Khamosh KadamoN Se YeH Mere Ghar Aayi..!!...Shireen Hakani

by Shireen Hakani on January 31, 2013, 11:53:19 AM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 1917 times)
Shireen Hakani
Guest
Reply with quote
Khamosh KadamoN Se YeH Mere Ghar Aayi,
Ek Aur Surmai Shaam Phir Mere Dar Aayi..!!

Basaana Chaha Jab Maine Isse PalkoN Par,
Ban Kar Yeh Ashq AankhoN Se Ubhar Aayi..!!

Mar-Mar Kar Jeeti Rahi Meri Saari HasrateiN,
Kasak Ban Kar Yaad Bhi Dil MeiN Utar Aayi..!!

Dhoondti Rahi MaiN AndheroN MeiN Khud Ko,
Bas Khaali Zindagi Hi Darmiyaan Nazar Aayi..!!

Karti Rahi YeH Mohabbat Intezaar Shab Bhar,
Na Aaye WoH Aur Na Unki Koi Khabar Aayi..!!

Shireen Hakani
Logged
suman59
Guest
«Reply #1 on: January 31, 2013, 11:55:33 AM »
Reply with quote
Bahut khoob Thumbs UP
Logged
nandbahu
Mashhur Shayar
***

Rau: 122
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
20 days, 3 hours and 19 minutes.
Posts: 14552
Member Since: Sep 2011


View Profile
«Reply #2 on: January 31, 2013, 11:58:29 AM »
Reply with quote
wah kya bat Applause Applause icon_flower
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #3 on: January 31, 2013, 12:24:06 PM »
Reply with quote
Khamosh Kadamon Se Yeh Mere Ghar Aayi,
Ek Aur Surmai Shaam Phir Mere Dar Aayi..!!

Basaana Chaha Jab Maine Isse Palkon Par,
Ban Kar Yeh Ashq Aankhon Se Ubhar Aayi..!!

Mar-Mar Kar Jeeti Rahi Meri Saari Hasratein,
Kasak Ban Kar Yaadein Dil Mein Utar Aayi..!!

Dhoondte Rahi Main Andheron Mein Khud Ko,
Bas Khaali Zindagi Hi Darmiyaan Nazar Aayi..!!

Karti Rahi Yeh Mohabbat Intezaar Shab Bhar,
Na Aaye Woh Aur Na Unki Koi Khabar Aayi..!!

Shireen Hakani



Bahut Bahut Aur Bahutttttttttttt Khooob Dear Shireenji.


Khamosh Kadamon Se Yeh Mere Ghar Aayi,
Ek Aur Surmai Shaam Phir Mere Dar Aayi..!!

Basaana Chaha Jab Maine Isse Palkon Par,
Ban Kar Yeh Ashq Aankhon Se Ubhar Aayi..!!

Dhoondte Rahi Main Andheron Mein Khud Ko,
Bas Khaali Zindagi Hi Darmiyaan Nazar Aayi..!!


 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Bahut Ache.... icon_flower icon_flower icon_flower
Logged
masoom shahjada
Guest
«Reply #4 on: January 31, 2013, 01:07:02 PM »
Reply with quote
Waah waah bahut khoobsurat
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #5 on: January 31, 2013, 02:06:23 PM »
Reply with quote
bahut khoobsoorat aur shaandaar peshkash
Logged
mkv
Guest
«Reply #6 on: January 31, 2013, 04:14:28 PM »
Reply with quote
Dhoondti Rahi Main Andheron Mein Khud Ko,
Bas Khaali Zindagi Hi Darmiyaan Nazar Aayi..!!

Karti Rahi Yeh Mohabbat Intezaar Shab Bhar,
Na Aaye Woh Aur Na Unki Koi Khabar Aayi..!!

bahut bahut khoobsurat ashaar..
mubarakbaad

Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #7 on: January 31, 2013, 04:33:41 PM »
Reply with quote
nice. khubsurat akhiri sher per bahut daad.
Logged
saahill
Mashhur Shayar
***

Rau: 86
Offline Offline

Waqt Bitaya:
147 days, 14 hours and 9 minutes.
Posts: 18588
Member Since: Jun 2009


View Profile
«Reply #8 on: January 31, 2013, 04:35:21 PM »
Reply with quote
boht khub sheerin ji
Logged
laaiba
Guest
«Reply #9 on: January 31, 2013, 04:39:05 PM »
Reply with quote
Khamosh Kadamon Se Yeh Mere Ghar Aayi,
Ek Aur Surmai Shaam Phir Mere Dar Aayi..!!

Basaana Chaha Jab Maine Isse Palkon Par,
Ban Kar Yeh Ashq Aankhon Se Ubhar Aayi..!!
waahhhhhhh

Mar-Mar Kar Jeeti Rahi Meri Saari Hasratein,
Kasak Ban Kar Yaad Bhi Dil Mein Utar Aayi..!!

Dhoondti Rahi Main Andheron Mein Khud Ko,
Bas Khaali Zindagi Hi Darmiyaan Nazar Aayi..!!

Karti Rahi Yeh Mohabbat Intezaar Shab Bhar,
Na Aaye Woh Aur Na Unki Koi Khabar Aayi..!!

Shireen Hakani

bohat bohat khubsurat ghzal ,......bohat c daad,...........
Logged
vimmi singh
Guest
«Reply #10 on: January 31, 2013, 04:58:55 PM »
Reply with quote
very beautiful........
 Applause Applause Applause
Logged
adil bechain
Umda Shayar
*

Rau: 161
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
31 days, 18 hours and 12 minutes.

Posts: 6552
Member Since: Mar 2009


View Profile
«Reply #11 on: January 31, 2013, 05:00:10 PM »
Reply with quote
Khamosh Kadamon Se Yeh Mere Ghar Aayi,
Ek Aur Surmai Shaam Phir Mere Dar Aayi..!!

Basaana Chaha Jab Maine Isse Palkon Par,
Ban Kar Yeh Ashq Aankhon Se Ubhar Aayi..!!

Mar-Mar Kar Jeeti Rahi Meri Saari Hasratein,
Kasak Ban Kar Yaad Bhi Dil Mein Utar Aayi..!!

Dhoondti Rahi Main Andheron Mein Khud Ko,
Bas Khaali Zindagi Hi Darmiyaan Nazar Aayi..!!

Karti Rahi Yeh Mohabbat Intezaar Shab Bhar,
Na Aaye Woh Aur Na Unki Koi Khabar Aayi..!!

Shireen Hakani


waaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaa aaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaa aaaaaaaaaaaaaaaaaah rau ke layaq hai ji
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #12 on: January 31, 2013, 09:13:02 PM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
aqsh
Guest
«Reply #13 on: February 01, 2013, 11:45:32 AM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
waah waah shireen jee. behad pyaari kalam rahi aapki. bahut pyaare ehsaason ko sameta hai aapne. hamari dili mubarakbad ko qubool kare
Logged
soudagar
Guest
«Reply #14 on: February 07, 2013, 08:03:53 AM »
Reply with quote
Wah wah wah bht hi umda besqeemti aur khubsrat qalam hajaron daad aur mubarakbaad
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 18, 2024, 09:25:28 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.177 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer