Chand ka deewanapan to dekhiye

by CHARVI_BOHARA on December 24, 2006, 06:12:49 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 825 times)
CHARVI_BOHARA
Guest
Reply with quote
kafi lambe samay bad kuch post kar rahi hun, ummid karti hun ki aap sab ko pasand aayegi. shukriya


Chand ka deewanapan to dekhiye
Aafatab to abhi talak gaya bhi nahi
Ki wo aa gaye bewaqt chandani ke deedar ko

Is deewane ka ishq samjhna mushkil hai
Khud jalta hai chandani ke intzar me
Ya jalata hai chandani ko intzar me

Koi purana aashiq sa lagta hai kabhi
To kabhi diljala sa lagta hai
Na jane kis hisab se chandani se pyar kiya karta hai

Kabhi badlo ke pichhe se chhup chhup
Chandani ka deedar kiya karta hai
To kabhi na aa kar chandani ko saja-e-ishq bhi diya karta hai

Ajab si kahani hai is deewane ki
Rota nahi magar fir bhi dekhiye
Shabnam se isake ashqo ka hisab mila karta hai

Khabar na lage chandani ko usake jaane ki
Isiliye hi shayad wo apna dard chhipa
Dhire dhire muskura kar ojhal hua karta hai

Chand ka deewanapan to dekhiye
Aafatab to abhi talak gaya bhi nahi
Ki wo aa gaye bewaqt chandani ke deedar ko

charvi bohara
[/url][/quote]
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Mera Deewanapan by anjali.sharma in Shayri for Khumar -e- Ishq
Deewanapan by Preet.Dehlvi in Shayri for Khumar -e- Ishq
Deewanapan by Ruhaani in Shayri for Dard -e- Judai
Deewanapan..!! by Gyan Prakash in Shayri for Khumar -e- Ishq
DEKHIYE PAR DEKHIYE (Ghazal)... by surindarn in Shayri for Khumar -e- Ishq
jannat
Guest
«Reply #1 on: December 24, 2006, 09:07:01 AM »
Reply with quote
nice one!
Logged
dinbandu kumar
Guest
«Reply #2 on: September 06, 2011, 12:41:09 PM »
Reply with quote
kafi lambe samay bad kuch post kar rahi hun,
ummid karti hun ki aap sab ko pasand aayegi. shukriya


Chand ka deewanapan to dekhiye
Aafatab to abhi talak gaya bhi nahi
Ki wo aa gaye bewaqt chandani ke deedar ko

Is deewane ka ishq samjhna mushkil hai
Khud jalta hai chandani ke intzar me
Ya jalata hai chandani ko intzar me

Koi purana aashiq sa lagta hai kabhi
To kabhi diljala sa lagta hai
Na jane kis hisab se chandani se pyar kiya karta hai

Kabhi badlo ke pichhe se chhup chhup
Chandani ka deedar kiya karta hai
To kabhi na aa kar chandani ko saja-e-ishq bhi diya karta hai

Ajab si kahani hai is deewane ki
Rota nahi magar fir bhi dekhiye
Shabnam se isake ashqo ka hisab mila karta hai

Khabar na lage chandani ko usake jaane ki
Isiliye hi shayad wo apna dard chhipa
Dhire dhire muskura kar ojhal hua karta hai

Chand ka deewanapan to dekhiye
Aafatab to abhi talak gaya bhi nahi
Ki wo aa gaye bewaqt chandani ke deedar ko

charvi bohara
[/url]
[/quote]
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 16, 2024, 09:26:02 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.127 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer