!!!!Hijar na hu jana!!!!

by Sonu on August 03, 2006, 06:44:19 AM
Pages: 1 2 3 [4]
ReplyPrint
Author  (Read 3326 times)
Sonu
Guest
«Reply #45 on: October 17, 2006, 04:47:11 AM »
Reply with quote
Ab Agar Aayo To Jane Ke Liye Mat Aana,
Sirf Ehsaan Jatane Ke Liye Mat Aana,

Maine Palko Pe Tamannaye Saja Rakhe Hai,
Dil Mai Umeed Ki Soo Shame Jala Rakhi Hai,
Yeh Hasi Shamme Buzhane Ke Liye Mat Aana,
Ab Agar Aayo To Jane Ke Liye Mat Aana,
Sirf Ehsaan Jatane Ke Liye Mat Aana,

Pyar Ki Aag Me Janjire Phighal Sakti Hai,
Chahne Walo Ki Takdire Badal Sakti Hai,
Tum Ho Bebas Yah Batane Ke Liye Mat Aana,
Ab Agar Aayo To Jane Ke Liye Mat Aana,
Sirf Ehsaan Jatane Ke Liye Mat Aana,

Ab Tum Aana Jo Tumhe Muzhse Mohabat Hai Koi,
Mu6zhse Milne Ki Aagar Tumko Bhi Chahat Hai Koi,
Tum Koi Rasam Nibhane Ke Liye Mat Aana.
Ab Agar Aayo To Jane Ke Liye Mat Aana,
Sirf Ehsaan Jatane Ke Liye Mat Aana,

,

Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
bhool mat jana by Pooja in Shayri-E-Dard « 1 2 3 4 »
Mar jana chahta hai by paro_ka_deva_devdas in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Gham-e-Hijar Se Na Dil Ko.................................. by waheed_rose2004 in Shayri-E-Dard
mujhse dur na jana o jana. . . by tinda in Shayri for Khumar -e- Ishq
*****ana jana ***** by Sonu in SMS , mobile & JOKES
Gesu
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
19 hours and 44 minutes.

Posts: 2743
Member Since: Sep 2005

View Profile
«Reply #46 on: October 17, 2006, 08:18:08 AM »
Reply with quote
Quote from: "Sonu"
Ab Agar Aayo To Jane Ke Liye Mat Aana,
Sirf Ehsaan Jatane Ke Liye Mat Aana,

Maine Palko Pe Tamannaye Saja Rakhe Hai,
Dil Mai Umeed Ki Soo Shame Jala Rakhi Hai,
Yeh Hasi Shamme Buzhane Ke Liye Mat Aana,
Ab Agar Aayo To Jane Ke Liye Mat Aana,
Sirf Ehsaan Jatane Ke Liye Mat Aana,

Pyar Ki Aag Me Janjire Phighal Sakti Hai,
Chahne Walo Ki Takdire Badal Sakti Hai,
Tum Ho Bebas Yah Batane Ke Liye Mat Aana,
Ab Agar Aayo To Jane Ke Liye Mat Aana,
Sirf Ehsaan Jatane Ke Liye Mat Aana,

Ab Tum Aana Jo Tumhe Muzhse Mohabat Hai Koi,
Mu6zhse Milne Ki Aagar Tumko Bhi Chahat Hai Koi,
Tum Koi Rasam Nibhane Ke Liye Mat Aana.
Ab Agar Aayo To Jane Ke Liye Mat Aana,
Sirf Ehsaan Jatane Ke Liye Mat Aana,

,
Sirf Ehsaan Jatane Ke Liye Mat Aana,

Maine Palko Pe Tamannaye Saja Rakhe Hai,
Dil Mai Umeed Ki Soo Shame Jala Rakhi Hai,
Yeh Hasi Shamme Buzhane Ke Liye Mat Aana,
Ab Agar Aayo To Jane Ke Liye Mat Aana,
Sirf Ehsaan Jatane Ke Liye Mat Aana,

Pyar Ki Aag Me Janjire Phighal Sakti Hai,
Chahne Walo Ki Takdire Badal Sakti Hai,
Tum Ho Bebas Yah Batane Ke Liye Mat Aana,
Ab Agar Aayo To Jane Ke Liye Mat Aana,
Sirf Ehsaan Jatane Ke Liye Mat Aana,

Ab Tum Aana Jo Tumhe Muzhse Mohabat Hai Koi,
Mu6zhse Milne Ki Aagar Tumko Bhi Chahat Hai Koi,
Tum Koi Rasam Nibhane Ke Liye Mat Aana.
Ab Agar Aayo To Jane Ke Liye Mat Aana,
Sirf Ehsaan Jatane Ke Liye Mat Aana,

wah sonu ji bahut khoob...........bus yahi iltijaa hai tumse
ke tum shayari likhe bina yahaan se matt jana!!!!!!!!!bahut hi badiya likhti ho....keep it up......
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #47 on: October 17, 2006, 05:54:13 PM »
Reply with quote
ur  Welcome  Sonu.....  wig laganae waali......  Gesu  jee........   and  awesome  again.....  Sonu...
Logged
anjani_si
Guest
«Reply #48 on: October 18, 2006, 09:57:38 PM »
Reply with quote
sonu di...im absolutely speechless :D:D:D:D:D:D

ankhoin mein bunh rahi hoon nayee khwab mein
dil mein roshni ka naya diya jhala rahi hoon mein
aye ho o sanam abbh meri zindagi se yuhn na jaana
kiya phir se koyi dhookha tu meri laash ko pana
dekhna bhi na meri taraf jabh jaaye mera janaza
kaheen badnaam na kar dhoon tujhe isse liye mujhe maath apna banana
huwi koyi khattha humse tu maaf kar jana
karte nahi hum tumse nafrat parh tumhari nafrat seh nahi sakte
kiya tumne jo mujhe aikh ishara tu mujhe apni bahoin mein panna :D:D:D:D
Logged
Gesu
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
19 hours and 44 minutes.

Posts: 2743
Member Since: Sep 2005

View Profile
«Reply #49 on: October 19, 2006, 10:39:39 AM »
Reply with quote
wah anjani ji again a sixer............
Logged
Sonu
Guest
«Reply #50 on: October 24, 2006, 03:51:53 AM »
Reply with quote
sheytan bachi thanks.... sheytan bachi bahut khoob keya bat hai yaar bahut acha likha hai.... vakey mey yaar tumney to sixer mara hai  :lol:  :lol: dhuni ko bhi pechey chudh deya hai :lol:  :lol:

Quote from: "anjani_si"
sonu di...im absolutely speechless :D:D:D:D:D:D

ankhoin mein bunh rahi hoon nayee khwab mein
dil mein roshni ka naya diya jhala rahi hoon mein
aye ho o sanam abbh meri zindagi se yuhn na jaana
kiya phir se koyi dhookha tu meri laash ko pana
dekhna bhi na meri taraf jabh jaaye mera janaza
kaheen badnaam na kar dhoon tujhe isse liye mujhe maath apna banana
huwi koyi khattha humse tu maaf kar jana
karte nahi hum tumse nafrat parh tumhari nafrat seh nahi sakte
kiya tumne jo mujhe aikh ishara tu mujhe apni bahoin mein panna :D:D:D:D
Logged
Sonu
Guest
«Reply #51 on: October 24, 2006, 03:54:19 AM »
Reply with quote
~Bhoola deya~
Bhoola  deya usne humhey
Badalte  waqt ki tarha

Kasam da di bhool jane ki
yeh saza  hai umer-e-qaed ki tarha

dua da di umer-e-hayat ki usne humhey
yeh dua hai baduwah ki tarha

Khush rahna tum Humesha mere baghair
yeh khushi bhi ban gaye aansowoh ki tarha

Baatain rah gaye us ki
Mere dil mein yaadon ki tarha

Toufa usne kya da deya
umer bhar ke leya dard-e-dil ka rog da deya

Hum ko toh hasi bhi milee
Toh dard ki tarha

Bhoola deya us ne "Sonu" ko badalte waqt ki tarha
per "Sonu" usey bhoola na saki badalte mosamo ki tarha
Logged
Sonu
Guest
«Reply #52 on: November 29, 2006, 05:16:57 AM »
Reply with quote
khuwaab saath rehne ke nit naye dekhata hai...
ye jo asal mausam hai ye guzarta jaata hai...

khud ko sabz hi rakha aansoun ki baarish mein...
warna hijar ka mausam kis ko raas aata hai...

to hawaon ka mausam tujh ko kiya khabar janaan...
gard-e-badgumaani se dil toot bhi jaata hai...

aik tum hi the warna aadmi muhabbat mein...
laakh aayein deewarein raastey banata hai...

hum to khair nadaan the muntazir rahe warna...
kaun apni beenayi is tarah ganwata hai...

kitne khuwaab aankhon mein zakham ban ne lagte hain...
jab hawa ke honton pe tera naam aata hai...

senkron dukaanein hain sonu ke charaghon mein...
kaun hijar mein apna ab lahoo jalata hai...
Logged
Sonu
Guest
«Reply #53 on: December 08, 2006, 05:54:52 AM »
Reply with quote
Mere jaan ki jahan se nirali hai ada;
Har andaz hai unka sabse juda,
khafa ho jaye to katil se kam nahi;
Meharban ho jaye to lagte Khuda.
Logged
Pages: 1 2 3 [4]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
May 02, 2024, 03:20:36 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.161 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8499 Real Poets and poetry admirer