Ladke_hain_duffer
Guest
|
Tu mujhse dur hi sahi per Tere pyaar ko dil mein bssa rakha hai
Tere annsu kahin gir na jayen Humne tujhe sambhal rakha hai
Ishq ka rog hi sahi lekin Humne ye rog paal rakha hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
Pooja
Guest
|
 |
«Reply #1 on: September 26, 2005, 09:27:43 PM » |
|
Wah Kurriye kamal kitta hai!! Good one LHD!!
Tera payar hi to hai mera sahara Dekhati hu teri najro se her kinara
Jo ho sath tera to kuch bhi mai kar jaau tu kahe to asmaan ko dharati per le aau
dil mai teri payar ke phool khilaty hai milati hai zindagi, jab hum tumse milty hai!!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
nice_off_me
Guest
|
 |
«Reply #2 on: September 27, 2005, 02:58:54 PM » |
|
buhut acha likha hai lhd ji and pooja ji....really nice woridng keep writing
door rehna humari kismat hai paas na aana unki kismat hai dil mein dharakna humari kismat hai dil ko dukhana unki kismat hai.....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
BeNam
Guest
|
 |
«Reply #3 on: September 27, 2005, 02:59:12 PM » |
|
--- Masha allah --- Ladke_hain_duffer ---
Ger ladkon ko duffer samajhate ho toh un per marate hai kyun, Husn ki yeh ada bhi narali hai, dur rahete hai toh tadapate hai kyun!
--- Poojaji ab aap ke liye -----
Dekh kar Husn ki himmat aaj banda mamnoon hai, Aisa nahi bayan hota ki Husn ab magroor hai, Ishq ki adat si ho gayi hai husn ko ab toh, Batain bhi karate hain Deewane si ab toh!
--- BENAM ------- Banda majboor hai mahobaat main teri, Warna jhukana nahi fidarat main meri!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Ladke_hain_duffer
Guest
|
 |
«Reply #4 on: September 27, 2005, 07:56:52 PM » |
|
Jab woh mujhse baat karten hain Saari duniya ke log mujhse jalten hain
Aksar yeh kaha jaata hai unke bare mein Woh to nazaron se qatal-e-aam karte hain
ab to yeh alam hai ki jab milti hoon unko main Nazar kehti hai kuch aur log yuhi badnaam karten hain
Khuda jane kab khatam hoga yuun qatal hone ka silsila Sab kyu unka aur mera naam ek saath liya karten hain
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Pooja
Guest
|
 |
«Reply #5 on: September 27, 2005, 08:00:40 PM » |
|
Good one LHD!!!
--Apka Jawab BeNam!!---
Jab hum baat karty hai chad tare sath sath chalaty hai!!
Kab Suraj akar hume darata hai Judai ka wo lamha barra satata hai!!
dil mai ab to unke hi phool khilaty hai zindagi mahakti hai jab wo wapis akar milty hai!!
dil ko karar rooh ko meri chain atta hai wo bane mere manmeet, yahin soch kar jhoom jata hai!!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
akela
Guest
|
 |
«Reply #6 on: September 27, 2005, 08:17:32 PM » |
|
too good.......pooja ji..........ladke....,benam jii...and nice off
|
|
|
Logged
|
|
|
|
tushar_4u_im
Guest
|
 |
«Reply #7 on: September 28, 2005, 10:42:31 AM » |
|
Tu mujhse dur hi sahi per Tere pyaar ko dil mein bssa rakha hai
Tere annsu kahin gir na jayen Humne tujhe sambhal rakha hai
Ishq ka rog hi sahi lekin Humne ye rog paal rakha hai dil me basa k aapna banake ....... tune mujh per aahsan kiya,....... sach kahu tu mane na mane.... har din rub to pehle maine tera naam liya......
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Ladke_hain_duffer
Guest
|
 |
«Reply #8 on: September 29, 2005, 02:11:04 PM » |
|
woh chahta hai mujhe iss kadar jaise kisi ne na kisi ko chaha ho Pyaar ussi ko milta hai e-mere dost jisne sacche dil se usse manga ho
|
|
|
Logged
|
|
|
|
nidhi_yadein
Umda Shayar
Rau: 2
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~
Posts: 5725 Member Since: Nov 2004
|
 |
«Reply #9 on: September 30, 2005, 10:52:21 AM » |
|
Bohat acha likha hai LHD,Pooja ji and Benaam aapni bhi bohat acha likha hai  .
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Ladke_hain_duffer
Guest
|
 |
«Reply #10 on: October 03, 2005, 05:15:21 PM » |
|
Shukriya Nidhi ........ !!
Kisi aur ko ye nazar kyu dekhe? Ke iss mein har dum baase ho aap Kaise ho gawara iss dil ko koi aur Ke dil mein saanse ban ke base hue hai aap Ghair ka sapna dekhen ye aankhen namumkin Khawabo ke darichon mein saje hue hai aap Sochte hai tumhe ek Pal mein kai kai baar Ab Paimana-e-Fikar mein bhi Bhare hue hai aap
|
|
|
Logged
|
|
|
|
nidhi_yadein
Umda Shayar
Rau: 2
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~
Posts: 5725 Member Since: Nov 2004
|
 |
«Reply #11 on: October 03, 2005, 05:42:13 PM » |
|
waaaahhhh....again very nice Pooja  . "Nazar me tum is kadar bas chuke ho ab, jahan dekhun tum hi nazar aate ho mujhe, na jaane kaisi kashish hai is pyaar me, mere dost har waqt hosh me laate hain mujhe." 
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Ladke_hain_duffer
Guest
|
 |
«Reply #12 on: October 03, 2005, 08:03:56 PM » |
|
Nidhe wah bahut accha likha hai :wink:
samandar ki tarha mizaaj hai mere mehboob ka pal pal badalti hui woh aadayen usski aise hi to haara nahii main ne dil aapna mere dil ko lubhati hui woh nighayen usski !!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
tushar_4u_im
Guest
|
 |
«Reply #13 on: October 04, 2005, 03:56:32 PM » |
|
Nidhe wah bahut accha likha hai :wink:
samandar ki tarha mizaaj hai mere mehboob ka pal pal badalti hui woh aadayen usski aise hi to haara nahii main ne dil aapna mere dil ko lubhati hui woh nighayen usski !! dil diya tujhe chaha hai tumhe janmo janam...... dil diya tujhe chaha hai tumhe janmo janam...... shayad kabhi talak hoge humare hoge ek pal k liye......
|
|
|
Logged
|
|
|
|
nidhi_yadein
Umda Shayar
Rau: 2
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~
Posts: 5725 Member Since: Nov 2004
|
 |
«Reply #14 on: October 04, 2005, 05:13:56 PM » |
|
wow Pooja bohat hi pyara likha hai  and thanx....nice one tushar. Aaj main form me nahi hun :oops: 10min ho gaye shayri nahin ban rahi  ,phir kabhi likhungi.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|