Kashmakash

by thycreator on April 23, 2005, 09:51:44 AM
Pages: 1 ... 10 11 12 13 [14] 15 16 17 18 19
ReplyPrint
Author  (Read 11245 times)
thycreator
Guest
«Reply #195 on: May 10, 2005, 12:32:20 PM »
Reply with quote
Quote from: "Talat"
Good Work... Sandhaya and Amit ...........................


Thanx a lot Talat ji.............
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
kashmakash by neerajB in Shayri-E-Dard
- Kashmakash - by Meena in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Ye zindagi ki kashmakash.....!!! by Talat in Shairi - E - Zindagi « 1 2  All »
Kashmakash by sunilastin in Shayri for Khumar -e- Ishq
kashmakash by chitralsony in Shayri for Khumar -e- Ishq
thycreator
Guest
«Reply #196 on: May 10, 2005, 12:34:49 PM »
Reply with quote
Quote from: "sandhaya"
Quote from: "thycreator"
Quote from: "sandhaya"
tuh itna gumaan na kar dua lene main ae dost.........
ki dene wale ne diya hai sabkuch tujhe teri hi balai ke liye


Sandhaya ji,
Nahi gumaan ab hame iss dunia mein kissi bhi seh ka,
Uske pyar ka gumaan kiya aur usko hi kho diya......


Khona pana tuh baat hai nasibon ki
ki iskeliye tuh kisiko koi iljaam na de


Naseeb jisse kehte hai usse mai manta hi nahi,
Taqdeer apne hath se khud likhta hai insaan...
Logged
thycreator
Guest
«Reply #197 on: May 10, 2005, 12:36:28 PM »
Reply with quote
Quote from: "sandhaya"
Quote from: "thycreator"
Quote from: "sandhaya"

unki aadaon ko tuh unka sitam na samaj
ki hasianain jatati hai mahobaat kuch issi tarah se


Wah Sandhaya ji,
Koi jake kahe haseenaon se,ye muhabbat dil ka khel hai,
Isse dillagi bana kar dilon se khelna nahi accha....


Sukhriya Creator Ji..............

dillagi na karenge vo kabhi bhi tujhse
ki tujhe hi tuh apna dil banaya hai unhone


Wah Sandhaya ji,
Unka dil hum ban jaye ye kabhi socha hi nahi humne,
Unke pyaar ke ik nazar ki adad darkaar thi hame....
Logged
thycreator
Guest
«Reply #198 on: May 10, 2005, 12:39:18 PM »
Reply with quote
Quote from: "sandhaya"
sukhriya aur bahut khoob
tujhe suli pe chadate hai vo kuch iss tarah  jaise
teri jaan niklne se pehle teri kabar main unhe tera intazar ho jaise


Unka sath jo hota toh gham hame kis bat ka hota,
Khush hai hum khatam hue unhe aabad karne mein.
Logged
thycreator
Guest
«Reply #199 on: May 10, 2005, 12:45:01 PM »
Reply with quote
Quote from: "sandhaya"


ur welcome and good words...
khuda ne hume milaya hai kaise sukhariya ada karen uska
ki gunahgar hai hum abh tuh uss khuda ke
ki humne uski jagah di hai apne yaar ko dil main  

ishq rasule waffa hai rasule rasm nahi
jis tarah sir jukane ko nahi kehte sajda karna (nm)


Wah Sandhaya ji.......
Pyar ka har lamha hi toh ibadat e khuda hai,
Jab pyar kar liya toh khuda se kya darna...
Logged
thycreator
Guest
«Reply #200 on: May 10, 2005, 12:46:45 PM »
Reply with quote
Quote from: "sandhaya"

creator ji
aap nahi samajenge humare jajbaaton ko
ki tumhe hui hai mahobat ek anjaan se
hum darte hai ijhaar se "AMit "
ki humne tuh dekhi hai mahobat apne hi dost main


Sandhaya ji,
Ek anjaan se nahi ki jati muhabbat kabhi aye dost,
Dosti hi sada muhabbat ka pehla kadam hota hai...
Logged
thycreator
Guest
«Reply #201 on: May 10, 2005, 12:50:46 PM »
Reply with quote
Quote from: "sandhaya"
Quote from: "thycreator"
Quote from: "sandhaya"
Creator ji gur farmaiye jara

deti hai misaal unke roop ki  parian bhi
ki jab kabhi khubsurati ki baat chalti hai paristan main
tum unhe bepardha dekhne ki galati na karna
ki usko tuh dekhta hai khuda bhi dil thaam ke


Wah Wah....kya bat kahi hai,
Unke deedar ko ye aankhen bhi jane kabse tarsi hai,
Ab toh dekhna hi hai unhe jindagi jane ki shart pe...


sukhriya creator ji
teri aankhon ki chamak badh jayegi diwaane
ki jab vo apni aankhon se pilayenge tujhe


Sandhaya ji,
Unki nigahon ke jam pe kurban karde hum dunia ki mai,
Jo nasha un aankhon mein hai wo kissi sharab mein kahan.
Logged
thycreator
Guest
«Reply #202 on: May 11, 2005, 03:44:48 PM »
Reply with quote
Kahan khoya hai mera pyar nazar dhoondh nahi pati,
Jahan tak dekhta hu mai bas tanhai hi hai nazar aati,
Mere dilbar, mere humdum, aye jaan e wafa mere,
Ab aa bhi ja ki teri yaadein mere dil ko hai tadpati.....
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #203 on: May 11, 2005, 08:24:42 PM »
Reply with quote


Muhabbat ke bhi kuch apne hi andaaz hoty hai
ankhy hi jisme dil ki awaz hoti hai
lub muskuraty hai aor najre jhuk jati hai
bas khamoshi mai hi, najaro se haal-e-dil bayan hoty hai
Logged
thycreator
Guest
«Reply #204 on: May 13, 2005, 03:04:05 PM »
Reply with quote
Wah Naveed ji.........bahut acche....
Khuda ka shukr hai ki humne unko aankhon mein basaya hai,
Wo jamane mein nikalte toh har roz kayamat hoti.......;-)
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #205 on: May 13, 2005, 08:59:12 PM »
Reply with quote
Thanx  ....................




kaun yaad rakta hai namo ko
log to chere tak bhul jate hain
tum samundar ki baat karte ho
log to ankhon mein doob jaate hain
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #206 on: May 14, 2005, 08:15:14 AM »
Reply with quote
nasha unki aankhon ka kuch aisa hai dost
ki chad jaye tuh utarne na payega kabhi
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #207 on: May 14, 2005, 08:18:31 AM »
Reply with quote
mahobaat ka pehla kadam hai dosti
zindagi main waffa ki suruaat hai dosti
darvaje pe khusion ki dstak hai dosti
kehne vale sach kehte hai zindagi ki jarurat hai dosti
Logged
HumTum
Guest
«Reply #208 on: May 14, 2005, 08:20:06 AM »
Reply with quote
ussi nashey mein guzr ho zindgi meri
ke mujhey ab kissi aur nashey ki jruurat nahi
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #209 on: May 14, 2005, 08:21:30 AM »
Reply with quote
mahobaat ko maine apni ibadat bana liya
mehbub ko khuda aur use ghar ko majzid bana liya
Logged
Pages: 1 ... 10 11 12 13 [14] 15 16 17 18 19
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
May 09, 2024, 09:35:01 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.113 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8499 Real Poets and poetry admirer