Kashmakash

by thycreator on April 23, 2005, 09:51:44 AM
Pages: 1 ... 14 15 16 17 [18] 19
ReplyPrint
Author  (Read 11150 times)
Aflatoon
Guest
«Reply #255 on: May 21, 2005, 06:59:23 AM »
Reply with quote
Quote from: "sandhaya"
Tere liye bhi khuda ne chuna hai kisi ki nigaon main ek ghar
tuh apni manjil ki taraf badhe ga tuh paa lega usse



ab to taqaat-e-safar hi na rhi zindgi mein, gar hoti bhi
kiss umeed pe kaheyi ke aarzuu kya hai ?
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
kashmakash by neerajB in Shayri-E-Dard
- Kashmakash - by Meena in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Ye zindagi ki kashmakash.....!!! by Talat in Shairi - E - Zindagi « 1 2  All »
Kashmakash by sunilastin in Shayri for Khumar -e- Ishq
kashmakash by chitralsony in Shayri for Khumar -e- Ishq
thycreator
Guest
«Reply #256 on: May 21, 2005, 06:59:44 AM »
Reply with quote
Quote from: "sandhaya"
Tere liye bhi khuda ne chuna hai kisi ki nigaon main ek ghar
tuh apni manjil ki taraf badhe ga tuh paa lega usse


Manzil kya hai kaun janta hai yahan pe aye dost,
Yahan toh har ek pal mein hi dunia badal jati hai....
Logged
thycreator
Guest
«Reply #257 on: May 21, 2005, 07:01:26 AM »
Reply with quote
Quote from: "Aflatoon"
ab to taqaat-e-safar hi na rhi zindgi mein, gar hoti bhi
kiss umeed pe kaheyi ke aarzuu kya hai ?


Gar thak gaya tu abhi toh kya karega tu insaa,
Abhi toh dunia ko insaniyat karke dikhani hai...
Logged
tanha dil tanha safar
Guest
«Reply #258 on: May 21, 2005, 07:02:43 AM »
Reply with quote
thak gaye hain zindagi ki bewafai se
abhi to wafa baki hai maut ke saath.
Logged
thycreator
Guest
«Reply #259 on: May 21, 2005, 07:04:14 AM »
Reply with quote
Maut se wafa ki bhi toh kya kiya tumne aye dost,
Iss tooti hui jindagi ke dhagon se wafa karo to bat ho...
Logged
Aflatoon
Guest
«Reply #260 on: May 21, 2005, 07:05:22 AM »
Reply with quote
Quote from: "thycreator"
Quote from: "Aflatoon"
ab to taqaat-e-safar hi na rhi zindgi mein, gar hoti bhi
kiss umeed pe kaheyi ke aarzuu kya hai ?


Gar thak gaya tu abhi toh kya karega tu insaa,
Abhi toh dunia ko insaniyat karke dikhani hai...



thak hi jatey hai kadam uss raah pe chaltey chaltey
jis raah pe waffa ka badla bewfaai ho dost !!
Logged
tanha dil tanha safar
Guest
«Reply #261 on: May 21, 2005, 07:06:34 AM »
Reply with quote
toote hue dhago mein to uljhe hue hain hum
mit chuki hai khushiyan dil mein hai bas gum
Logged
thycreator
Guest
«Reply #262 on: May 21, 2005, 07:07:59 AM »
Reply with quote
Quote from: "Aflatoon"
thak hi jatey hai kadam uss raah pe chaltey chaltey
jis raah pe waffa ka badla bewfaai ho dost !!


Mat rok ye kadam kissi ke bewafai ke naam par,
Uss bewafa ko jee kar dikhana hoga tujhko......
Logged
Aflatoon
Guest
«Reply #263 on: May 21, 2005, 07:09:01 AM »
Reply with quote
gham ko apna rehnuma bna ke chaltey rho
har ik maat pe apni muskuratey rho !!!!
Logged
thycreator
Guest
«Reply #264 on: May 21, 2005, 07:11:39 AM »
Reply with quote
wah both.....

Gum se jo koi haare toh ye bhi kya haar hai aye dost,
Hum toh muskurate hai jan kar ki ek aur gum aaya hai.....
Usko lagate hai gale se, ki wo bewafai nahi karta,
Jab bhi aayi khushi toh usne toh har bar rulaya hai.
Logged
Aflatoon
Guest
«Reply #265 on: May 21, 2005, 07:14:20 AM »
Reply with quote
Quote from: "thycreator"
wah both.....

Gum se jo koi haare toh ye bhi kya haar hai aye dost,
Hum toh muskurate hai jan kar ki ek aur gum aaya hai.....
Usko lagate hai gale se, ki wo bewafai nahi karta,
Jab bhi aayi khushi toh usne toh har bar rulaya hai.

miyaan creator ....

sakoot shehr-e-dil matam kada nahi hota
men marta rooz hoon lekin mera matam nahi hota
qafas ki titlion se iz qadar manoos hoon Rahi
mere dil ko gawara ab koi mousam nahi hota...
Logged
tanha dil tanha safar
Guest
«Reply #266 on: May 21, 2005, 08:57:11 AM »
Reply with quote
Quote from: "Aflatoon"
Quote from: "thycreator"
wah both.....

Gum se jo koi haare toh ye bhi kya haar hai aye dost,
Hum toh muskurate hai jan kar ki ek aur gum aaya hai.....
Usko lagate hai gale se, ki wo bewafai nahi karta,
Jab bhi aayi khushi toh usne toh har bar rulaya hai.

miyaan creator ....

sakoot shehr-e-dil matam kada nahi hota
men marta rooz hoon lekin mera matam nahi hota
qafas ki titlion se iz qadar manoos hoon Rahi
mere dil ko gawara ab koi mousam nahi hota...


very nice....
har koi khawab zindagi mein poora nahi hota
kaash jali hoti  chita meri aur dhuan nahi hota
Logged
Aflatoon
Guest
«Reply #267 on: May 21, 2005, 09:07:11 AM »
Reply with quote
har mehboob ka matlab to waffa nhi hota
phir kyun uski bewfaai pe dil hai mera rota
Logged
thycreator
Guest
«Reply #268 on: June 19, 2005, 07:45:19 PM »
Reply with quote
Wah Aflatoon aur Tanha........
Ye sach hai ki muhabbat ki rahein kathin hai sada se,
Par jo bat isme hai wo kissi aur sheh mein kahan hai,
Socho toh ek jajjba hai aur kuch bhi toh nahi hai,
Phir bhi issi ke dum lakhon dil ye jawan hai....
Logged
thycreator
Guest
«Reply #269 on: June 22, 2005, 05:53:35 PM »
Reply with quote
Kahan hai mera mehboob yahan nazar nahi aata,
Wo basta hai har sheh mein par koi khabar nahi lata,
Uski yadon ka hi kafila toh mile jehen ko mere,
Aajkal toh sapno mein bhi wo bekhabar nahi aata...
Logged
Pages: 1 ... 14 15 16 17 [18] 19
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 27, 2024, 07:58:00 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.175 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer