!!!!Hijar na hu jana!!!!

by Sonu on August 03, 2006, 06:44:19 AM
Pages: 1 [2] 3 4
ReplyPrint
Author  (Read 3327 times)
anjani_si
Guest
«Reply #15 on: August 14, 2006, 12:23:30 AM »
Reply with quote
Quote from: "waheed_rose2004"
bahot  khoob...  Sonu  and  Ranjana....  good going..... :lol:

waheedji..laghta hai nazar khrabh hai.....ranju mom ki koyi bhi post yahan nahi hai !! :D:D:D
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
bhool mat jana by Pooja in Shayri-E-Dard « 1 2 3 4 »
Mar jana chahta hai by paro_ka_deva_devdas in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Gham-e-Hijar Se Na Dil Ko.................................. by waheed_rose2004 in Shayri-E-Dard
mujhse dur na jana o jana. . . by tinda in Shayri for Khumar -e- Ishq
*****ana jana ***** by Sonu in SMS , mobile & JOKES
Sonu
Guest
«Reply #16 on: September 01, 2006, 02:34:31 AM »
Reply with quote
Anjani thanks..thanks guarav...

Anjani bahut acha likhi hu yeo hi likhti raho..

Aanken band kar key bhi, hum tera deedar karte hain,
Aye sanam, hum to sirf tum se pyar karte hain.
Lakh chaah kar bhi main tujhe bhula nahi sakti,
Saans rahte, teri tasvir aankhon se hataa nahi sakti.
Aakhiri pal tak o bewafaa, tujehe yaad karti hoon,
Teri yaadon ko seene mein basaa kar chalti hoon.
Logged
Pooja
Guest
«Reply #17 on: September 01, 2006, 05:48:00 AM »
Reply with quote
Bahoot khoob Anjani and Sonu gr88 job Usual Smile

Waheed ki najar such mai kamjor hoti ja rahi hai.... iski ankhein kisi Darji se Check karwao tongue3:P:P
Logged
Sonu
Guest
«Reply #18 on: September 02, 2006, 10:09:15 PM »
Reply with quote
Thanks Pooja sis...

Quote from: "Pooja"
Bahoot khoob Anjani and Sonu gr88 job Usual Smile

Waheed ki najar such mai kamjor hoti ja rahi hai.... iski ankhein kisi Darji se Check karwao tongue3:P:P
Logged
Sonu
Guest
«Reply #19 on: September 02, 2006, 10:15:31 PM »
Reply with quote
"main nafrat kar nahi sakkti main aise mar nahi sakti koi kitna hi
sangdil ho koi kitna hi pathar homain apne mom se dil par yeh tohmat
dhar nahi sakti main nafrat kar nahi sakti na kitna hi tarpai SONU bhi
tot ta jai magar main lar nahi sakti main nafrat kar nahi sakti
mohabat hi mohabbat hai mohabbat ek pak ebadat hai aur aisi mohabat toh kabhi bhi
mar nahi sakti main tum se nafrat kar nahi sakti....... .......
Logged
anjani_si
Guest
«Reply #20 on: September 03, 2006, 02:46:32 AM »
Reply with quote
Quote from: "Sonu"
"main nafrat kar nahi sakkti main aise mar nahi sakti koi kitna hi
sangdil ho koi kitna hi pathar homain apne mom se dil par yeh tohmat
dhar nahi sakti main nafrat kar nahi sakti na kitna hi tarpai SONU bhi
tot ta jai magar main lar nahi sakti main nafrat kar nahi sakti
mohabat hi mohabbat hai mohabbat ek pak ebadat hai aur aisi mohabat toh kabhi bhi
mar nahi sakti main tum se nafrat kar nahi sakti....... .......

maar nahi sakti tumse nafrat kar nahi sakti
tujhe kuch bohra keh nahi sakti tum se nazar chora nahi sakti
maar nahi sakti tumse nafrat kar nahi sakti
ebaadat teri karni chor nahi sakti, mohabbat ko apna sajde kiye bina maar nahi sakti tumse nafrat kar nahi sakti
tujhse doorh aik pal reh nahi sakti,,,,tera bina jee nahi sakti
binh tere ishq ke junoon se maine jee nahi sakti :D:D:D
Logged
anjani_si
Guest
«Reply #21 on: September 03, 2006, 02:46:48 AM »

«Reply #22 on: September 04, 2006, 02:07:17 AM »
Reply with quote
Anjani yaar bahut acha likha hia... wonderful...

Quote from: "anjani_si"
Quote from: "Sonu"
"main nafrat kar nahi sakkti main aise mar nahi sakti koi kitna hi
sangdil ho koi kitna hi pathar homain apne mom se dil par yeh tohmat
dhar nahi sakti main nafrat kar nahi sakti na kitna hi tarpai SONU bhi
tot ta jai magar main lar nahi sakti main nafrat kar nahi sakti
mohabat hi mohabbat hai mohabbat ek pak ebadat hai aur aisi mohabat toh kabhi bhi
mar nahi sakti main tum se nafrat kar nahi sakti....... .......

maar nahi sakti tumse nafrat kar nahi sakti
tujhe kuch bohra keh nahi sakti tum se nazar chora nahi sakti
maar nahi sakti tumse nafrat kar nahi sakti
ebaadat teri karni chor nahi sakti, mohabbat ko apna sajde kiye bina maar nahi sakti tumse nafrat kar nahi sakti
tujhse doorh aik pal reh nahi sakti,,,,tera bina jee nahi sakti
binh tere ishq ke junoon se maine jee nahi sakti :D:D:D
Logged
Sonu
Guest
«Reply #23 on: October 09, 2006, 06:35:52 AM »
Reply with quote
"ABHI KUCH DAIR AUR RAHNAY DOU

apnay haaton ki pouro ki hiddat

jinoh nay meray haton ko chowa tha

tho jaisay daf atan

dil-e-sahra mai barish-e-wafa ka chal para tha silsila sa

ABHI KUCH DAIR AUR RAHNAY DOU

apni nazrain joh takra gaye thi achanak
 
tho yeh gumaan sa howa tha

wakt jaisay tham sa gya hai

laboun sai ada na ho sakki thi

kitni unkahi batain phir bhi

aankhon nay bila rukay kha thi dali

phir jhuk bhi tou gaye thi sharma kay

ABHI KUCH DAIR AUR RAHNAY DOU

apni khuli zulfon ko yonhi hawa mai lahratay

kay dil ab tak iss manzar say bhara nahi hai

hawain jo in zulfon mai say hotay howay mujh tak phohanchti thi

tho yakeen jano kay mai

baghe-e-bhayshat ki pur muatar hawaon mai rach bas jati thi

ABHI KUCH DAIR AUR RAHNAY DOU

woh chahray ki muskan

apnay chahray par bantay bigartay zawiyah

jin ki masoomiat par

mai hans parti thi

ABHI KUCH DAIR AUR RAHNAY DOU

woh saray kissay

woh sari batain

woh sari yadain

woh saray manzar

dil ab tak muztarib hai

faryad yehi kar raha hai

woh sara wakt jo aik pal mai hai beeta

beet gya hai

sou ussay gzar bhi jana tha

magar woh kash betta thahar thahar kar

kai sadyon ka safr hota inkay darmayan

zindagi kab shoro ho kar khatam bhi ho jate

pata bhi na chalta

so apni,dil ki, yadoon ki

tasweer unn haseen mulakaton ki

yehi khati hai

yehi khati rahay gi

ABHI KUCH DAIR AUR RAHNAY DOU
Logged
Gesu
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
19 hours and 44 minutes.

Posts: 2743
Member Since: Sep 2005

View Profile
«Reply #24 on: October 11, 2006, 06:32:32 AM »
Reply with quote
wah sonu ji behadd khoobsuratt.........
Logged
Sonu
Guest
«Reply #25 on: October 11, 2006, 07:21:41 PM »
Reply with quote
Gesu ji bahut bahut shukriya...

Quote from: "Gesu"
wah sonu ji behadd khoobsuratt.........
Logged
Sonu
Guest
«Reply #26 on: October 12, 2006, 04:17:57 AM »
Reply with quote
Aasman sa zami tak sama kam padega,
Khawbo ka liya ya jahan kam padega,
Isliya kehti hu khawab kam dakho ,
Dakho magar socho samjo aur parkha karo,
Khawab wahi dakho jismey satya (sachayee) ki kiran ho ,
Manzil rupi fool ki halki si sugandh ho,
Jo kuch bhi dakho usey khwab main  na samil karo,
Sacchi mai chuppi  dard ki khushi ko Kabul karo,
Kisi ek khawab ko log apney dil mai bassa latey hai,
Aakho key zaria dil mey sama latey hai ,
Dil key uss khawab ko panay kay liya ,
Log dolat to kya jaan gava datay hai,
Yaha sab padhkar tum ye na samajna ,
Ki hamari khawbo sa koi purani dusmani hai,
Hum bhi kuch khawbo ko aakho ka zariya ,
Dil kay kisi konay mey thodi si jagah datey hai,
Lakin uss jagah ka badala ,
Ham khawbo ko manzil rupi  haquikat banna ki saza datay hai,
Tum bhi khawbo ko bunney say pehlay ,
Unsy bunnai ki kimmat lay lana,
Haquikat ki duniya mai unki jodo ka bare mai nasihat lay lana
Kyunki……….
Aasman sa zami tak sama kam padega,
Khawbo ka liya ya jahan kam padega……
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #27 on: October 12, 2006, 06:14:42 AM »
Reply with quote
kya baat hai ! kya baat hai! wah! SONU ji khwaab ki
itni khubsoorat paribhasha pahali baar padhi hai.......

bahut bahut khoob.......!!!!!!!
Logged
Sonu
Guest
«Reply #28 on: October 13, 2006, 05:55:53 AM »
Reply with quote
Vicky ji bahut bahut shukriya

Quote from: "vicky AKELA"
kya baat hai ! kya baat hai! wah! SONU ji khwaab ki
itni khubsoorat paribhasha pahali baar padhi hai.......

bahut bahut khoob.......!!!!!!!
Logged
Sonu
Guest
«Reply #29 on: October 13, 2006, 05:58:43 AM »
Reply with quote
ham hal e dil bayan karne ka jariya khojte hain,
katra kata pani me dariya khojte hain,
unki ek jhalak pane ke liye ye najar bhatakti hai,
aur wo poonhcte hain ki ham kya khojte hain,

unke aane se jarra jarra hua hai roshan,
jo na jai ho dil me tamman khojte hain,
mere chehare par jab tikti hain najre unki,
to unki nighaon me ham ishq oo haya khojte hain,

wo mahka gaye har khusbhoo aapne daman se
kisi kone me unchui ham  hawa khojte hain,
kab tak daman failaye baithe ham unki mahfil me
jo wo kubul kar le wo dua khojte hain,

ham hal e dil baya karen ka jariya khojte hain,
Logged
Pages: 1 [2] 3 4
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
May 02, 2024, 08:47:20 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.158 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8499 Real Poets and poetry admirer