kitni aawaz laga rahe hain hum

by majid on February 22, 2006, 07:58:11 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 711 times)
majid
Guest
Reply with quote
kitni aawaj laga rahe hain ham.
aapko kab se bula rahe hain ham.
jabki aane ko hain kayamat.
chirag dekho bhujate ja rahe hain ham.
jisme na mod hain na manjil.
aise raaste main jaa rahain hain ham.
wo karte hain duain mere marne ki.
or ham hain ki unpe jindagi lutaye jaa rahain hain ham.
khich kyon rahain ho mera girebaan.
gardan khud he jhukaye ja rahe hain ham.
jo aakar lout jaate hain gali k kone se.
un khusiyo se tang aa rahain hain ham.
aatakti hain jubaan meri baat baat per. na jane koun sa gum chupa rahain hain ham..N/M
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
May 02, 2024, 04:11:42 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.085 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8499 Real Poets and poetry admirer