Kabhiya nahi khana ka main tum sa pyar nahi karta (personal)

by muneeb on November 23, 2004, 04:19:51 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 5023 times)
muneeb
Guest
Reply with quote
"Kyun Aj Teri Ankhon main Kho Jane Ka Je Chahta Hai
Kyun Aj Teri Bahon Mian Sama Jane Ka Je Chahta Hai...

Na Hume Koi Rokawat Hai Na Koi Pabandi
Phir Kyun Aj Bebas Ho gane Ka Je Chahta Hai...

Hum Jinhain Chahain Zaroori Nahi Ke Wo Bhi Hume Chain
Phir Kyun Aj Teri Khamosh Chahatoon Ko Chahne Ka Je Chahta Hai...

Bhol Gaye Hum Har Ik Cheez Ko Teri Yadoo Main Kho Kar
Phir Kyun Aj Teri Yaadon ko Chahne Ka Je Chahta Hai...

Garit Hain Ye Hont Jinhain Chone Ki Saza Moo Hai
Phir Kyun Aj In Honton Ko Cho Lene Ka Je Chahta Hai...

Seyaa Raat Ke Daman Main Chamakte Chand Ko
Kyun Aj Sine Se Lga Lena Ka Je Chahta Hai...

Ab Na Karoo Asi Batain Ke Tum Par Meet Jane Ka Je Chahta Hai...

Na Ao Itna Qareeb Ke Aj Har Had Se Guzar Jane Ka Je Chahta Hai...
................................................. .............hhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhh. ................................................. .............

WO HUMARA HO GA

"IOSKI ANKHION MEIN MOHABBAT KA SITARA HO GA....AIK DIN AAYE GA WO SHAKS HUMARA HO GA

TUM MEREY LIYE JAHAN SEEPIYAN CHUNTI HO GI....WO KISI AUR HI DUNIYA KA SITARA HO GA

ZINDAGI AB KEH MEREY NAAM NA SHAMIL KARNA....GAR YEH TEH HAI KEH YEH HI KHEL DOUBARA HO GA

JISKEY HOUNEY SAY MERI SANS CHALA KARTI THI....KIS TARHAN IOSKEY BEGHAIR APNA GUZARA HO GA

YEH KOUN ROTA RAAT KEY SANATION MEIN YAHAN....KOI MEREY JAISA HI HIJAR KA MARA HO GA

KAAM MUSHKIL HAI MAGAR JEET HI LOON GA IOSKO....MEREY MOULA KA "WASI" JO HI ISHARA HO GA
................................................. .............
hhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhh

Na Samjo Yeh Kay Mein Tumhein Pyar Nahi Karta

"Na Samjo Yeh Kay Mein Tumhein Pyar Nahi Karta
Bas Yeh Kay Mein Duniya Say Taqraar Nahi Karta

Senay Mein Dil Hay Mere Bhi
Bas Yeh Kay Mein Izhar Nahi Karta

Di Hay Badnami Mujhe Tere Mohabbat Nay
Bas Yeh Kay Mein Tujh Say Gila Nahi Karta

Daikhta Hon Tumhein Mein Chupke Chupke
Bas Yeh Kay Mein Sab Ko Hoshiar Nahi Karta

Tere Mohabbat Dekh Kar Hota Hay Fakhar Mujhe Khud Par
Bas Yeh Kay Mein Tujhe Par Zahir Yeh Baat Nahi Karta

JJJJJJJJJJJJJJJJJJJJJJJJJJJJJJJJJJJJJJJJJJJJJJJJJ JAAAAAAAAAAAAAAAAAAAAAAAAAAAAAAAAAAAAAAAAAAAAAAAA AAAAAAAAAAAAAAAAAAAAAANNNNNNNNNNNNNNNNNNNNNNNNNNN NNNNNNNN......................................... ......................
EK APPNA
Logged
immi
Guest
«Reply #1 on: November 23, 2004, 05:08:26 PM »
Reply with quote
Nice Muneeb !!!!! wah ...
Logged
nikkie
Guest
«Reply #2 on: March 16, 2011, 12:04:18 AM »

love9
Logged
Advo.RavinderaRavi
Guest
«Reply #3 on: April 02, 2013, 03:02:05 AM »
Reply with quote
V.Nice.
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 24, 2024, 10:17:52 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.167 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer