Ek Riyalon Ke Siwa...

by Iqtedar on October 28, 2013, 05:18:06 PM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 964 times)
Iqtedar
Yoindian Shayar
******

Rau: 24
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
11 days, 17 hours and 16 minutes.

Posts: 2381
Member Since: Mar 2013


View Profile
Reply with quote
I am working in Saudi Arabia, and there is nothing but Riyals...

Badh Gaen Bechaeniyan Ab Kuch Samajh Aata Nahi
Ek Junoon Tera Lamhey Ko Bhi Parey Jaata Nahi

Raat Ki Tanhaiyon May Zikr Chalta Hai Tera
Ashk Bin Aankhon Ko Meri Kuch Bhi Ab Bhaata Nahi

Shukr Hai Ke Rab Ka Dard’e’Hijr Ka To Saath Hai
Jab Bhi Deta Hoon Sada To Aake Phir Jaata Nahi

Lazzaten Saari Fana Hain Ghaer Ke Is Desh May
Ek Riyalon Ke Siwa Kuch Bhi Yahan Bhaata Nahi

Ji May Aata Hai Ke Uthon Aur Uth Kar Bhag Loon
Aesa Karne Se Bhi To Salon May Ghar Aata Nahi

Sabr Karne Ki Hi Sab Talqheen Dete Hain Aneeq
Waese Ro Dho Kar Bhi To Manzil Koi Paata Nahi

Written by Syed Iqtedar Hussain Aneeq.
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Ik ham ke siwa by soniya shetti in Shayri-E-Dard
Tumhare Siwa by Roja in Share:Love Poetry « 1 2 3 4 »
***Aap Ke Siwa*** by AVTAR RAYAT in Shayri for Khumar -e- Ishq
***Tere Siwa*** by AVTAR RAYAT in Share:Love Poetry
***Tumhare Siwa*** by AVTAR RAYAT in Share: Poetry of Pain
marhoom bahayaat
Guest
«Reply #1 on: October 28, 2013, 05:52:36 PM »
Reply with quote
I am working in Saudi Arabia, and there is nothing but Riyals...

Badh Gaen Bechaeniyan Ab Kuch Samajh Aata Nahi
Ek Junoon Tera Lamhey Ko Bhi Parey Jaata Nahi

Raat Ki Tanhaiyon May Zikr Chalta Hai Tera
Ashk Bin Aankhon Ko Meri Kuch Bhi Ab Bhaata Nahi

Shukr Hai Ke Rab Ka Dard’e’Hijr Ka To Saath Hai
Jab Bhi Deta Hoon Sada To Aake Phir Jaata Nahi

Lazzaten Saari Fana Hain Ghaer Ke Is Desh May
Ek Riyalon Ke Siwa Kuch Bhi Yahan Bhaata Nahi

Ji May Aata Hai Ke Uthon Aur Uth Kar Bhag Loon
Aesa Karne Se Bhi To Salon May Ghar Aata Nahi

Sabr Karne Ki Hi Sab Talqheen Dete Hain Aneeq
Waese Ro Dho Kar Bhi To Manzil Koi Paata Nahi

Written by Syed Iqtedar Hussain Aneeq.



nice,sir
Logged
SURESH SANGWAN
Guest
«Reply #2 on: October 28, 2013, 06:31:10 PM »
Reply with quote
Shukr Hai Ke Rab Ka Dard’e’Hijr Ka To Saath Hai
Jab Bhi Deta Hoon Sada To Aake Phir Jaata Nahi

Lazzaten Saari Fana Hain Ghaer Ke Is Desh May
Ek Riyalon Ke Siwa Kuch Bhi Yahan Bhaata Nahi

Ji May Aata Hai Ke Uthon Aur Uth Kar Bhag Loon
Aesa Karne Se Bhi To Salon May Ghar Aata Nahi

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
bahut khooooooooooob

ek rau ke saaaath
Logged
sidra04
Guest
«Reply #3 on: October 28, 2013, 06:40:45 PM »
Reply with quote
I am working in Saudi Arabia, and there is nothing but Riyals...

Badh Gaen Bechaeniyan Ab Kuch Samajh Aata Nahi
Ek Junoon Tera Lamhey Ko Bhi Parey Jaata Nahi

Raat Ki Tanhaiyon May Zikr Chalta Hai Tera
Ashk Bin Aankhon Ko Meri Kuch Bhi Ab Bhaata Nahi

Shukr Hai Ke Rab Ka Dard’e’Hijr Ka To Saath Hai
Jab Bhi Deta Hoon Sada To Aake Phir Jaata Nahi

Lazzaten Saari Fana Hain Ghaer Ke Is Desh May
Ek Riyalon Ke Siwa Kuch Bhi Yahan Bhaata Nahi

Ji May Aata Hai Ke Uthon Aur Uth Kar Bhag Loon
Aesa Karne Se Bhi To Salon May Ghar Aata Nahi

Sabr Karne Ki Hi Sab Talqheen Dete Hain Aneeq
Waese Ro Dho Kar Bhi To Manzil Koi Paata Nahi

Written by Syed Iqtedar Hussain Aneeq.


Waahhhhhhh Aneeq saahab waahhhh..... superbbb laajawaab bahot khoob...

jis khoobsurti se aapne is kalaam ko alfaazon ka jaama pahnaaya hai usi ki tarah aapke ehsaason ke kyaa kehne.... dil ke andar se aawaz aati hai ke ye dil se likhaa gaya hai.. aapki tadap bakhubi nazar aati hai.. aur shaayad main aapka dard bahot acche se samajh sakti hoon....

Khush rahiye aur apna khayaal rakhiye....

 icon_salut icon_salut

sidra
Logged
pawan16
Guest
«Reply #4 on: October 28, 2013, 07:05:32 PM »
Reply with quote
kYA BAAT HAI IQTEDAR JI....BHUT ACHE ALFAAZ BIKhARE HAI.....
Logged
laaiba
Guest
«Reply #5 on: October 28, 2013, 08:16:21 PM »
Reply with quote
nyc creation,...............
Logged
mkv
Guest
«Reply #6 on: October 28, 2013, 08:48:28 PM »
Reply with quote
Badh Gaen Bechaeniyan Ab Kuch Samajh Aata Nahi
Ek Junoon Tera Lamhey Ko Bhi Parey Jaata Nahi

Lazzaten Saari Fana Hain Ghaer Ke Is Desh May
Ek Riyalon Ke Siwa Kuch Bhi Yahan Bhaata Nahi

Ji May Aata Hai Ke Uthon Aur Uth Kar Bhag Loon
Aesa Karne Se Bhi To Salon May Ghar Aata Nahi

Sabr Karne Ki Hi Sab Talqheen Dete Hain Aneeq
Waese Ro Dho Kar Bhi To Manzil Koi Paata Nahi

Bahut badhiya iqtedar sahab
bakhoobi us dard ko bayaan kiya hai jo apne desh se door rahne par hota hai.
Logged
Iqtedar
Yoindian Shayar
******

Rau: 24
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
11 days, 17 hours and 16 minutes.

Posts: 2381
Member Since: Mar 2013


View Profile
«Reply #7 on: October 28, 2013, 10:47:31 PM »
Reply with quote
M.B ji bahot bahot shukriya Usual Smile
Pawan ji bahot bahot shukriya Usual Smile
Laaiba ji bahot bahot shukriya Usual Smile
Logged
Iqtedar
Yoindian Shayar
******

Rau: 24
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
11 days, 17 hours and 16 minutes.

Posts: 2381
Member Since: Mar 2013


View Profile
«Reply #8 on: October 28, 2013, 10:51:24 PM »
Reply with quote
Shukr Hai Ke Rab Ka Dard’e’Hijr Ka To Saath Hai
Jab Bhi Deta Hoon Sada To Aake Phir Jaata Nahi

Lazzaten Saari Fana Hain Ghaer Ke Is Desh May
Ek Riyalon Ke Siwa Kuch Bhi Yahan Bhaata Nahi

Ji May Aata Hai Ke Uthon Aur Uth Kar Bhag Loon
Aesa Karne Se Bhi To Salon May Ghar Aata Nahi

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
bahut khooooooooooob

ek rau ke saaaath

Bahot bahot shukriya ji aapka, aapne rau dekar dheron khushi di hai aur himmat afzaai alag Usual Smile phir ek baar shukriya aapka Usual Smile
Logged
Iqtedar
Yoindian Shayar
******

Rau: 24
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
11 days, 17 hours and 16 minutes.

Posts: 2381
Member Since: Mar 2013


View Profile
«Reply #9 on: October 28, 2013, 10:53:10 PM »
Reply with quote
Waahhhhhhh Aneeq saahab waahhhh..... superbbb laajawaab bahot khoob...

jis khoobsurti se aapne is kalaam ko alfaazon ka jaama pahnaaya hai usi ki tarah aapke ehsaason ke kyaa kehne.... dil ke andar se aawaz aati hai ke ye dil se likhaa gaya hai.. aapki tadap bakhubi nazar aati hai.. aur shaayad main aapka dard bahot acche se samajh sakti hoon....

Khush rahiye aur apna khayaal rakhiye....

 icon_salut icon_salut

sidra

Thanksss ke aapne itna time diya meri lines ko padhne ke liye aur unhen saraha hai to sach may bahot acha laga - bahot bahot shukriya aapka Usual Smile
Logged
Iqtedar
Yoindian Shayar
******

Rau: 24
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
11 days, 17 hours and 16 minutes.

Posts: 2381
Member Since: Mar 2013


View Profile
«Reply #10 on: October 28, 2013, 10:54:56 PM »
Reply with quote
Badh Gaen Bechaeniyan Ab Kuch Samajh Aata Nahi
Ek Junoon Tera Lamhey Ko Bhi Parey Jaata Nahi

Lazzaten Saari Fana Hain Ghaer Ke Is Desh May
Ek Riyalon Ke Siwa Kuch Bhi Yahan Bhaata Nahi

Ji May Aata Hai Ke Uthon Aur Uth Kar Bhag Loon
Aesa Karne Se Bhi To Salon May Ghar Aata Nahi

Sabr Karne Ki Hi Sab Talqheen Dete Hain Aneeq
Waese Ro Dho Kar Bhi To Manzil Koi Paata Nahi

Bahut badhiya iqtedar sahab
bakhoobi us dard ko bayaan kiya hai jo apne desh se door rahne par hota hai.


Bahot acha laga aapse daad paa kar, bahot bahot shukriya tareef aur haosla'afzaai ka Usual SmileUsual SmileUsual Smile
Logged
zarraa
Yoindian Shayar
******

Rau: 100
Offline Offline

Waqt Bitaya:
8 days, 7 hours and 21 minutes.
Posts: 2242
Member Since: May 2012


View Profile
«Reply #11 on: October 28, 2013, 10:57:02 PM »
Reply with quote
I am working in Saudi Arabia, and there is nothing but Riyals...

Badh Gaen Bechaeniyan Ab Kuch Samajh Aata Nahi
Ek Junoon Tera Lamhey Ko Bhi Parey Jaata Nahi

Raat Ki Tanhaiyon May Zikr Chalta Hai Tera
Ashk Bin Aankhon Ko Meri Kuch Bhi Ab Bhaata Nahi

Shukr Hai Ke Rab Ka Dard’e’Hijr Ka To Saath Hai
Jab Bhi Deta Hoon Sada To Aake Phir Jaata Nahi

Lazzaten Saari Fana Hain Ghaer Ke Is Desh May
Ek Riyalon Ke Siwa Kuch Bhi Yahan Bhaata Nahi

Ji May Aata Hai Ke Uthon Aur Uth Kar Bhag Loon
Aesa Karne Se Bhi To Salon May Ghar Aata Nahi

Sabr Karne Ki Hi Sab Talqheen Dete Hain Aneeq
Waese Ro Dho Kar Bhi To Manzil Koi Paata Nahi

Written by Syed Iqtedar Hussain Aneeq.



Wwwaaaaaahhhhhh ...... kya jeetee jaagtee boltee huwee ghazal kahee hai ...kis qaar ehsaas mein doobe huwe alfaaz hain ..... Beshumaar daad Iqtedaar ji

Logged
adil bechain
Umda Shayar
*

Rau: 161
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
31 days, 18 hours and 12 minutes.

Posts: 6552
Member Since: Mar 2009


View Profile
«Reply #12 on: October 28, 2013, 11:07:49 PM »
Reply with quote
I am working in Saudi Arabia, and there is nothing but Riyals...

Badh Gaen Bechaeniyan Ab Kuch Samajh Aata Nahi
Ek Junoon Tera Lamhey Ko Bhi Parey Jaata Nahi

Raat Ki Tanhaiyon May Zikr Chalta Hai Tera
Ashk Bin Aankhon Ko Meri Kuch Bhi Ab Bhaata Nahi

Shukr Hai Ke Rab Ka Dard’e’Hijr Ka To Saath Hai
Jab Bhi Deta Hoon Sada To Aake Phir Jaata Nahi

Lazzaten Saari Fana Hain Ghaer Ke Is Desh May
Ek Riyalon Ke Siwa Kuch Bhi Yahan Bhaata Nahi

Ji May Aata Hai Ke Uthon Aur Uth Kar Bhag Loon
Aesa Karne Se Bhi To Salon May Ghar Aata Nahi

Sabr Karne Ki Hi Sab Talqheen Dete Hain Aneeq
Waese Ro Dho Kar Bhi To Manzil Koi Paata Nahi

Written by Syed Iqtedar Hussain Aneeq.



bahot khoob iqtadar sahab Applause Applause Applause Applause Applause Applause



                     riyal ke khayaal ne hamein...,
                     her cheez se bekhayaal kar diya...,
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #13 on: October 28, 2013, 11:48:26 PM »
Reply with quote
wonderful
Logged
nashwani
Guest
«Reply #14 on: October 29, 2013, 02:12:56 AM »
Reply with quote
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

laajawab..umda..bahut bahut khoob..happy9
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
March 29, 2024, 06:57:50 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 08:02:59 PM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]

[March 16, 2024, 03:21:26 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.174 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8502 Real Poets and poetry admirer