"agar tum kaho to apni jaan de du.n mein"

by aaina on August 31, 2009, 01:32:29 AM
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Author  (Read 3939 times)
aaina
Guest
«Reply #15 on: September 04, 2009, 01:16:41 AM »
Reply with quote
Wah Wah Wah!!!! Bahut Bahut Khoob Mere Bhai..

Bahut Acha Likhte Ho Aslam Ji Aap.

Har Ek Ashaar Lajawaab!!! Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley



bhut bhut shukriya khwaish bhut shukriya
Logged
aaina
Guest
«Reply #16 on: September 04, 2009, 01:18:55 AM »
Reply with quote
Aapke bhi jazbe ki main qadr karta hoon.Aapke sher ki misra saani par aur isi bahr mein ye khayal aa gaya ki:
Aap jaisa hamein nakhuda chahiye
Aap hain saamne aur kya chahiye




lajawaab waquif sahab bhut khoob....................
Logged
aaina
Guest
«Reply #17 on: September 04, 2009, 01:19:48 AM »
Reply with quote
wah wah wah aaina ji.. bahut hi khoob

jasbir singh

jasbir sahab in mohabbato.n ka bhut bhut shukriya
Logged
aaina
Guest
«Reply #18 on: September 04, 2009, 01:24:13 AM »
Reply with quote
Roomani Shayari main to aapka koi jawab hi nahin....Mashallah bohot achcha likha hai aapne...itne khoosurat alfaaz aur jazbaat hain ki ghazal kisi shahkaar se kam nahin !! Bohot Khoob Aslam Ji  Usual Smile



talat aap is tahan hosla afzaaii karti hain ki jaise zamee.n ke bande ko aasaam par baitha de.n, aapki nazro.n ka dhoka hai ye, hum tahe dil se aapke shukurguzaar hain ke aap hame itni tawajjo ke sath padti hain na sirf padti hain balke hosla bhi is qadr badhati hain ki dil phir kuch naya kehne ko karne lagta hai buri aadae.n kehte hain jaldi pad jaati hain, Allah aapko hamesha khush rakhen aameen
Logged
deepika_divya
Guest
«Reply #19 on: September 05, 2009, 05:03:20 AM »
Reply with quote
Waah Waah Aslam ji.. Wakai bahoot Bahoot khubsoorat peshkash hai .. Dil khush ho gaya pad kar... Aap tho hamesha hi acha likhte ha.. bas yuhin likhte rahiye ..

Logged
Talat
Guest
«Reply #20 on: September 06, 2009, 11:37:30 AM »
Reply with quote

talat aap is tahan hosla afzaaii karti hain ki jaise zamee.n ke bande ko aasaam par baitha de.n, aapki nazro.n ka dhoka hai ye, hum tahe dil se aapke shukurguzaar hain ke aap hame itni tawajjo ke sath padti hain na sirf padti hain balke hosla bhi is qadr badhati hain ki dil phir kuch naya kehne ko karne lagta hai buri aadae.n kehte hain jaldi pad jaati hain, Allah aapko hamesha khush rakhen aameen

Aslam Ji, aapki ghazlain hoti hi aisi hain ki insaan ki saari tavajjo apni taraf kheench leti hain.....aur aisi koi baat nahin, aap ek behtareen shayar hain, aur khud aapke kalam is baat ki gawahi dete hain.....Keep writing. Allah aap ko bhi humesha khush rakhe, ameen.
Logged
aaina
Guest
«Reply #21 on: September 07, 2009, 01:36:59 PM »
Reply with quote
Waah Waah Aslam ji.. Wakai bahoot Bahoot khubsoorat peshkash hai .. Dil khush ho gaya pad kar... Aap tho hamesha hi acha likhte ha.. bas yuhin likhte rahiye ..






bhut shukriya sohie ji aapki is hosla afzaaii ka you.n hi hosla badhati rehiye
Logged
aaina
Guest
«Reply #22 on: September 07, 2009, 01:39:44 PM »
Reply with quote
Aslam Ji, aapki ghazlain hoti hi aisi hain ki insaan ki saari tavajjo apni taraf kheench leti hain.....aur aisi koi baat nahin, aap ek behtareen shayar hain, aur khud aapke kalam is baat ki gawahi dete hain.....Keep writing. Allah aap ko bhi humesha khush rakhe, ameen.



thnxxxx alot talat, aameen, ab in alfaazo.n ke aage koi kya keh sakta hai, Allah aapko hamesha khush rakhe aur aapki jaaiz khwaahishaat ko poora kare aameen
Logged
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 23, 2024, 02:22:27 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.129 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer