Abhi wo Dard baaqi hai ...

by Qutubuddin on April 23, 2005, 11:40:45 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 774 times)
Qutubuddin
Guest
Reply with quote
Abhi wo Dard baaqi hai ...



Abhi wo Dard baaqi hai ...
Agar yeh waqt marham hai ...

Magar kuch waqt lagta hai ...
Kisi ko bhool jaane mein ...
Dubara dil basaane mein ...
Abhi kuch waqt lagna hai ...
Abhi woh dard baaqi hai ...

Mai kaise nayi Ulfat mein ...
 Apni zaat ko kaise gum karloon ...
Ki mere jism-o-wajdaan mein ...
Abhi woh Fard baaqi hai ...

Abhi us Shaks ki mujh par ...
Nigaah-e-sard baqi hai ...

Abhi to ishq ke Raaston ki ...
Mujh par Gard baaqi hai ...
Abhi woh Dard baqi hai ...


Ques...
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Abhi woh dard baqi hai... by diya786 in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
ABHI DARD-E-DIL TAJA HAI by amarhellboy in Shayeri for Dard -e- Bewafai
abhi dard baki hai by injured.warrior in Shayri-E-Dard
Dard ki had se guzarna to abhi baqi hai by imtiaz096 in Share: Poetry of Pain
Abhi Imtihaan-e-Ishq Baaqi hain...Abulasad by Abul Asad in Shayri for Khumar -e- Ishq
fakharenaveed
Guest
«Reply #1 on: April 23, 2005, 08:40:16 PM »
Reply with quote
Quote from: "Qutubuddin"
Abhi wo Dard baaqi hai ...



Abhi wo Dard baaqi hai ...
Agar yeh waqt marham hai ...

Magar kuch waqt lagta hai ...
Kisi ko bhool jaane mein ...
Dubara dil basaane mein ...
Abhi kuch waqt lagna hai ...
Abhi woh dard baaqi hai ...

Mai kaise nayi Ulfat mein ...
 Apni zaat ko kaise gum karloon ...
Ki mere jism-o-wajdaan mein ...
Abhi woh Fard baaqi hai ...

Abhi us Shaks ki mujh par ...
Nigaah-e-sard baqi hai ...

Abhi to ishq ke Raaston ki ...
Mujh par Gard baaqi hai ...
Abhi woh Dard baqi hai ...


Ques...
...........buhat.khoob.................
Logged
Qutubuddin
Guest
«Reply #2 on: April 24, 2005, 07:45:23 AM »
Reply with quote
Sukreyaaa Naveed..

Thank you Very much....

Ques...

**************************************
Logged
~Saloni~
Guest
«Reply #3 on: April 24, 2005, 03:38:43 PM »
Reply with quote
Quote from: "Qutubuddin"
Abhi wo Dard baaqi hai ...



Abhi wo Dard baaqi hai ...
Agar yeh waqt marham hai ...

Magar kuch waqt lagta hai ...
Kisi ko bhool jaane mein ...
Dubara dil basaane mein ...
Abhi kuch waqt lagna hai ...
Abhi woh dard baaqi hai ...

Mai kaise nayi Ulfat mein ...
 Apni zaat ko kaise gum karloon ...
Ki mere jism-o-wajdaan mein ...
Abhi woh Fard baaqi hai ...

Abhi us Shaks ki mujh par ...
Nigaah-e-sard baqi hai ...

Abhi to ishq ke Raaston ki ...
Mujh par Gard baaqi hai ...
Abhi woh Dard baqi hai ...


Ques...


bahut achhe....ques ji
Logged
apnaa_koi
Guest
«Reply #4 on: April 24, 2005, 06:56:20 PM »
Reply with quote
Ques Ji...

Payar aur uske tarap bohat khoobhi bayarn ke hai apnay...

Achaa Laga Sher
Apnaa_Koi
Logged
Qutubuddin
Guest
«Reply #5 on: April 25, 2005, 06:33:24 AM »
Reply with quote
Sukreyaaa Saloni and Apnaa Koi...

Thank you all .....

Ques...

******************************************
Logged
dhadkan
Guest
«Reply #6 on: April 25, 2005, 06:50:50 AM »
Reply with quote
Ques ji khoob likha hai.............................................. ..
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 28, 2024, 04:14:12 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.299 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer