Choo ke tera Saya mera Dard mujhse rooth jayega......
Karunga phir main baatein karunga kisse.....Dil ka aur Jism ka nata bhi toot jayega.......
Tere Saye me Aks humne apna Sada Chupaya hai.....
Tu aake dekh jara meri Humnafas yeh Dil khud chalke tere paas aya hai......
Kyu Adhoora sa hoon main binn tere........
Shayad iss Janam toh na le sakunga sang tere Saath phere.......
Agle Janam bhi hum tujhi ko chahenge......
Karenge Dua khuda se nahi toh Jannat se tujhe cheen layenge........
Baat le tu mera Ranj apni Shayahien or Kalam ki taakat se......
Tadpa dia Dunia ne ek Dinn hum yoon hee Khatam ho jayenge.......
Kar aya hoon main Ruswa harr Khushi ko Chahat me teri.......
Socha hai jab talak jiyenge tab tak tujhe toot kar chahenge.......
Bas aakhiri Khawahish hai meri marte Dum tak tumhe apna Banana Chahenge........Bas aur kuch nahi......!!!!!!!!WAH!!!!!!!bahut hi sundar Gaurav...........
ek khawab ka silsila yun hi chalta raha
koi mujhse hi mera saya ban ke milta raha
karta raha woh fariyaad apne diwanepan ki
uski nazmo mein akas ek saye ka dhalta raha
talsha hai jisko hamne apne vajood mein
mujhe aksar woh saya teri sharayi ke lafajo mein milta raha
tut kar chaho jise woh milta hain kahan
fir bhi ek kahwab thaa jo meri in aankho mein palata raha
khawahishen bhi dam tod deti hain ek mukaam aane per
per yeh kaun thaa parwana jo dam nikalne tak
ek shama ki aag mein jalta raha...........