Khushi!

by Ravi_Dave on February 08, 2006, 02:02:07 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1037 times)
Ravi_Dave
Guest
Reply with quote
Khushi aaj chaayi hain unke aane ke dum se,
minuto dheere dheere din ki tarah guzar rahi hai unke intezaar mein,
haawaein gaa rahi hain kuch is tarah,
ke soch rahe hain woh aake pyarse baatein karenge humse,

Khuda kare yeh silsila kabhi naa toote khushi kaa,
woh dildaar aate rahe, khilkhilate phool ki tarah,
hum yun hi intezaar-e-samay beetate rahe (2)
ke woh aaye to mehakayein jahaan gool ki tarah,

ab nahi sahi jaati itni khushi-e-khuda,
deedar ho to chain aaye,
woh kab talak hume is tarah tadapye (2)
jaante hain woh raaste mein hain (2)
woh aajaye to khushi mazil paaye!
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
khud khushi jo khud ki khushi sai nahin hoti......... by sunny_bunny in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
khushi by muna massood in Shairi - E - Zindagi
<>Har Khushi Hai<> by honeyrose in Shayri-E-Dard
khushi by hid_bigb in Shayri for Khumar -e- Ishq
Khushi Banto Khushi Se by manjot in Shairy-e-Dost (Friendship Poetry)
kaiynath
Guest
«Reply #1 on: February 08, 2006, 02:18:32 PM »
Reply with quote
wow!

bahut aacha hain

khushiyan tu har koi chahta hain
par ye alag baat hain
khusiyan har kisi ko nahi chahtein.
Logged
Ravi_Dave
Guest
«Reply #2 on: February 08, 2006, 02:44:14 PM »
Reply with quote
Shukriya KaiynathJi!!!

Hum pe Khushi aaj meherbaan huvi,
sadyon ke ghum deke chaahat ka samaan layi,
woh kehte hain khushi pehmane ki jaise hain,
jab bhi hoontho se lagi ek aur moosibat ban ke aayi,

Kismat mein aap ke bhi yeh aayegi,
samundar wafa ka ban ke chaahegi,
kabhi kho jaagenge oos dilbar ke khwaab mein,
woh yaadon ki khushi se aap ke liye aasyaana banayegi!
Logged
Paigam_A_Ishq
Guest
«Reply #3 on: February 10, 2006, 07:42:03 AM »
Reply with quote
Quote from: "Ravi_Dave"
Khushi aaj chaayi hain unke aane ke dum se,
minuto dheere dheere din ki tarah guzar rahi hai unke intezaar mein,
haawaein gaa rahi hain kuch is tarah,
ke soch rahe hain woh aake pyarse baatein karenge humse,

Khuda kare yeh silsila kabhi naa toote khushi kaa,
woh dildaar aate rahe, khilkhilate phool ki tarah,
hum yun hi intezaar-e-samay beetate rahe (2)
ke woh aaye to mehakayein jahaan gool ki tarah,

ab nahi sahi jaati itni khushi-e-khuda,
deedar ho to chain aaye,
woh kab talak hume is tarah tadapye (2)
jaante hain woh raaste mein hain (2)
woh aajaye to khushi mazil paaye!



Nice


yuhi likhte rahiye
Logged
Ravi_Dave
Guest
«Reply #4 on: February 10, 2006, 10:37:34 AM »
Reply with quote
Shukriya Paigam_A_IshqJi!
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 29, 2024, 03:49:42 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.108 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer