kash

by hina ki talsah on June 07, 2009, 09:54:48 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 682 times)
hina ki talsah
Guest
Reply with quote
Kash meri zindgi me koi sapna sach hota, kash meri zindgi me koi apna hota,
Kash meri zindgi me yaaro, ye kash hi Na hota.
 Wadain karte hai,kasme khate hai,phir bhi na jane kyu log sath chhod jate hai,
Hame to taklif hoti hai fool todne me bhi,na jane log dil kaise tod jate hai.
Rulane se pehle ek bar hasaya to hota, kasoor kya hai is dil ka bataya to hota,
mili saza us khata ki Jo Na ki kabhi hamne, kash ye dil kahi lagaya hi Na hota.
Doston ki mohabbat ne, aaj hamari ankhen bhar di,
Kabhi Jo kasam khayi thi, aaj wohi kasam tod di.
Bhari mehfil mein tanha mujhe rehna sikha diya, tere pyaar ne duniya KO jhooth kahna sikha diya,
Kisi Dard ya khushi ka ehsaas nahin hai ab to, sab kuch zindagi ne chup-chap sahna sikha diya.
Samandar Ki Lehre Hi,Reet Ki Lakiro Ko Mitta Deti Hai,
Hum Nahi Kehte Par Duniya Kehti Hai,Hota Hai Jo Apna Preet,
Usi Ki Yaad Rula Deti Hai.
Aanken band kar bhi, hum tera deedar karte hain,
Aye sanam, hum to sirf tum se pyar karte hain,
Lakh chaah kar bhi main tujhe bhula nahi sakta,
Saans rahte, teri tasvir aankhon se hataa nahi sakta,
Aakhiri pal tak o bewafaa, tujehe yaad karta hoon,
Teri yaadon ko seene mein basaa kar chalta hoon.
Aaj phir dil hai kuchh udaas-udaas, jaane kyun ek mayusi si chhayi hai,
Aaj fir palkon pe Pani Hai, bheer mein hoon phir kyun ye tanhai hai.
Hontho ki zuban ye ansoo kehete hai,
Jo chup rete hai fir bhi behete hai,
Aur in aasuon ki kismat to dekhiye,
ye unke liye behte hain jo in ankhon mein rehte hain
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
^KASH^ by yasir_sensitive in Shayri-E-Dard
kash by muneeb in Shayri for Dard -e- Judai
kash!****************** by fakharenaveed in Shayri for Khumar -e- Ishq
KASH EID PE by fakharenaveed in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
Kash by Sonu in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2 3 4 »
poppoetry
Guest
«Reply #1 on: June 07, 2009, 10:10:15 AM »
Reply with quote
good combination hina ji.....
Logged
Roja
Guest
«Reply #2 on: June 07, 2009, 10:20:35 AM »
Reply with quote
hmm Nice post Hina
Logged
Talat
Guest
«Reply #3 on: June 07, 2009, 10:23:01 AM »
Reply with quote
Well...Nice Sharing !

Please mention Not Mine.
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
March 28, 2024, 09:17:09 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 08:02:59 PM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]

[March 16, 2024, 03:21:26 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.106 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8502 Real Poets and poetry admirer