Hame ishq hone ko hai...Sahal

by sahal on December 12, 2012, 09:14:57 AM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 1693 times)
sahal
Umda Shayar
*

Rau: 109
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
47 days, 3 hours and 51 minutes.

love is in the Air,but CuPiD is alone here.

Posts: 4410
Member Since: Sep 2012


View Profile WWW
Reply with quote
     
                  Hame ishq hone ko hai...Sahal

Hawaaein sard chal rahi hai,Koi toofan aane ko hai.
Husn baitha hai paas mere,hame ishq hone ko hai.

Ek taraf aag jal rahi hai,ek taraf husn sulag raha hai.
Bach bhi jate hai sholon se to ,shabaab hame jalane ko hai.

Milti hai ye taariki naseeb se,aake choolun mein tujhe kareeb se,
Jawan chaand dhalne ko hai,ye haseen raat guzar jane ko hai.

Bhool jaaonga duniya ko main baahon mein teri aaker,
Paane ko kuch bhi nahi paas,kuch bhi nahi khone ko hai.

tere jism ki khusboo mujhe,mast o bekhud banane ko hai.
yahaan hosh aane ko hai gar,to wahaan jaan jane ko hai.
    


          
Logged
aqsh
Guest
«Reply #1 on: December 12, 2012, 10:44:20 AM »
Reply with quote
kya baat hai sahal jee kya khoob ehsaas hai

 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
sahal
Umda Shayar
*

Rau: 109
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
47 days, 3 hours and 51 minutes.

love is in the Air,but CuPiD is alone here.

Posts: 4410
Member Since: Sep 2012


View Profile WWW
«Reply #2 on: December 12, 2012, 10:45:55 AM »
Reply with quote
kya baat hai sahal jee kya khoob ehsaas hai

 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Thankyou ! Aqsh ji
Logged
Satish Shukla
Khususi Shayar
*****

Rau: 51
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
25 days, 6 hours and 16 minutes.

Posts: 1862
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #3 on: December 12, 2012, 11:21:46 AM »
Reply with quote

Sahal Ji,

Achchhee koshish just keep it
up all the best...

Raqeeb Lucknowi
Logged
sahal
Umda Shayar
*

Rau: 109
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
47 days, 3 hours and 51 minutes.

love is in the Air,but CuPiD is alone here.

Posts: 4410
Member Since: Sep 2012


View Profile WWW
«Reply #4 on: December 12, 2012, 11:25:46 AM »
Reply with quote
Sahal Ji,

Achchhee koshish just keep it
up all the best...

Raqeeb Lucknowi
Thankyou ! raqeeb ji
Logged
prashad
Guest
«Reply #5 on: December 12, 2012, 11:52:37 AM »
Reply with quote
wah wah Applause Applause
Logged
sahal
Umda Shayar
*

Rau: 109
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
47 days, 3 hours and 51 minutes.

love is in the Air,but CuPiD is alone here.

Posts: 4410
Member Since: Sep 2012


View Profile WWW
«Reply #6 on: December 12, 2012, 11:58:10 AM »
Reply with quote
wah wah Applause Applause
Thankyou !
Logged
mkv
Guest
«Reply #7 on: December 12, 2012, 12:00:29 PM »
Reply with quote
Bahut khoob Sahal jee
kya baat hai.. Applause
Logged
sahal
Umda Shayar
*

Rau: 109
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
47 days, 3 hours and 51 minutes.

love is in the Air,but CuPiD is alone here.

Posts: 4410
Member Since: Sep 2012


View Profile WWW
«Reply #8 on: December 12, 2012, 12:02:24 PM »
Reply with quote
Bahut khoob Sahal jee
kya baat hai.. Applause

Thankyou ! mukesh ji
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #9 on: December 12, 2012, 12:30:15 PM »
Reply with quote
bahut khoob
Logged
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
*

Rau: 19
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle

Posts: 5603
Member Since: Jun 2010


View Profile
«Reply #10 on: December 12, 2012, 12:44:07 PM »
Reply with quote
hayeeeeee reeeeee....... kaash kuch din pehle likhte to main mast wala reply deti ispe.... ab to likha hi na jayega.... par zabardast hai ya ... pura scene mast mast mastam.... u knww ... khumar e ishq k best write of yo mr mann unki yad diladi tumne... ... try to write more of such poems... u can do ur best in this... nice expressions
Logged
anmolarora
Guest
«Reply #11 on: December 12, 2012, 02:21:11 PM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
marhoom bahayaat
Guest
«Reply #12 on: December 12, 2012, 04:51:20 PM »
Reply with quote
       
                  Hame ishq hone ko hai...Sahal

Hawaaein sard chal rahi hai,Koi toofan aane ko hai.
Husn baitha hai paas mere,hame ishq hone ko hai.

Ek taraf aag jal rahi hai,ek taraf husn sulag raha hai.
Bach bhi jate hai sholon se to ,shabaab hame jalane ko hai.

Milti hai ye taariki naseeb se,aake choolun mein tujhe kareeb se,
Jawan chaand dhalne ko hai,ye haseen raat guzar jane ko hai.

Bhool jaaonga duniya ko main baahon mein teri aaker,
Paane ko kuch bhi nahi paas,kuch bhi nahi khone ko hai.

tere jism ki khusboo mujhe,mast o bekhud banane ko hai.
yahaan hosh aane ko hai gar,to wahaan jaan jane ko hai.
   


           



good,sir but jalane ki jagah jalne ko hai.hoga with respect to qafia.
Logged
suman59
Guest
«Reply #13 on: December 12, 2012, 05:18:17 PM »
Reply with quote
       
                  Hame ishq hone ko hai...Sahal

Hawaaein sard chal rahi hai,Koi toofan aane ko hai.
Husn baitha hai paas mere,hame ishq hone ko hai.

Ek taraf aag jal rahi hai,ek taraf husn sulag raha hai.
Bach bhi jate hai sholon se to ,shabaab hame jalane ko hai.

Milti hai ye taariki naseeb se,aake choolun mein tujhe kareeb se,
Jawan chaand dhalne ko hai,ye haseen raat guzar jane ko hai.

Bhool jaaonga duniya ko main baahon mein teri aaker,
Paane ko kuch bhi nahi paas,kuch bhi nahi khone ko hai.

tere jism ki khusboo mujhe,mast o bekhud banane ko hai.
yahaan hosh aane ko hai gar,to wahaan jaan jane ko hai.

Wah wah  Thumbs UP
Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #14 on: December 12, 2012, 07:15:55 PM »
Reply with quote
Sahal Sahaab Aadaab!


Kia baat hai janab waaH bahut khoob.. bade hi dilkash
khayaloN ko baNdha hai janab... Usual Smile

kafi khoob lafz diye hai aapne apne khoobsurat ahsaas
O khayaal ko... Usual Smile
Humari dheroN daad O mubbarakbad kabul kijiye...Usual Smile

Likhate rhaiye... aate rhaiye...
Shaad O aabaad rahiye..

Khuda Hafez.. Usual Smile                 

Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 20, 2024, 01:10:46 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.155 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer