kuch saal pehle ki baat

by @kaash on June 02, 2009, 12:15:21 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1643 times)
@kaash
Guest
Reply with quote
kuch saal pehle ki baat ab puraani hone lagi
zindagi doston ki dua se zindagaani lagne lagi

nahi kasak rahi ab jo usne peeche mudke bhi na dekha
apno ka saath pake magar ab uske lie bhi dua uthne lagi


vo zakhm ab dhul gaye akhon se pani bhi na gira
kya kahen kuch apno ki aisi meherbaani hone lagi


ab hum nahi tanha na hi shikwa hai tujhse e gaye din
ab hume bhi mahsus chaand ki chaandni hone lagi


ye zindagi pichhle saal se humne aisi sawaari hai
ab hamesha hi hawaon me khushbu ki rawaani milne gali


ye ehsaas hai kisi andekhe khwaab ka "kaash" tera
mohabbat kabhi,kabhi khumaari hi deewaani lagne lagi

Logged
salil2002
Guest
«Reply #1 on: June 02, 2009, 12:34:01 PM »
Reply with quote
gud one kaash

e guzre din teri yaad mein ab mein rota nahin
kii mere ashqon ko poonchne wala mil gaya
jis takdeer ko kosta rehta tha raat din
aaj mujhe oose likhne wala mil gaya
Logged
diya786
Guest
«Reply #2 on: June 02, 2009, 12:37:02 PM »
Reply with quote
kuch saal pehle ki baat ab puraani hone lagi
zindagi doston ki dua se zindagaani lagne lagi

nahi kasak rahi ab jo usne peeche mudke bhi na dekha
apno ka saath pake magar ab uske lie bhi dua uthne lagi


vo zakhm ab dhul gaye akhon se pani bhi na gira
kya kahen kuch apno ki aisi meherbaani hone lagi


ab hum nahi tanha na hi shikwa hai tujhse e gaye din
ab hume bhi mahsus chaand ki chaandni hone lagi


ye zindagi pichhle saal se humne aisi sawaari hai
ab hamesha hi hawaon me khushbu ki rawaani milne gali


ye ehsaas hai kisi andekhe khwaab ka "kaash" tera
mohabbat kabhi,kabhi khumaari hi deewaani lagne lagi



bahut khoob Kaash ji
likhte rahiye aise hi...
Applause Applause
Logged
diya786
Guest
«Reply #3 on: June 02, 2009, 12:39:05 PM »
Reply with quote
gud one kaash

e guzre din teri yaad mein ab mein rota nahin
kii mere ashqon ko poonchne wala mil gaya
jis takdeer ko kosta rehta tha raat din
aaj mujhe oose likhne wala mil gaya

nice lines Salil ji
too good
Applause Applause
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #4 on: June 02, 2009, 12:39:35 PM »
Reply with quote
Aapke yeh Andekhe Khwaab Behad Khubsoorat hain KAASH Bhai..aur Yeh inhe aapne Lafzon me behad Khubsoorati se utaara hai.. Bahut Khooooooooob dost.. Applause Applause


**~** Mann **~**
Logged
Sammual
Guest
«Reply #5 on: June 02, 2009, 06:59:48 PM »
Reply with quote
Bahut Khoob Kaash Ji.
Logged
madhuwesh
Guest
«Reply #6 on: June 02, 2009, 08:38:48 PM »
Reply with quote
bahut bahut khoob Kaash ji,wonderful, Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
Talat
Guest
«Reply #7 on: June 02, 2009, 10:15:36 PM »
Reply with quote
kuch saal pehle ki baat ab puraani hone lagi
zindagi doston ki dua se zindagaani lagne lagi

nahi kasak rahi ab jo usne peeche mudke bhi na dekha
apno ka saath pake magar ab uske lie bhi dua uthne lagi


vo zakhm ab dhul gaye akhon se pani bhi na gira
kya kahen kuch apno ki aisi meherbaani hone lagi


ab hum nahi tanha na hi shikwa hai tujhse e gaye din
ab hume bhi mahsus chaand ki chaandni hone lagi


ye zindagi pichhle saal se humne aisi sawaari hai
ab hamesha hi hawaon me khushbu ki rawaani milne gali


ye ehsaas hai kisi andekhe khwaab ka "kaash" tera
mohabbat kabhi,kabhi khumaari hi deewaani lagne lagi



Very nice work...Bohot Khoob Kaash Ji
Logged
Talat
Guest
«Reply #8 on: June 02, 2009, 10:17:02 PM »
Reply with quote
gud one kaash

e guzre din teri yaad mein ab mein rota nahin
kii mere ashqon ko poonchne wala mil gaya
jis takdeer ko kosta rehta tha raat din
aaj mujhe oose likhne wala mil gaya

Nice one Salil
Logged
mistufer
Guest
«Reply #9 on: June 02, 2009, 10:47:59 PM »
Reply with quote
vo zakhm ab dhul gaye akhon se pani bhi na gira
kya kahen kuch apno ki aisi meherbaani hone lagi

kaash ji
bahut achi ghazal likhi hai
har sher behtareen hain
daad kabool farmayen
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #10 on: June 08, 2009, 04:18:07 PM »
Reply with quote
Nice work Kaash
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 25, 2024, 05:49:33 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.124 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer