Kitne raaz chhupaye hai...

by daljeet_faqeer on April 06, 2010, 09:49:22 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 945 times)
daljeet_faqeer
Guest
Reply with quote
Kitne raaz chhupaye hai tumhari aankhen,
khawab palkon pe sajaye hai tumhari aankhen.

Jo lafz zubaan se bol nahin paate,
sharmake humein sunaye hai tumhari aankhen.

Kai rangon se woh tasweer bani hai,
ek rang dikhaye hai tumhari aankhen.

Main inka kis tarah shukriya ada karun,
chuppke se apna banaye hai tumhari aankhen.

Bin peeye hi main behak jaata hoon,
maikhane ki yaad dilaye hai tumhari aankhen.

Ek aur zindagi de mujhko ae khuda,
ishq dil mein jagaye hai tumhari aankhen.

                     Daljeet'faqeer'
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
KITNE DOOR KITNE PAAS by poem143s in Shayri-E-Dard
kitne din by lambas in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
kitne badal by majid in Shayari -e- Husn
***Mohabbat Ko Chhupaye Rakha*** by AVTAR RAYAT in Shayri for Khumar -e- Ishq
Kitne Haseen by shad in Share:Love Poetry
riyaz106
Guest
«Reply #1 on: April 06, 2010, 12:29:45 PM »
Reply with quote
Wah Daljeet ji, ankhon ke kya kya kamaal hote hain, bahut achhi tarah bataya aapne. Good work.
Logged
nazar ghouri
Guest
«Reply #2 on: April 06, 2010, 09:21:15 PM »
Reply with quote
Kitne raaz chhupaye hai tumhari aankhen,
khawab palkon pe sajaye hai tumhari aankhen.

Jo lafz zubaan se bol nahin paate,
sharmake humein sunaye hai tumhari aankhen.

Kai rangon se woh tasweer bani hai,
is tarah shukriya ada karun,
chuppke se apna banaye hai tumhari aankhen.

Bin peeye hi main behak jaata hoon,
maikhane ki yaad dilaye hai tumhari aankhen.

bahot khoob janaab...



Main inka kis tarah shukriya ada karun,
chuppke se apna banaye hai tumhari aankhen.

Bin peeye hi main behak jaata hoon,
maikhane ki yaad dilaye hai tumhari aankhen.

Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #3 on: April 07, 2010, 06:09:04 AM »
Reply with quote
Kitne raaz chhupaye hai tumhari aankhen,
khawab palkon pe sajaye hai tumhari aankhen.

Jo lafz zubaan se bol nahin paate,
sharmake humein sunaye hai tumhari aankhen.

Kai rangon se woh tasweer bani hai,
ek rang dikhaye hai tumhari aankhen.

Main inka kis tarah shukriya ada karun,
chuppke se apna banaye hai tumhari aankhen.

Bin peeye hi main behak jaata hoon,
maikhane ki yaad dilaye hai tumhari aankhen.

Ek aur zindagi de mujhko ae khuda,
ishq dil mein jagaye hai tumhari aankhen.

                     Daljeet'faqeer'


Bahut khoob Daljeet Ji
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
October 07, 2024, 07:45:08 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[October 04, 2024, 08:02:47 AM]

[September 29, 2024, 02:17:44 PM]

[September 29, 2024, 02:15:31 PM]

[September 29, 2024, 02:13:54 PM]

[September 29, 2024, 02:12:46 PM]

by ASIF
[September 06, 2024, 07:19:37 PM]

[September 05, 2024, 02:50:37 AM]

[August 23, 2024, 06:35:34 AM]

[August 22, 2024, 06:28:13 AM]

[August 22, 2024, 06:27:09 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.095 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8504 Real Poets and poetry admirer