19:36 PM »
Reply with quote
Wohh kahin  Aate he nahin,jaaney ke bahaney sey
hum pahunchte har jagah Bahaney ke bahanon sey
ab toh aao, kahin na jao tum bhi kisi bahaney sey
jee lengey hum bhi kuchh din, Shyad issi bahaney sey...


Bohot khoob Zakhmola !
Logged
Roja
Guest
«Reply #14 on: March 05, 2008, 02:28:39 AM »
Reply with quote
Thanks a lot Majid, Honey, Shikha, Roja and Pooja ! Usual Smile

Very very good reply Majid and beautiful creation Roja ! Keep them coming......


Continued.....


Aankhon ke doron ki laali sunati hai ek kahani,
Qissa mohabbat ka sunte jaaiye, abhi na jaaiye

Chalak rahi hai mai, labon ke in paimano se
Sharab-e-ishq na thukraiye, abhi na jaaiye

Bekhud mere qadam, mehv-e-khwab hoon
Mujhe hosh main na laaiye, abhi na jaaiye !


Lovely again sis
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
May 01, 2024, 04:00:00 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.138 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8499 Real Poets and poetry admirer