Badshah Hai Wo Dil Ka.......................(AD)

by anjaan dharkan on February 11, 2009, 04:02:00 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 3200 times)
anjaan dharkan
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
10 days, 13 hours and 36 minutes.
-May Allah Bless You-

Posts: 1900
Member Since: Jul 2008


View Profile
Reply with quote
Badhsha hai wo dil ka, dil pe meray raj karta hai.
Har baat soch k bolay, meri izzat ki wo laj karta hai.

Meri aankhon mein chuhpee sharm, meri haya ka lehaaz banta hai.
Dunya se meri khaatir ladray, upna maankar mera libaas banta hai.

Ek wohi dunya mein meri, kadam rahkta hai,
Mera har dard, har dhuk, har zakhum bharta hai.

Mera haath thaahmne k liye, ek wohi ijazat rahkta hai,
Muhe badree nazakat se, dil mein hiffazat se rahkta hai.

Saare jahan mein, ek wohi meree chahat karta hai,
Muhje badray pyaar se, upnee amanat kehta hai,

Sada kayaam rahkkay khuda, usska saya meray sar pe,
Nazar na lagay ki c kee, meray pyaaray kee nazar pe!
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Badshah! by Amit Janglan in Shayri for Khumar -e- Ishq
kho gaya makhmali awaaz ka badshah by sunildehgawani in Shayri-E-Dard
Allah badshah - Rahat Indori by ghayal_shayar in Urdu Poets
.{ Badshah Na Hun Dilon Ka }. by Omi-Shru in Shayri for Khumar -e- Ishq
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #1 on: February 11, 2009, 04:12:52 PM »
Reply with quote
Badhsha hai wo dil ka, dil pe meray raj karta hai.
Har baat soch k bolay, meri izzat ki wo laj karta hai.

Meri aankhon mein chuhpee sharm, meri haya ka lehaaz banta hai.
Dunya se meri khaatir ladray, upna maankar mera libaas banta hai.

Ek wohi dunya mein meri, kadam rahkta hai,
Mera har dard, har dhuk, har zakhum bharta hai.

Mera haath thaahmne k liye, ek wohi ijazat rahkta hai,
Muhe badree nazakat se, dil mein hiffazat se rahkta hai.

Saare jahan mein, ek wohi meree chahat karta hai,
Muhje badray pyaar se, upnee amanat kehta hai,

Sada kayaam rahkkay khuda, usska saya meray sar pe,
Nazar na lagay ki c kee, meray pyaaray kee nazar pe!


Waah Subhan Alah, Subhan Allah,.
Kya Kahoon Main, Bahot Hi Khoob, Laa Jawaab,.

Allah Har Muraad Ko Poori Kare,..

Aameen,.
Logged
anjaan dharkan
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
10 days, 13 hours and 36 minutes.
-May Allah Bless You-

Posts: 1900
Member Since: Jul 2008


View Profile
«Reply #2 on: February 11, 2009, 04:13:51 PM »
Reply with quote
Waah Subhan Alah, Subhan Allah,.
Kya Kahoon Main, Bahot Hi Khoob, Laa Jawaab,.

Allah Har Muraad Ko Poori Kare,..

Aameen,.

aapko pasand aaya... mera maqsad pura huwa!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #3 on: February 11, 2009, 04:26:26 PM »
Reply with quote
aapko pasand aaya... mera maqsad pura huwa!

Yunhi Likhte raho, May Allah Bless You,.
Logged
Asghr
Guest
«Reply #4 on: February 11, 2009, 07:04:38 PM »
Reply with quote
Badhsha hai wo dil ka, dil pe meray raj karta hai.
Har baat soch k bolay, meri izzat ki wo laj karta hai.

Meri aankhon mein chuhpee sharm, meri haya ka lehaaz banta hai.
Dunya se meri khaatir ladray, upna maankar mera libaas banta hai.

Ek wohi dunya mein meri, kadam rahkta hai,
Mera har dard, har dhuk, har zakhum bharta hai.

Mera haath thaahmne k liye, ek wohi ijazat rahkta hai,
Muhe badree nazakat se, dil mein hiffazat se rahkta hai.

Saare jahan mein, ek wohi meree chahat karta hai,
Muhje badray pyaar se, upnee amanat kehta hai,

Sada kayaam rahkkay khuda, usska saya meray sar pe,
Nazar na lagay ki c kee, meray pyaaray kee nazar pe!

BEAUTIFUL POETRY.ASGHR
Logged
Talat
Guest
«Reply #5 on: February 11, 2009, 07:16:57 PM »
Reply with quote
Very nice AD !!
Logged
anjaan dharkan
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
10 days, 13 hours and 36 minutes.
-May Allah Bless You-

Posts: 1900
Member Since: Jul 2008


View Profile
«Reply #6 on: February 11, 2009, 07:17:07 PM »
Reply with quote
shukriya jaanasheen and asghr ji.
Logged
anjaan dharkan
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
10 days, 13 hours and 36 minutes.
-May Allah Bless You-

Posts: 1900
Member Since: Jul 2008


View Profile
«Reply #7 on: February 11, 2009, 07:17:22 PM »
Reply with quote
Very nice AD !!
shukriya
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 19, 2024, 11:52:09 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.123 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer