Door Hua Ab Andhera,.

by Jaanasheen on June 05, 2009, 05:48:10 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1353 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
Reply with quote

Jab Se Milaa Hai Saath Tera,.
Aasmaano Mein Hai Apna Basera,.

Tanhaaiyon Mein Main Basta Raha..
Apni Bebasi Par Main Hasta Raha,.
Teri Mohabbat Ki Roshni Kya Mili,.
Door Hua Mujhse Taqdeer Ka Andhera,.

Teri Saanson Se Hai Nizbat Apni,.
Tere Haaton Mein Hai Kismat Apni,.
Teri Zulfon Mein Paai Raat Apni,.
Tere Chehre Mein Hai Apna Sawera,.

Tu Aankhon Ki Roshni Hai Meri,.
"Sidraah" Tu Zindagi Hai Meri,.
Tere Dum Se Mera Jahaan Aabaad,.
Tu Hi Khushi, Tu Hi Ab Mukaddar Mera,.

_____________________-Azeem-
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
ANDHERA BADTA JA RAHA HAI by waheed_rose2004 in Shayri-E-Dard
ANDHERA.............. by akela in Shayri-E-Dard
ANDHERA DIN by jasbirsingh in Shayri-E-Dard
Sab Andhera sa lagta hai by deepika_divya in Miscellaneous Shayri
ANDHERA HO TUM by kinitrupti in Shayeri for Dard -e- Bewafai
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #1 on: June 05, 2009, 06:06:04 AM »
Reply with quote
Wah Wah!! Bahut Bahut Khoob Azeem!! Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Bahut Khoobsurati se likha hai aapne,Khuda Aap Dono Ko Khush Rakhe..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #2 on: June 05, 2009, 06:22:05 AM »
Reply with quote
Wah Wah!! Bahut Bahut Khoob Azeem!! Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Bahut Khoobsurati se likha hai aapne,Khuda Aap Dono Ko Khush Rakhe..


Aameen, And Shukriya Khwaish Bhai,.
Logged
junaidqadir
Guest
«Reply #3 on: June 05, 2009, 06:43:20 AM »
Reply with quote
Subhan Allah Azeem  bahoth qoob kaafi qumar me maloom hote ho !! Eak ashar nazar karta hon Marhoom Alla ma Iqbal sahab ka !! Ashar ko samjah gaye to unke haq me duva karna bada hi nayab ashar hai ye !!haula dekho is ashar ka !! Arz hai !!

Dono ki Parvaz hai eak hi fiza me !!
Kargaz ka jahan aur hai to shahin ka jahan aur !!

........Marhoom Alla ma Iqbal sahab ..........

Qadeertoopchi
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #4 on: June 05, 2009, 08:39:15 AM »
Reply with quote
Azeem Bhai.. Very Very Romantic.. Really Beautiful creation.. Lafaon me Mohabbat Bharna aapko khoob aata hai.. Applause Aur waise bhi yeh Sidraah Ke Naam hai to Mohabbat to Khud-b-khud Is Qalaam Me Sama gai hai.. Winking Winking Hahaha


 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley


**~** Mann **~**
Logged
madhuwesh
Guest
«Reply #5 on: June 05, 2009, 10:25:19 AM »
Reply with quote
Wow Azeem ji excellent,very very nice,
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley :clapping:very ice lines by Qadeer ji.
Logged
anjaan dharkan
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
10 days, 13 hours and 36 minutes.
-May Allah Bless You-

Posts: 1900
Member Since: Jul 2008


View Profile
«Reply #6 on: June 05, 2009, 11:58:46 AM »
Reply with quote
iam out of words, absolutely amazed! thank you soo much ji!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #7 on: June 05, 2009, 01:37:59 PM »
Reply with quote
Subhan Allah Azeem  bahoth qoob kaafi qumar me maloom hote ho !! Eak ashar nazar karta hon Marhoom Alla ma Iqbal sahab ka !! Ashar ko samjah gaye to unke haq me duva karna bada hi nayab ashar hai ye !!haula dekho is ashar ka !! Arz hai !!

Dono ki Parvaz hai eak hi fiza me !!
Kargaz ka jahan aur hai to shahin ka jahan aur !!

........Marhoom Alla ma Iqbal sahab ..........

Qadeertoopchi

Shukriya Bhai Aur Mashallah Bohat Achche Ashaar Share Kiye hain Aapne,.
Logged
anjaan dharkan
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
10 days, 13 hours and 36 minutes.
-May Allah Bless You-

Posts: 1900
Member Since: Jul 2008


View Profile
«Reply #8 on: June 05, 2009, 01:48:10 PM »
Reply with quote

Waise reply mumkin nahi, par, Ek koshish ji,

Din me chaand dihkta hai meri baahon me, aasman ko b jalan hoti hai.
Muhabbat ub tuhj pe shuru, Jaanu, Tuhji pe khatm hoti hai! love4 love4 love4

Thank you so much!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #9 on: June 06, 2009, 07:27:30 AM »
Reply with quote
Azeem Bhai.. Very Very Romantic.. Really Beautiful creation.. Lafaon me Mohabbat Bharna aapko khoob aata hai.. Applause Aur waise bhi yeh Sidraah Ke Naam hai to Mohabbat to Khud-b-khud Is Qalaam Me Sama gai hai.. Winking Winking Hahaha


 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley


**~** Mann **~**

Shukriya Mann Bhai,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #10 on: June 06, 2009, 07:29:05 AM »
Reply with quote
waah waah Azeem behad hi acha likha hai aapne  Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Khuda kare aise hi bana rahe aapka pyaar aur kisi ki bhi nazar na lage
Aameen

bahot sachhe jazbaat
mubarakbaad aur daad qubool karen

Shukriya Kaash Bhai,
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #11 on: June 06, 2009, 07:30:54 AM »
Reply with quote
Wow Azeem ji excellent,very very nice,
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley :clapping:very ice lines by Qadeer ji.

Shukriya Madhuwesh Ji,.
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #12 on: March 12, 2010, 07:04:57 AM »
Reply with quote

Jab Se Milaa Hai Saath Tera,.
Aasmaano Mein Hai Apna Basera,.

Tanhaaiyon Mein Main Basta Raha..
Apni Bebasi Par Main Hasta Raha,.
Teri Mohabbat Ki Roshni Kya Mili,.
Door Hua Mujhse Taqdeer Ka Andhera,.

Teri Saanson Se Hai Nizbat Apni,.
Tere Haaton Mein Hai Kismat Apni,.
Teri Zulfon Mein Paai Raat Apni,.
Tere Chehre Mein Hai Apna Sawera,.

Tu Aankhon Ki Roshni Hai Meri,.
"Sidraah" Tu Zindagi Hai Meri,.
Tere Dum Se Mera Jahaan Aabaad,.
Tu Hi Khushi, Tu Hi Ab Mukaddar Mera,.

_____________________-Azeem-


Wah! Bahut khoob Chote Bhai
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 25, 2024, 11:31:17 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.118 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer