HAAYE KAISE...... ???

by Jiya on January 01, 2010, 09:05:07 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1209 times)
Jiya
Guest
Reply with quote
                HAAYE KAISE......?
               **********************


Palken uth-ti hi nahin haya se unke Chehere ki taraf,
Nazron se Nazare hum milaayen kaise ?
Par Dedaar chahti hain har Waqt ye Nazre unka,
Haaye Jiya..! Apni Palkon ko ab hum, Jhukaayen kaise ?

Yaadon mein hi unki kat jaati hai yun Raat saari,
Ab har Raat ki Daastaan unhe sunaaye kaise ?
Jubaan to Khaamosh hai, par apni Nazron ka kya karen,
Haaye Jiya..! Ye haale Dil ab Unse hum, Chhupaayen kaise ?

Saansen bhi kuchh Ruk si gayi hain humaari,
Hum unke Dil ko unhi se Churaayen kaise ?
Nazaron ki takraar se ye dil Ghaayal hai is kadar,
Haaye Jiya..! Nazaro ke Vaar se Dil ko hum, Bachaahyen kaise ?

Har Subah kyun reheta hai unka Intzaar humen,
In Ruswaaiyon se unko Ru-b-ru karaayen kaise ?
Hum betaab hain unki Zindgi mein Shaamil hone ke liye,
Haaye Jiya..! Unhe ye Haseen Khwaab hum, Bataayen kaise ?


************************************************ jiya...
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Sheela Ki Jawani Haaye.....AnAAm by ANAAM in Shayri for Khumar -e- Ishq
Unka wo Shamme.n Bujha dene ka Armaa.n, Haaye Haaye!! by vipul kumar in Ghazals
haaye vo shaKhs bhulaaye na bhulaaya jaaye by ghayal_shayar in Urdu Poets « 1 2  All »
is naaz is andaaz se tum haaye chalo ho by ghayal_shayar in Urdu Poets « 1 2  All »
-----/// Haaye re haaye qaatil ///----- Hriday by ~Hriday~ in Miscellaneous Shayri « 1 2  All »
riyaz106
Guest
«Reply #1 on: January 01, 2010, 09:36:55 AM »
Reply with quote
I congrat you Jiya Ji for such beautiful creation. Bahut jazbaati nazm likhi hai aapne. Thanks for sharing.
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #2 on: January 01, 2010, 09:02:32 PM »
Reply with quote
Bhaut umda likha hai aap ne Jiya Ji
Logged
madhuwesh
Guest
«Reply #3 on: January 02, 2010, 08:27:23 AM »
Reply with quote
Wah bahut khoob Jiya ji.lovely creation. icon_thumleft Applause Applause Applause
Logged
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #4 on: January 02, 2010, 11:26:16 AM »
Reply with quote
Nice Creation
Logged
deepika_divya
Guest
«Reply #5 on: January 02, 2010, 01:59:20 PM »
Reply with quote
Awesome.. Fantastic... Bahoot Bahoot Khoob Likha hai.. Bahoot Khoob!
Logged
KOYAL46
Guest
«Reply #6 on: January 02, 2010, 02:14:09 PM »
Reply with quote
HAAYE KAISE......KARU Taariff es kalaam ki...Subhaanalla.... Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause

                HAAYE KAISE...... Huh?
               **********************


Palken uth-ti hi nahin haya se unke Chehere ki taraf,
Nazron se Nazare hum milaayen kaise Huh?
Par Dedaar chahti hain har Waqt ye Nazre unka,
Haaye Jiya..! Apni Palkon ko ab hum, Jhukaayen kaise Huh?

Yaadon mein hi unki kat jaati hai yun Raat saari,
Ab har Raat ki Daastaan unhe sunaaye kaise Huh?
Jubaan to Khaamosh hai, par apni Nazron ka kya karen,
Haaye Jiya..! Ye haale Dil ab Unse hum, Chhupaayen kaise Huh?

Saansen bhi kuchh Ruk si gayi hain humaari,
Hum unke Dil ko unhi se Churaayen kaise Huh?
Nazaron ki takraar se ye dil Ghaayal hai is kadar,
Haaye Jiya..! Nazaro ke Vaar se Dil ko hum, Bachaahyen kaise Huh?

Har Subah kyun reheta hai unka Intzaar humen,
In Ruswaaiyon se unko Ru-b-ru karaayen kaise Huh?
Hum betaab hain unki Zindgi mein Shaamil hone ke liye,
Haaye Jiya..! Unhe ye Haseen Khwaab hum, Bataayen kaise Huh?


************************************************ jiya...
Logged
Jiya
Guest
«Reply #7 on: January 03, 2010, 10:03:31 AM »
Reply with quote
           HAAYE KAISE......?
          ********************


Palken uth-ti hi nahin haya se unke Chehere ki taraf,
Nazron se Nazare hum milaayen kaise ?
Par Dedaar chahti hain har Waqt ye Nazre unka,
Haaye Jiya..! Apni Palkon ko ab hum, Jhukaayen kaise ?

Yaadon mein hi unki kat jaati hai yun Raat saari,
Ab har Raat ki Daastaan unhe sunaaye kaise ?
Jubaan to Khaamosh hai, par apni Nazron ka kya karen,
Haaye Jiya..! Ye haale Dil ab Unse hum, Chhupaayen kaise ?

Saansen bhi kuchh Ruk si gayi hain humaari,
Hum unke Dil ko unhi se Churaayen kaise ?
Nazaron ki takraar se ye dil Ghaayal hai is kadar,
Haaye Jiya..! Nazaro ke Vaar se Dil ko hum, Bachaahyen kaise ?

Har Subah kyun reheta hai unka Intzaar humen,
In Ruswaaiyon se unko Ru-b-ru karaayen kaise ?
Hum betaab hain unki Zindgi mein Shaamil hone ke liye,
Haaye Jiya..! Unhe ye Haseen Khwaab hum, Bataayen kaise ?


********************************************** jiya...
Logged
Jiya
Guest
«Reply #8 on: January 03, 2010, 10:12:53 AM »
Reply with quote
Thanks a lot,, Riyaz ji, Madhuwesh ji, Rishi ji,Sophi ji and Koyal ji....

And Wish u a vert very happy & prosperous new year.... Usual Smile
Logged
deepika_divya
Guest
«Reply #9 on: January 03, 2010, 10:34:47 AM »
Reply with quote
Topic Merged !

Logged
khamosh_aawaaz
Guest
«Reply #10 on: January 07, 2010, 06:09:55 PM »
Reply with quote
GUD Applause Applause
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #11 on: January 08, 2010, 09:25:34 AM »
Reply with quote
Bahut Hi Pyaare Alfaazon aur Jazzbaaton se Sajaaya hai Jiya tumne apne is Qalaam Ko.. ek ek Lafz Dil Ka Haal Bayan kar Raha hai.. Great work.. Applause Applause



**~** Mann **~**
Logged
diya786
Guest
«Reply #12 on: January 08, 2010, 10:21:21 AM »
Reply with quote
bahut hi umda kalaam likha hai Jiya ji aapne
great work.....
Applause Applause
Logged
Jiya
Guest
«Reply #13 on: January 31, 2010, 11:59:40 AM »
Reply with quote
GUD Applause Applause

thanx  notworthy
Logged
Jiya
Guest
«Reply #14 on: August 08, 2013, 08:14:45 PM »
Reply with quote
Thankksss to alll... Usual Smile
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 20, 2024, 04:49:24 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.121 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer