-: hum bhi dil laga ke dekhenge :-

by samir_bc on May 19, 2008, 02:02:45 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1123 times)
samir_bc
Guest
Reply with quote
ek baar yeh gunah karke dekhenge
hum bhi dil laga ke dekhenge

suna hai mohabbat zindgi tabah karti hai
hum bhi khud ko mita ke dekhenge
 
suna hai ishq ek aag ka dariya hai
hum bhi khud ko jala ke dekhenge

suna hai raaten karwaton me guzarti hain is pyar me
hum bhi apni neende uda ke dekhenge

suna hai ek ajeeb sa nasha hai yeh chahat
hum bhi apne hosh gavaan ke dekhenge

suna hai kho jate hain aksar pyar karne wale
hum bhi khayalon ki mehfil saja ke dekhenge

hum bhi dil laga ke dekhenge
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Tujh Ko Dekhenge to.....! by sharmaarunkumar in Shayari -e- Husn
hum bhi dekhenge by nilotpal in Shayri for Khumar -e- Ishq
Tadap Kar Hum Bhi Dekhenge by Alam Qazi in Shayri-E-Dard
aaj unki nafraton ki intehan dekhenge by ripan dev in Share:Miscellaneous Shayari
USSEY DIL KI BAAT CHUPA KAR DEKHENGE by pradeep srivastava raunaq in Share:Love Poetry
Talat
Guest
«Reply #1 on: May 19, 2008, 02:12:06 PM »
Reply with quote
Very Nice Samir Applause
Logged
Shikha12
Guest
«Reply #2 on: May 19, 2008, 02:15:41 PM »
Reply with quote
Nice One..
Logged
samir_bc
Guest
«Reply #3 on: May 19, 2008, 06:01:39 PM »
Reply with quote
thanks, mahiya ji, celmira ji


Logged
Sayyid Randeri
Guest
«Reply #4 on: May 20, 2008, 03:28:58 AM »
Reply with quote
bohot umda samir ji...
Logged
samir_bc
Guest
«Reply #5 on: May 20, 2008, 10:19:23 PM »
Reply with quote
bahot bahot shukriya sayyid ji,
Logged
samir_bc
Guest
«Reply #6 on: May 20, 2008, 10:21:54 PM »
Reply with quote
hum bhi dil laga ke dekhenge
kisi ko apna bana ke dekhenge

kisi ki nasheeli ankhon mein
hum bhi khud ko duba ke dekhenge

kisi ke shabnami honto ki
hum bhi narmi chura ke dekhenge

kisi ki mehnki garm sanson se
hum bhi sanso ko mehnka ke dekhenge

kisi ki madhosh adao mein
hum bhi khud ko behka ke dekhenge

kisi ke reshmi jhulfo mein
hum bhi khud ko uljha ke dekhenge

kisi ko apna bana ke dekhenge
hum bhi dil laga ke dekhenge
Logged
Sayyid Randeri
Guest
«Reply #7 on: May 20, 2008, 11:46:45 PM »
Reply with quote
Bohot khoob samir ji
Logged
samir_bc
Guest
«Reply #8 on: May 21, 2008, 09:20:18 AM »
Reply with quote
shukriya sayyid ji
Logged
NOOR41
Guest
«Reply #9 on: May 27, 2008, 09:17:53 AM »
Reply with quote
 Thumbs UP
yar zbrdast jari rakna aap bohat aagye jaho gye
or thora sa wazan barabar rakho larkara jatye ho kuch jagouhun py
otherwise good
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 18, 2024, 09:08:34 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.158 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer