Jab tu saath hoti hai..

by redwhitegang on June 05, 2006, 11:34:22 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1943 times)
redwhitegang
Guest
Reply with quote
Jab tu saath hoti hai..
Tujhe didaar karta hu paar pyar ka ehsaas nahi hoti
Jab tu durr chali jati hai..
To dil rota hai tere liye paaar uski awaaz nahi hoti
Aur jab tu phir lautke aati hai..
Dil chah ta hai kehna paar labo ka saath nahi hoti
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
kaash tu saath hoti by vikas_chandra in Shayri-E-Dard
Rehtey Hain Saath Saath Mai Aur Meri Tanhai by waheed_rose2004 in Shayri for Dard -e- Judai
Hum Saath Saath Hain by Delicate_Doll in Mazahiya Shayri(Funny Shayari) « 1 2 ... 23 24 »
Tum hoti to aisa hota,tum hoti to waisa hota by waheed_rose2004 in Mazahiya Shayri(Funny Shayari) « 1 2 ... 7 8 »
too mere saath hoti hai by aru12 in Shayri for Khumar -e- Ishq
Anushka
Guest
«Reply #1 on: June 05, 2006, 09:05:08 PM »
Reply with quote
Quote from: "redwhitegang"
Jab tu saath hoti hai..
Tujhe didaar karta hu paar pyar ka ehsaas nahi hoti
Jab tu durr chali jati hai..
To dil rota hai tere liye paaar uski awaaz nahi hoti
Aur jab tu phir lautke aati hai..
Dil chah ta hai kehna paar labo ka saath nahi hoti


Wow bahut acha likha RWGji

TUMHAIN MUJEH SAY MUHABBAT HAI
MAIN SARI UMER KI APNI MUHABBAT KA

SILA IS KO SAMAJEH LOON Ge
YEH BAQI ZINDAGI SARI BETANAY KO

MUHABBAT KA WOH AIK LAMHA HI KAFI HAI
KAY JIS LAMHAY TUMHAIN IZHAR KARNA HAI

TUM INN SADIYOON SAY US LAMHAY KO CHUN LAINA
MAIN IS LAMHAY MAIN SADIYOON KO SAMOON DOON GE...(NM)
Logged
mrkotians
Guest
«Reply #2 on: June 05, 2006, 09:50:32 PM »
Reply with quote
well written RWG...

Har dhadkan mein ek raaz chupi rehti hain,
aur baat ko batane ka ek andaaz rehti hain,
jab tak thokar bewafai ki thokar na lage
har kisi ko apne pyar par naaz rehti hain.


Quote from: "redwhitegang"
Jab tu saath hoti hai..
Tujhe didaar karta hu paar pyar ka ehsaas nahi hoti
Jab tu durr chali jati hai..
To dil rota hai tere liye paaar uski awaaz nahi hoti
Aur jab tu phir lautke aati hai..
Dil chah ta hai kehna paar labo ka saath nahi hoti
Logged
redwhitegang
Guest
«Reply #3 on: June 06, 2006, 06:59:19 AM »
Reply with quote
Quote from: "Anushka"
Quote from: "redwhitegang"
Jab tu saath hoti hai..
Tujhe didaar karta hu paar pyar ka ehsaas nahi hoti
Jab tu durr chali jati hai..
To dil rota hai tere liye paaar uski awaaz nahi hoti
Aur jab tu phir lautke aati hai..
Dil chah ta hai kehna paar labo ka saath nahi hoti


Wow bahut acha likha RWGji

TUMHAIN MUJEH SAY MUHABBAT HAI
MAIN SARI UMER KI APNI MUHABBAT KA

SILA IS KO SAMAJEH LOON Ge
YEH BAQI ZINDAGI SARI BETANAY KO

MUHABBAT KA WOH AIK LAMHA HI KAFI HAI
KAY JIS LAMHAY TUMHAIN IZHAR KARNA HAI

TUM INN SADIYOON SAY US LAMHAY KO CHUN LAINA
MAIN IS LAMHAY MAIN SADIYOON KO SAMOON DOON GE...(NM)



very nice Anushka :D  

Logo ko aksar kehte suna:
"Zinda rahe toh phir milenge".
Magar aap se mil ke
Ish dil ne mehasoos kiya hai ki,
"Aapse milte rahe toh Zinda Rahenge".


Aur Mrkotians  aap ka rply bhi bohot hi achcha tha shukriya!
meherbaani kar ke hamara housla ayese hi afjai karte rahiye :D
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 26, 2024, 06:32:42 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.081 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer