DIL HI DIL MEIN............

by roshni246 on January 02, 2006, 10:45:35 PM
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Author  (Read 2021 times)
Gesu
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
19 hours and 44 minutes.

Posts: 2743
Member Since: Sep 2005

View Profile
«Reply #15 on: January 04, 2006, 10:28:14 AM »
Reply with quote
Quote from: "badnaam_shayar"
Quote from: "gesu_kapoor"
husn waale kuch bhi keh sakte hain,
raah mein phool bicha sakte hain garr,
tumko chidane ki zurratt bhi kar sakte hain,
yeh to tum per hai ab naaz kitna uthatey hain,
tum hi nahi "neer" woh bhi dil-o-jaan gawaaye bethey hain...

choti si tippdii !!!!!! sorry nirbhay ji but kya karein yoon hi na jane kaise shararat sujhi aur likh diya hamne...

wow gesu ji........very nice......ek chotti si tippdi hamari taraf se bhi......

Maana k husn ki mallika ho aap,
par hum bhi dilo k shehzade kehlate hain,
Ek baar jo pyar ka ikraar kardo aap,
toh hum bhi mallika-e-husn k baadshah kehlate hain,
Na jaane kyun dil-o-jaan gawa k bhi,
Hum aapke sirf deewane hee kehlate hain................. :wink:
wowwwwwwww its gr8 badnaam ji!!!!!!!

Dilon ka shehzaada nahi ik dil ka taaz hi kaafi hai,
Is malika ko to sirf unka ek ehsaas hi kaafi hai,
dilo-jaan aap kyon gawaayein bethe hai
ikrar karne ke liye jazbaat abhi baki hai...
Logged
badnaam_shayar
Guest
«Reply #16 on: January 04, 2006, 10:39:24 AM »

jazbaat ki jubaan agar samajhte aap,
toh dil-o-jaan hum kyun gawate,
na bante hum shayar,na hee hum badnaam shayar kehlate............
Logged
Gesu
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
19 hours and 44 minutes.

Posts: 2743
Member Since: Sep 2005

View Profile
«Reply #17 on: January 04, 2006, 11:04:58 AM »
Reply with quote
great nirbhay ji and badnaam ji!!!!!!!!!!!!
Logged
badnaam_shayar
Guest
«Reply #18 on: January 04, 2006, 11:12:21 AM »
Reply with quote
dhanyavaad................gesu ji.............
Logged
roshni246
Guest
«Reply #19 on: January 04, 2006, 11:56:03 AM »
Reply with quote
Quote from: "nirbhay"
Zamana hai aasiq tera, ke hum bhi tujhpe jannisarr kartein hain
Shayari to wo tere husn pe fida yaar kartein hain..
'Neer' to tere hijer mein aapna haal-e-dil rukhsar kartein hain
Bahana kalam ka hi sahi, par tujhpe jannisar kartein hain..

Chand ki roshni mein tera intezar kartein hain
Bayan karega chand tumhein hum tumse kitna pyar kartein hain..

Neer................!!

Daastaan-e-gham-e-dil unko sunaii na gayi
baat bigdii kuchh aisii ki banaii na gayi
   Sab ko ham bhool gaye josh-e-junoon mein lekin
   ek teri yaad thi aisi ki bhulaai na gayi
Ishq par kuchh na chalaa dida-e-tar ka jaadoo
usne jo aag lagaa di woh bujhaai na gayi.
Logged
nirbhay
Guest
«Reply #20 on: January 04, 2006, 02:15:04 PM »
Reply with quote
Quote from: "roshni246"

Hai aag wo mere Isq-e-Junoon mein
Jo teri inkar se Bujhaiye na gayi

Sharmindgi hai tere hoton ki saba par
aaur teri aankhon se sachai chipai na gayi

Tum choontey ho kuch lamhein meri yaad mein
Aaur mujhse to teri yaad bhulai hi na gayi..

Neer......!!
Logged
badnaam_shayar
Guest
«Reply #21 on: January 04, 2006, 03:23:44 PM »
Reply with quote
very nice roshni jeee and a gud reply neer.....................!!!!!!!!!!!!!!
Logged
roshni246
Guest
«Reply #22 on: January 04, 2006, 03:35:05 PM »
Reply with quote
thx badnaam shayar jee................
and gorgeous reply nirbhay jee..............
Logged
Gesu
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
19 hours and 44 minutes.

Posts: 2743
Member Since: Sep 2005

View Profile
«Reply #23 on: January 05, 2006, 07:38:56 AM »
Reply with quote
good ones roshni ji and nirbhay ji!!!!!!!1
Logged
roshni246
Guest
«Reply #24 on: January 05, 2006, 10:13:08 AM »
Reply with quote
Quote from: "nirbhay"
Quote from: "roshni246"
Quote from: "nirbhay"
Zamana hai aasiq tera, ke hum bhi tujhpe jannisarr kartein hain
Shayari to wo tere husn pe fida yaar kartein hain..
'Neer' to tere hijer mein aapna haal-e-dil rukhsar kartein hain
Bahana kalam ka hi sahi, par tujhpe jannisar kartein hain..

Chand ki roshni mein tera intezar kartein hain
Bayan karega chand tumhein hum tumse kitna pyar kartein hain..

Neer................!!

Daastaan-e-gham-e-dil unko sunaii na gayi
baat bigdii kuchh aisii ki banaii na gayi
   Sab ko ham bhool gaye josh-e-junoon mein lekin
   ek teri yaad thi aisi ki bhulaai na gayi
Ishq par kuchh na chalaa dida-e-tar ka jaadoo
usne jo aag lagaa di woh bujhaai na gayi.

Hai aag wo mere Isq-e-Junoon mein
Jo teri inkar se Bujhaiye na gayi

Sharmindgi hai tere hoton ki saba par
aaur teri aankhon se sachai chipai na gayi

Tum choontey ho kuch lamhein meri yaad mein
Aaur mujhse to teri yaad bhulai hi na gayi..

Neer......!!

Hum ne Kisi ki yaad main rona hi chor diya
Apni Zindagi ko talaash karna hi chor diya

Sab purani baate bhoola diye hum ne
Ab Dil main maazi basana chor diya

Kaanton se bhar dete hain log daaman
Hum ne Aangan main Phool khilana hi chor diya

Kabhi na maange ge kisi se bheek Mohabbat ki
Is hi liye hum ne Pyaar karna hi chor diya...........

ROSHNI.............!!!!!!!!
Logged
tushar_4u_im
Guest
«Reply #25 on: January 06, 2006, 05:52:35 AM »
Reply with quote
Quote from: "roshni246"

Hum ne Kisi ki yaad main rona hi chor diya
Apni Zindagi ko talaash karna hi chor diya

Sab purani baate bhoola diye hum ne
Ab Dil main maazi basana chor diya

Kaanton se bhar dete hain log daaman
Hum ne Aangan main Phool khilana hi chor diya

Kabhi na maange ge kisi se bheek Mohabbat ki
Is hi liye hum ne Pyaar karna hi chor diya...........

ROSHNI.............!!!!!!!!

aankho k aansu sukh jate hai ...........

dil k samnder me bhi toofan sulag jate hai .......

tum kerte ho berukhi ki had tak jane ki bate........

hum kehte hai dil me kisi ko apne baitha ker to dekho..........
Logged
bhambra
Guest
«Reply #26 on: January 06, 2006, 09:04:00 AM »
Reply with quote
Dil se dua yehi nikle k tu jahan bhi rahe khush rahe,
Chahe meri jaan chali jaaye lekin tu yuhin sada abaad rahe. :oops:

Yaar kahan main kahan tum sab, well done frnds..... Usual Smile

Nirbhay kya baat hay yaar, tu to ek saccha aashiq lagta hay, aur Roshni ji perfect reply di hay apne. Usual Smile

Tushar gud, keep it up, dosto ka saath detey rahena :wink:
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #27 on: January 06, 2006, 06:42:10 PM »
Reply with quote
Quote from: "roshni246"
Quote from: "nirbhay"
Quote from: "roshni246"
Quote from: "nirbhay"
Zamana hai aasiq tera, ke hum bhi tujhpe jannisarr kartein hain
Shayari to wo tere husn pe fida yaar kartein hain..
'Neer' to tere hijer mein aapna haal-e-dil rukhsar kartein hain
Bahana kalam ka hi sahi, par tujhpe jannisar kartein hain..

Chand ki roshni mein tera intezar kartein hain
Bayan karega chand tumhein hum tumse kitna pyar kartein hain..

Neer................!!

Daastaan-e-gham-e-dil unko sunaii na gayi
baat bigdii kuchh aisii ki banaii na gayi
   Sab ko ham bhool gaye josh-e-junoon mein lekin
   ek teri yaad thi aisi ki bhulaai na gayi
Ishq par kuchh na chalaa dida-e-tar ka jaadoo
usne jo aag lagaa di woh bujhaai na gayi.

Hai aag wo mere Isq-e-Junoon mein
Jo teri inkar se Bujhaiye na gayi

Sharmindgi hai tere hoton ki saba par
aaur teri aankhon se sachai chipai na gayi

Tum choontey ho kuch lamhein meri yaad mein
Aaur mujhse to teri yaad bhulai hi na gayi..

Neer......!!

Hum ne Kisi ki yaad main rona hi chor diya
Apni Zindagi ko talaash karna hi chor diya

Sab purani baate bhoola diye hum ne
Ab Dil main maazi basana chor diya

Kaanton se bhar dete hain log daaman
Hum ne Aangan main Phool khilana hi chor diya

Kabhi na maange ge kisi se bheek Mohabbat ki
Is hi liye hum ne Pyaar karna hi chor diya...........

ROSHNI.............!!!!!!!!

wonderfull  work   Nirbhay.....Roshni.....Tushar....Bhambra.......
Logged
anjani_si
Guest
«Reply #28 on: January 06, 2006, 06:52:14 PM »
Reply with quote
nirbhay....nd roshani good wrk both of u!!!!!

appne pyar karna jo chor dia
humne tu jeena he chor dia
karna chate tha tumse umar baar pyar itna
par usse pehla appne hume he chor dia
Logged
badnaam_shayar
Guest
«Reply #29 on: January 12, 2006, 09:12:48 PM »
Reply with quote
bahoot khoob sabne accha likha hai........................................
Logged
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
May 18, 2024, 08:11:26 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.117 seconds with 22 queries.
[x] Join now community of 8499 Real Poets and poetry admirer