dard-e-judai

by diya786 on February 07, 2008, 05:27:38 AM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 1718 times)
diya786
Guest
Reply with quote
as a new member i need everyone's love n support to keep my spirits alive
koi gustakhi ho jaye to maaf bhi kar dijiyega



jis aanshian ke banne ke dekhe the maine khwab
us ghar mein k raat ki mehmaan bhi na thi

rooti rahi agarche mein main majboor thi bahut
woh raaat katni koi aasaan bhi na thi

jiski aankhon se dekhte aaye is jahan ko abtak
us aankh mein mere liye pehchaan bhi na thi

itna samajh chuki thi main uske mizaz ko
ki woh jaa raha tha aur main hairaan bhi na thi
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Dard-e-Judai by md.ayad in Shayri for Dard -e- Judai
dard e judai by jaishree in SMS , mobile & JOKES
dard e judai by jaishree in SMS , mobile & JOKES
dard e judai by jeet jainam in Shayri-E-Dard
Judai ka Dard by Anjum Khan in Shayri for Dard -e- Judai
honeyrose
Guest
«Reply #1 on: February 07, 2008, 05:59:25 AM »
Reply with quote
Welcome diya ..Bohat acha likha hai aapne..nice Usual Smile
Logged
zakhmola
Guest
«Reply #2 on: February 07, 2008, 07:19:56 AM »
Reply with quote
wohh Quatil hai jo katleaam ho gaya
yeh Katla kaisa jo sareaam ho gaya
ooth gaya dekho jo kabhi katl hua tha
jaaney jee ke bhi wohh kyon bejaan ho gaya.
Logged
diya786
Guest
«Reply #3 on: February 07, 2008, 09:09:36 AM »
Reply with quote
thanks a lot zakhmola and honeyrose i will try my best to write more
Logged
Shikha12
Guest
«Reply #4 on: February 07, 2008, 02:23:49 PM »
Reply with quote
Very Good Work Diya...
and nice reply Zakhmola... Usual Smile
Logged
baadal102
Guest
«Reply #5 on: February 08, 2008, 05:04:23 AM »
Reply with quote
bahoot aache diya ji & zakhmola ji

Mizaz kisi ka kya samjhe,
Jab khud ko hi na samaj paaye,
Bahoot the majboorian.
Jo tere raahe na hum bhoola paaye!!!!


Baadal
Logged
diya786
Guest
«Reply #6 on: February 09, 2008, 03:32:43 AM »
Reply with quote
bahut khoob baadalji
thanks a lot
ijazat ho to aapki lines mein kuch aur mila do

 Usual Smilekyun mere humraaz tune dil ki halat pooch li
tujhko bhi rona pada mujhe bhula dene ke baad
Logged
Muhammed
Guest
«Reply #7 on: November 13, 2008, 04:15:36 AM »
Reply with quote
as a new member i need everyone's love n support to keep my spirits alive
koi gustakhi ho jaye to maaf bhi kar dijiyega



jis aanshian ke banne ke dekhe the maine khwab
us ghar mein k raat ki mehmaan bhi na thi

rooti rahi agarche mein main majboor thi bahut
woh raaat katni koi aasaan bhi na thi

jiski aankhon se dekhte aaye is jahan ko abtak
us aankh mein mere liye pehchaan bhi na thi

itna samajh chuki thi main uske mizaz ko
ki woh jaa raha tha aur main hairaan bhi na thi

bahut khoob baadalji
thanks a lot
ijazat ho to aapki lines mein kuch aur mila do

 Usual Smilekyun mere humraaz tune dil ki halat pooch li
tujhko bhi rona pada mujhe bhula dene ke baad


Diyaa...Tumne To aate Hi dhamakedaar Shura'aat Ki Thi.
Itni Jabardast Entry..
Us waqt Bhale aap Naye ho Lekin Andaaz e shayrana To wohi Puraana Jo asksar bade bade shayaro me paya jaata hai..
Badhiya..

Dua Hai Rab se Ki " Wo LikhaeiN aur aap LikheiN..Jisme Kashish sada Mauzud RaheiN "

Logged
diya786
Guest
«Reply #8 on: November 14, 2008, 07:18:54 AM »
Reply with quote
aisa lagta hai ki aap aaj sirf meri hi posts dekhne online aaye hain
ek aur baar shukriya
Logged
Muhammed
Guest
«Reply #9 on: November 14, 2008, 07:26:55 AM »
Reply with quote
aisa lagta hai ki aap aaj sirf meri hi posts dekhne online aaye hain
ek aur baar shukriya

aapi post Mein Kashish hi Itni Hai ki,,Kya KaheiN  ??
Khinche Chale aate Hai sub aur Kya ??
acha,,suno
Fir waqt MehrbaaN ho Na ho,,is Liye Tumhare saare Kalaam Padh Liye,Insha allah Fir Mauqa mile Ya Na Mile,zindagi wafa Kare Na Kare............
Logged
diya786
Guest
«Reply #10 on: November 14, 2008, 07:32:10 AM »
Reply with quote
aapke chahne waalo ki kami nahin hai
ALLAH sab ko aapka saath naseeb karein AMEEN!!
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #11 on: November 14, 2008, 07:33:58 AM »
Reply with quote
Very wonderfully presented work Diya Ji
Bas likhte rahiyega
Logged
diya786
Guest
«Reply #12 on: November 14, 2008, 10:19:45 AM »
Reply with quote
shukriya Rajesh ji
Logged
Just_Hate_Love
Guest
«Reply #13 on: November 14, 2008, 11:03:32 AM »
Reply with quote
as a new member i need everyone's love n support to keep my spirits alive
koi gustakhi ho jaye to maaf bhi kar dijiyega

jis aanshian ke banne ke dekhe the maine khwab
us ghar mein k raat ki mehmaan bhi na thi

rooti rahi agarche mein main majboor thi bahut
woh raaat katni koi aasaan bhi na thi

jiski aankhon se dekhte aaye is jahan ko abtak
us aankh mein mere liye pehchaan bhi na thi

itna samajh chuki thi main uske mizaz ko
ki woh jaa raha tha aur main hairaan bhi na thi




...nice start Diya...it's good one...keep it up and keep writing...Welcome to the Yoindian Family...
Logged
tresereyes
Guest
«Reply #14 on: March 09, 2009, 06:00:13 AM »
Reply with quote
nice sharing janab
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 26, 2024, 10:44:51 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.11 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer