khusi ki haryalii

by redwhitegang on June 30, 2006, 06:44:51 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1029 times)
redwhitegang
Guest
Reply with quote
Tu Gum ka marii,tujhe gum ne sataya
Kash kabhi jo ye gum ne hota tujhe khusii dikhaya
Par aab hu mein tere paas,banu.nga mein tera saya
Chah! hii dene khusi tujhe,tere gum ko haamne aapnaya
Mere saath rehte dekh tujh mein chayii hein gulab ki lalii
Teri jindagii kii har modd par hein chayii khusi ki haryalii
Aab jab bhi kosis kiya gum ne tujse milne ki,
Uski is mansube ko mai ne har waqt jalaya..................
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Rone se khusi nhin milatee. by Amit Janglan in Shayri-E-Dard
char din ki khusi by Arifa in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Dard Mein Jo Maaza Hai Woh Khusi Main kahan..!!! by Delicate_Doll in Shayri-E-Dard « 1 2 ... 10 11 »
Chahat Hai Aapki Khusi Ban Jau by Shayaries_King in Share:Love Poetry
teri khusi by merikalam in Shayri-E-Dard
ranjana
Guest
«Reply #1 on: June 30, 2006, 10:37:28 AM »
Reply with quote
bahut khub ........shahid ........yeh Gum bhi bahot bedard hai .....jab picche pad  jaata hai toh aasani se piccha nahi chorta............ Usual Smile  :wink:

apni aankho mein meri yaad rakhana
dil mein yaado ke gulaab rakhana
lamaha-lamaha sata raah hai gum mujhko
iske dard ka na tu hisaab rakhana
tere haato mein basi hain mere naam ki lakeere
bas tu itni si yeh baat yaad rakhana...............
Logged
redwhitegang
Guest
«Reply #2 on: June 30, 2006, 11:49:16 AM »
Reply with quote
Quote from: "ranjana"
bahut khub ........shahid ........yeh Gum bhi bahot bedard hai .....jab picche pad  jaata hai toh aasani se piccha nahi chorta............ Usual Smile  :wink:

apni aankho mein meri yaad rakhana
dil mein yaado ke gulaab rakhana
lamaha-lamaha sata raah hai gum mujhko
iske dard ka na tu hisaab rakhana
tere haato mein basi hain mere naam ki lakeere
bas tu itni si yeh baat yaad rakhana...............


bohot sahii kaha ranz-na! :D

Gum o ke kafila mein ek aur naya gum mila
Jahan bhi dekho wo har kisi ke sang mila
har jaga har waqt aapni ehsas dila ta hein
Phirbi sochta hein ki wo sab ko thoda kam mila.......
:wink:
Logged
ranjana
Guest
«Reply #3 on: June 30, 2006, 11:57:10 AM »
Reply with quote
bahut khub .......shahid..........

hum kab zamaane ke diye gum se darte  hain
naam hai mohabbat mera aur hum mohabbat karte hain
na aaye yakeen ton mere atbaar per atbaar kar
hum gum ko bhi apni mohabbat mein rang sakte hain.........   :D
Logged
roshni246
Guest
«Reply #4 on: June 30, 2006, 02:44:23 PM »
Reply with quote
wow...2 gud all....


har naam sar-e-aam pukara nahin jaata
har nagma yun kagaz pe utara nahin jaata
hote hai mohobbat main kuch aisi raaz ki baatein
aise to iss khel main haara nahin jaata
chaahat hai humari ke hum paas se kabhie dekhe unhe
agar woh paas aaye to humse apni palkon ko uthaya hi nahin jaata
ishq par zor chalta nahin aye dost
lag jaata hai yeh rog kisise lagaya nahin jaata
Winking

~rosh~
Logged
redwhitegang
Guest
«Reply #5 on: June 30, 2006, 06:53:34 PM »
Reply with quote
Quote from: "roshni246"
wow...2 gud all....


har naam sar-e-aam pukara nahin jaata
har nagma yun kagaz pe utara nahin jaata
hote hai mohobbat main kuch aisi raaz ki baatein
aise to iss khel main haara nahin jaata
chaahat hai humari ke hum paas se kabhie dekhe unhe
agar woh paas aaye to humse apni palkon ko uthaya hi nahin jaata
ishq par zor chalta nahin aye dost
lag jaata hai yeh rog kisise lagaya nahin jaata
Winking

~rosh~

too good! bachchi!....awesome :D
Logged
anjani_si
Guest
«Reply #6 on: June 30, 2006, 07:02:29 PM »
Reply with quote
Quote from: "ranjana"
bahut khub .......shahid..........

hum kab zamaane ke diye gum se darte  hain
naam hai mohabbat mera aur hum mohabbat karte hain
na aaye yakeen ton mere atbaar per atbaar kar
hum gum ko bhi apni mohabbat mein rang sakte hain.........   :D


gum ko bhi hum mohabbat ke rang mein rang denge
koi parchayi bhi anne nahi denge, aya bhi koi tu usse bagha denge
magar waada hai ye,,isse dil mein kisi aur ko na basayenge :D:D

didi...shahidji..aur ranju too good :D:D
Logged
ranjana
Guest
«Reply #7 on: July 01, 2006, 11:45:57 AM »
Reply with quote
Quote from: "roshni246"
wow...2 gud all....


har naam sar-e-aam pukara nahin jaata
har nagma yun kagaz pe utara nahin jaata
hote hai mohobbat main kuch aisi raaz ki baatein
aise to iss khel main haara nahin jaata
chaahat hai humari ke hum paas se kabhie dekhe unhe
agar woh paas aaye to humse apni palkon ko uthaya hi nahin jaata
ishq par zor chalta nahin aye dost
lag jaata hai yeh rog kisise lagaya nahin jaata
Winking

~rosh~


bahut khub roshu ,anjani ..........

jab mohabbat ki hamne toh yeh raaz samjh mein aaya
ki kyu logo ko ismein har pal tadpata hua hi paaya
milta hai ab qarar mujhe  unki baate kar ke
har pal khud ko unke khayalaat mein maine  gum paaya
maine toh ki thee ek dillagi bas unse
bas baat hi baat  maine apna dil thaa gawayaa
Logged
Tosha
Guest
«Reply #8 on: July 01, 2006, 11:59:39 AM »
Reply with quote
bahut khoob!!! sabhi ek se badke ek :d
Logged
ranjana
Guest
«Reply #9 on: July 01, 2006, 02:02:32 PM »
Reply with quote
shukriya Tosha jaan ....... :D
Logged
Nady
Guest
«Reply #10 on: November 05, 2009, 07:56:56 AM »
Reply with quote
Awesome..... Bahut heee badiya....  Wallah !!!
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 20, 2024, 11:42:28 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.148 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer