Hathon Mein Hath Le Kar Tera Sath Nibhaana Hai...

by Aryaan on June 14, 2005, 01:51:30 AM
Pages: 1 2 3 4 [5]
ReplyPrint
Author  (Read 49320 times)
Aryaan
Guest
«Reply #60 on: August 09, 2005, 06:59:11 PM »
Reply with quote
Quote from: "mehek"
verry good!!! bohat acha likha hai aapne   ................................................. ....... :D ................................................. ..

Shukriya Mehek.....
Logged
pandit
Guest
«Reply #61 on: August 09, 2005, 07:42:48 PM »
Reply with quote
nedo ka silsila hai meri aankho se dor,
har raat rat jaga hai tujhe dekhne k baad,
socha tha milega sukun e dil,
dard aur badh gaya haui tujhe dekhne k baad.
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #62 on: August 09, 2005, 09:29:49 PM »
Reply with quote
Quote from: "pandit"
nedo ka silsila hai meri aankho se dor,
har raat rat jaga hai tujhe dekhne k baad,
socha tha milega sukun e dil,
dard aur badh gaya haui tujhe dekhne k baad.

Good One Pandit.....
Logged
SADIQA JAWED
Guest
«Reply #63 on: August 10, 2005, 02:17:09 PM »
Reply with quote
Quote from: "pandit"
nedo ka silsila hai meri aankho se dor,
har raat rat jaga hai tujhe dekhne k baad,
socha tha milega sukun e dil,
dard aur badh gaya haui tujhe dekhne k baad.


HAILA...! KHOOL PANDIT JEE

MAIN DOSTI K AJAB MOSAMON MAIN REHTA HON...
KABHI DUWAON MAIN , KABHI SAZISHON MAIN REHTA HON
JO TUM ZARA SA BHI BADLEY O JAN LOGEY
MAIN KUCH DIN SY AJAB WAHEMON MAIN REHTA HON
MAIN JIS TARHAN SEY KABHI DUHSMANO MAIN REHTA THA
AISI TARHA SEY AB DOSTON MAIN REHTA HON
QADAM QADAM PAY BIKHRY HAIN NAKOSH MEREY
MAIN TREY SHEHAR K SAB RASTOON MAIN REHTA HON
KIYA HA FAISLA JAB SEY CHIRAGH BANNEY KA
MAIN AEYTMAD SEY AB ANDHION MAIN REHTA HOON
TUMHARY BAD YH DIN GUZAR HI JATA HA
MAIN SHAB KO DER TALAK ANSOON MAIN REHTA HON !

SADII
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #64 on: August 10, 2005, 02:20:59 PM »
Reply with quote
Wah...Bohat khoob SadiQa..... very nice.......
Logged
SADIQA JAWED
Guest
«Reply #65 on: August 10, 2005, 02:27:39 PM »
Reply with quote
THNKS...ARYAN


GUM SUM HUA AWAZ KA DARYA THA JO IK SHAKS
PATHAR BHI NAHI AB .WO SITARA THA JO IK SHAKS
SHAYED WO KOI HURFEY WAFA DHONDH RAHA THA
CHEHRON KO BADEY GHORE SY PADHTA THA JO IK SHAKS
AB AKHRI SATROON MAIN KAHEN NAM HA IS KA
AEHBAB KI FEHRIST MA PEHLA TO JI IK SHAKS
MUR MUR KAR USEY DEKHNA CHAHAIN MERI ANKHAIN
KUCH DORE MUJHY CHODENY AYA TO JO IK SHAKS
MUNKIR HA WAHI AB MERI PEHCHAN KA MOHSIN
AKSAR MUJHY MILTA THA JO IK SHHAKS
HATON MAIN LIYH PHIRTA HA DUNIYH K KAI ZAKHMM
SHISHY K KHILONY SY BEHLATA THA JO IK SHAKS..
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #66 on: August 10, 2005, 03:17:54 PM »
Reply with quote
kya baat hai SadiQa........Bohat achey!!!!!!
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #67 on: August 31, 2005, 06:22:05 PM »
Reply with quote
Tum Kya Jaano Main Khuda Se Kya Maangta Hoon
Tumhari Salam-ti Ki Hamesha Duaa Mangta Hoon

Agar Anjaane Mein Ho Jaaye Koi Tumse khata
Tau Do Mujhe Uski Sazaa Ye Maangta Hoon

Agar Lag Jaaye Koi Chot Tumko Ya Ho Jaao Tum Pareshaan
Tau Mere Haq Mein Woh Saari Takleefein Maangta hoon

Aye Khuda Mere Mehboob Ko Gham Se Door Rakhna
Din Raat Tumhaare Saare Gham Maangta Hoon

Tum Ho Hamesha Kaamyaab Tumhari Harr Khwahish Ho Poori
Bass Ye Chaahta Hoon Aur Tumhari Khushi Maangta Hoon

Main Jaanta Hoon Ke Tum Meri Nahin Ho Lekin
Main Hamesha Khuda Se Tumhara Sath Maangta Hoon
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #68 on: December 16, 2008, 03:46:40 PM »
Reply with quote
Bohat Khoob L"ikha Hai Aryan Bhai,.
Logged
jalpari
Guest
«Reply #69 on: December 27, 2008, 05:47:21 AM »
Reply with quote
Very Nice Aryaan!
Logged
angel4u
Guest
«Reply #70 on: December 27, 2008, 01:59:28 PM »
Reply with quote
Hathon mein hath le kar tera sath nibhaana hai
Tujhko apni mohabbat ka jazbah dikhaana hai

Teri baahon mein aakar, sukoon mil jaaye mujhe
Teri zulfon ko, apne kaandhon pe bichaana hai

Tu azeez hai mujhe itni, main keh nahi sakta
Tera deewaana hoon main, bas itna bataana hai

Haseen nazaaron mein, ab mera mann lagta nahi
Tere chehre ko, nigaahon ke saamne laana hai

Main kahin baith jaaun tanha, duniya ki fikr mein
Tujhe apne paas bitha kar, sabko bhulaana hai

Jab dekhe tu mujhko, tau chehra khil jaye mera
Har takleef ko, apne dil se mujhe, mitaana hai

Main dua'a mein maangta hoon, khuda se tujhko
Apna sab kuch kho kar, bas tujhe hi paana hai

Khwaabinda ho kar, aksar yeh sochta hai Aryaan
Kya tujhe bhi kuch iss tarha, mujhe sunaana hai


wow beautiful...
Logged
Pooja
Guest
«Reply #71 on: December 31, 2008, 04:45:08 PM »
Reply with quote
bahoot khoob Aryaan and Sadiqa
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #72 on: April 12, 2009, 02:37:51 AM »
Reply with quote
Thanks All... happy3
Logged
mehboob
Guest
«Reply #73 on: February 24, 2012, 06:09:01 AM »
Reply with quote
hats off!
really nice one.
Logged
nitin baisane
Guest
«Reply #74 on: March 11, 2014, 04:16:16 PM »
Reply with quote
bari muddat huwi wo pyar jatane nhi aye,

inn jalti ankhon ko bujhane nhi aye..

Kehte the sath jiyenge, sath marenge,

hum ruthe the ek din, woh ajtak manane nhi aye...
Logged
Pages: 1 2 3 4 [5]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 27, 2024, 02:45:59 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.122 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer