Ishq ka Rog

by Ladke_hain_duffer on September 26, 2005, 09:23:57 PM
Pages: 1 ... 22 23 24 25 [26] 27 28
ReplyPrint
Author  (Read 28254 times)
Gesu
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
19 hours and 44 minutes.

Posts: 2743
Member Since: Sep 2005


View Profile
«Reply #375 on: October 11, 2006, 06:22:45 AM »
Reply with quote
Quote from: "mili_genie"
wa tabrez ji .. kya baat hai ... keep it up...


Wo apna hai ya begana.. achha lagta hai,
Do pal uske saath bitana.. achha lagta hai,
Roz bahane kar ke jana.. achha lagta hai,
Ik jhalak bhi uski pana.. achha lagta hai,
Kahne ko jab chaahun.. haan kar degi woh,
Lekin phir bhi uska na na.. achha lagata hai,
Uski baat kuchh alag hai.. mujhko kuchh bhi kah le,
Aashiq, pagal ya deewana.. achha lagta hai,
Usko log shama kahte hain.. muskati hai wo,
Mujhko kahte hai parwana.. achha lagta hai,
Rishta hai na jane.. mera usse kiya,
Mere khawabon mein bhi uska aana.. achha lagta hai

Not mine


wah wah bahut khoob.........
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
ishq hai by nishita in Songs & Lyrics « 1 2 3 4 »
Ishq by c00l in Shayri for Khumar -e- Ishq
!! Ishq !! by muneeb in Shayri-E-Dard
Ishq by Amit Janglan in Shayri for Khumar -e- Ishq
ishq ishq na kareya kar by dil apna punjabi in Pain in Love : Punjabi poetry
Gesu
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
19 hours and 44 minutes.

Posts: 2743
Member Since: Sep 2005


View Profile
«Reply #376 on: October 11, 2006, 06:24:08 AM »
Reply with quote
Quote from: "mili_genie"
hey thanx waheed bhai...

Dooba hoon mohabbat mein teri,
Kinara tera dil hoga.
Saharay ki zaroorat hai mujhe,
Jeena warna mushkil hoga.
Lehrein si uthi hain,
Tarap dil main tujhe paanay ki,
Tufaan se bhi bechain,
Mohabbat main yeh dil hoga.


bahut khoob mili ji bahut hi acche acche sher......... Usual Smile
Logged
Gesu
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
19 hours and 44 minutes.

Posts: 2743
Member Since: Sep 2005


View Profile
«Reply #377 on: October 11, 2006, 06:28:59 AM »
Reply with quote
Quote from: "mili_genie"
Unse mohabbat ki hain yehi is dil koh samjhaaye jaate hain,
Kaanto seh parhez nahi, unki kami seh ghabraaye jaate hain,

Dooriyaa aapki hume har lamha yaad dilaaye jaate hain,
mushkil safar mein aapki yaado ki chaadar lehraaye jaate hain,

Unke bataaye raaste par khadmo koh behosh chalaaye jaate hain,
ummeed ki leher jagaayi unhone, ki kinaare seh takraaye jaate hain,

Ashiqo ki khadar nahi zamaane mein ki unhe tadpaaye jaate hain,
Mohabbat karne waalo ke har taraf janaaze utaaye jaate hain.


Not mine


wah wah nice collection.....
Logged
mili_genie
Guest
«Reply #378 on: October 12, 2006, 01:36:30 PM »
Reply with quote
thanx a lot gesu ji...
Logged
Gesu
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
19 hours and 44 minutes.

Posts: 2743
Member Since: Sep 2005


View Profile
«Reply #379 on: October 12, 2006, 01:38:40 PM »
Reply with quote
Ishq ka rog lag jaye jise woh har pal tadapta hai,
Bekarari ka sabab ikattha karke karar dhoondta hai.....

gesu's koshish!!!!!!!!
Logged
mili_genie
Guest
«Reply #380 on: October 12, 2006, 02:07:22 PM »
Reply with quote
good one .... gesuji
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #381 on: October 12, 2006, 06:23:36 PM »
Reply with quote
Great  Job  Milind.........  Gesu..........  ...kaash  Pooja bhi yahan  hoti......  :oops:
Logged
angel4u
Guest
«Reply #382 on: October 12, 2006, 06:38:24 PM »
Reply with quote
Tere Sabhi GaMon Ko SaMet Lun Tujhe Itna Pyaar Dun,
Teri Udasiyon Ko Mita Ke Teri Har ShaaM Nikhar Dun,

Teri Aankhon Mein Chhupi Khizan Mere Dil Pe Asar Kar Gayi,
Tere Wajood Ko Mehka De Jo Tere Labon Ko Wo Bahaar Dun,

Teri Ek Muskurahat Ka Badal Kuch Ho Nahi Sakta Magar,
Jo Mile Tujhe Khushi Agar Main Apni Jan Bhi Waar Dun,

Aagaya Hai Jo Hijr Ka Daur Tere Mere DarMiyan,
Jo Mile Mujhe Fursatein Ye Waqt Ka Qarz Utaar Dun,

Tanhaiyon Ke Tufaan Se Jo Bikhar Gaye Hai Sabhi,
Jo Kahe Tu Agar Aa Teri Har Uljhan Ko Sanwaar Dun,

Meri Ek Nigah Bhi Hai Teri Ek Nazar Ki Muntazir,
Jo Kare Tu Nazar Idhar Tujhe Duaein BeshuMar Dun,

Na Dhan Se, Na Daulat Se Na Duniya Se Koi Wasta Mera,
Chale Jo Bas Agar Tere Sang Zindagi Guzar Dun...
* * * * *
Logged
Zamir Ka Qaidi
Guest
«Reply #383 on: October 12, 2006, 10:57:03 PM »
Reply with quote
Bohaut thak chukaa abb sona chata hoon
Iss zindagi ko main khona chata hoon
Aye khuda bulaley mujh ko apney pass
Main sirf tere serhaney rona chata hoon

Well Done Angel4u
Logged
Gesu
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
19 hours and 44 minutes.

Posts: 2743
Member Since: Sep 2005


View Profile
«Reply #384 on: October 13, 2006, 05:21:13 AM »
Reply with quote
Quote from: "angel4u"
Tere Sabhi GaMon Ko SaMet Lun Tujhe Itna Pyaar Dun,
Teri Udasiyon Ko Mita Ke Teri Har ShaaM Nikhar Dun,

Teri Aankhon Mein Chhupi Khizan Mere Dil Pe Asar Kar Gayi,
Tere Wajood Ko Mehka De Jo Tere Labon Ko Wo Bahaar Dun,

Teri Ek Muskurahat Ka Badal Kuch Ho Nahi Sakta Magar,
Jo Mile Tujhe Khushi Agar Main Apni Jan Bhi Waar Dun,

Aagaya Hai Jo Hijr Ka Daur Tere Mere DarMiyan,
Jo Mile Mujhe Fursatein Ye Waqt Ka Qarz Utaar Dun,

Tanhaiyon Ke Tufaan Se Jo Bikhar Gaye Hai Sabhi,
Jo Kahe Tu Agar Aa Teri Har Uljhan Ko Sanwaar Dun,

Meri Ek Nigah Bhi Hai Teri Ek Nazar Ki Muntazir,
Jo Kare Tu Nazar Idhar Tujhe Duaein BeshuMar Dun,

Na Dhan Se, Na Daulat Se Na Duniya Se Koi Wasta Mera,
Chale Jo Bas Agar Tere Sang Zindagi Guzar Dun...
* * * * *


excellent angel ji..........
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #385 on: October 13, 2006, 06:25:53 PM »
Reply with quote
Wonderful  huzena,................  :lol:
Logged
angel4u
Guest
«Reply #386 on: October 13, 2006, 07:28:56 PM »
Reply with quote
Thanks zkq and gesu ji and waheeeeeeeddddddddd
Logged
mili_genie
Guest
«Reply #387 on: October 14, 2006, 07:12:25 PM »
Reply with quote
wa kya baat hai ... .angleji.. and thanx waheed bhai......
Logged
mili_genie
Guest
«Reply #388 on: November 01, 2006, 02:33:29 PM »
Reply with quote
Kabhi ussey bi meri yaad stati ho gi
     Apni ankhon main merey khuaab sajati ho gi
 
Wo jo her waqt khiyaalon main bassi rehti hai
Kabhi to meri bi sochon main kho jaati ho gi
 
Wo jiski raah main palkein bichi rehti hain
Kabhi mujhey bi apney pass bulati ho gi
 
  Labon per rehti hai wo her pal hansi bann ker
  Tasawar se merey , wo bi muskuraati ho gi
 
Wo jo shaamil hai merey geet merey naghmon main
 Kabhi tanhai main mujh ko gun   gunaati ho gi
 
Jis ke liey mera dil beqaraar rahta hai
Merey liey apna chain bi guanti ho gi
 
Jiss se izhaar e wafa her pal karna chahoon
Kabhi iqraar to wo bi karna chahti ho gi
 
Jiske liey meri her raat hai karwat karwat
Kabhi to ussey bi neend na aati ho gi
 
Jiski ulfat ki shamah se hai mera dil roshan
Meri chahat ke wo bi deep jalati ho gi
 
Ghame -e- firaaq mera hi muqadar hai ya phir
Meri judaai ussey bi yunhi rullati ho gi


Poet : - SANTOSH VISHWAKARMA
Logged
mili_genie
Guest
«Reply #389 on: November 15, 2006, 11:20:14 AM »
Reply with quote
har khushi humne aapki nazar kar di
  saara gham aanchal me samet liya
  roshni ko aapka pata de diya humne
  andhere se ek pal me rishta jod liya
   
  Khuda kare gulshan ka har phool aapka ho
  kismat ke kaanto par apna naam likh liya
  hothon par muskaan aapke sada rahe
  humne toh aansuon se pyar kar liya
   
  jhilmilati har shaam pe aapka hakk ho
  humne toh tapti reth me apna basera kar liya
  lehron ko niharo aap door kinare se
  humne toh apni kashti toofan ke naam kar diya

Not Mine
Logged
Pages: 1 ... 22 23 24 25 [26] 27 28
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
August 02, 2025, 10:22:04 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[August 02, 2025, 03:27:16 PM]

[July 30, 2025, 02:57:12 AM]

[July 18, 2025, 02:35:31 AM]

[June 23, 2025, 02:05:39 PM]

[June 23, 2025, 02:02:55 PM]

by ASIF
[June 06, 2025, 10:19:27 AM]

[June 01, 2025, 08:24:19 AM]

[May 28, 2025, 05:39:43 AM]

[May 26, 2025, 08:22:09 AM]

[May 20, 2025, 05:19:02 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.124 seconds with 22 queries.
[x] Join now community of 8514 Real Poets and poetry admirer