Haan Piyaar Nahi, Ishq Nahi, Ibadat Ki Hai

by captainyr on November 01, 2005, 05:00:23 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1700 times)
captainyr
Guest
Reply with quote
Haan Piyaar Nahi, Ishq Nahi, Ibadat Ki Hai ,
Mein Ne Rasmon Se Riwajon Se Baghawat Ki Hai ,
Apni Makhmoor Nigahon Main Basa Kar Mujh Ko ,
Tu Ne Bhi Toot Ker Mujh Se Jo Mohabbat Ki Hai ,
Qabool Ker Ke Mujhe Thukra Dia Hai Duniya Ko ,
Main Ne Bhi Tere Liye Duniya Se Adaawat K Hai ,
Haseen Azaala Hai, Karam Hai Ya He Khush Bukhti ,
Apne Malik Se Main Ne Jo Shikayat Ki Hai ,
Karoon Main Kese Adaa Shuker Iss Nawazish Ka ,
Mere Maahboob Tu Ne Jo Inaayat Ki Hai ,
Khood Se Bhi Berh Ker Main Ne Tujh Chahat Ki Hai ,
Haan Piyaar Nahi, Iahq Nahi, Ibadaat Ki Hai  :lol:
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Haan Piyaar Nahi, Ishq Nahi, Ibadat Ki Hai by Dewana_Badal in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
nahi hai, nahi hai, nahi hai by Pooja in Miscellaneous Shayri « 1 2 3 4 »
haan mene pyarr nahi,ishq nahi,ibadat ki hai by nice_off_me in Shayri for Khumar -e- Ishq
ISHQ K BAZAAR MAIN ISHQ NAHI MILTA by salil2002 in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Ab mera koi nahi, koi nahi, koi nahi (NM) by vb in Miscellaneous Shayri
Solitude
Guest
«Reply #1 on: November 28, 2011, 07:27:28 AM »
Reply with quote
WAH WAH KYA BAAT HAI...........Bahut sahi kahaa par aajkal aisi mohabaat hoti kahaa hai
Logged
Advo.RavinderaRavi
Guest
«Reply #2 on: April 02, 2013, 08:34:54 AM »
Reply with quote
V.Nice.
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
August 31, 2025, 10:24:28 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.092 seconds with 20 queries.
[x] Join now community of 8516 Real Poets and poetry admirer