Kya dhoondte ho.........Asghr

by M.ASGHAR MIRPURI on April 08, 2013, 02:36:57 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 764 times)
M.ASGHAR MIRPURI
Guest
Reply with quote
Kya dhoondte ho dashat o bayabaan main miyan
yahan kuch nahien milta khizaan main miyan

ishq ke samundr se slaamat louht aye hain
maghr nao chour aye hain toofan main miyan

meri zindgi mein wo shakhs nahien rah lekin
uhs ka naam hai meri har dastaan main miyan

aik bar kabi dard se dosti kar ke tou dekho
ke kitni lazat hai ghume e douran main miyan

pehli bar jo bhi meri dard bhri roodad sunta hai
woi kehta hai kitna dard hai teri dastan main miyan
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
...~~aa jaata hai hosh jahan,maikhane dhoondte hain~~... by HumTum in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Dhoondte nahi hum kisi Ko by Just Me in Miscellaneous Shayri
DOSTI [Asghr] by Asghr in Shairy-e-Dost (Friendship Poetry)
MOHABAT [Asghr] by Asghr in Miscellaneous Shayri
Na Jane Dhoondte Ho Kya Meri Veeran Aankhon Mein by ishu_singh10 in Shayri for Khumar -e- Ishq
Advo.RavinderaRavi
Guest
«Reply #1 on: April 08, 2013, 03:26:00 AM »
Reply with quote
nice.....
Logged
Bishwajeet Anand Bsu
Guest
«Reply #2 on: April 08, 2013, 11:49:01 AM »
Reply with quote
Waah waah bahut khoob....
Logged
Shihab
Yoindian Shayar
******

Rau: 27
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
29 days, 2 hours and 38 minutes.

Maut To Ek Shuruaat Hai...

Posts: 2082
Member Since: Dec 2006


View Profile
«Reply #3 on: April 08, 2013, 02:59:22 PM »
Reply with quote

meri zindgi mein wo shakhs nahien rah lekin
uhs ka naam hai meri har dastaan main miyan


Bahut Khub Janaab
Logged
khujli
Guest
«Reply #4 on: April 08, 2013, 03:09:39 PM »
Reply with quote
Kya dhoondte ho dashat o bayabaan main miyan
yahan kuch nahien milta khizaan main miyan

ishq ke samundr se slaamat louht aye hain
maghr nao chour aye hain toofan main miyan

meri zindgi mein wo shakhs nahien rah lekin
uhs ka naam hai meri har dastaan main miyan

aik bar kabi dard se dosti kar ke tou dekho
ke kitni lazat hai ghume e douran main miyan

pehli bar jo bhi meri dard bhri roodad sunta hai
woi kehta hai kitna dard hai teri dastan main miyan

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley icon_flower icon_flower icon_flower
Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #5 on: April 08, 2013, 04:09:20 PM »
Reply with quote
Asgar Sahaab Aadaab!


Janab bade dinoN baad bazm meiN hazri lagaye... Sab khairiyat toH hai... ?

Behad khoob kalaam kahi hai janab, umdaa aur gehre ahsaas O khayaal ko sameta hai aapne... sabhi ashaar behad khoob rahe... Usual Smile


Is khoobsurat aur umdaa kalaam par humari dheroN dili daad O mubbarakbad kabul kijiye.. Usual Smile

Likhate rahiye... bazm meiN aate rahiye...
Shaad O aabaad rahiye...

Khuda Hafez... Usual Smile





ishq ke samundr se slaamat louht aye hain
maghr nao chour aye hain toofan main miyan


WaaH waaH waaH janab waaH is gazab ke gehre aur umdaa sher par hamari hazaaroN daad kabul kijiye....
Behad gehra aur khoob sher kaha hai janab...  Applause Applause Applause Applause Applause Applause  Applause



meri zindgi mein wo shakhs nahien rah lekin
uhs ka naam hai meri har dastaan main miyan


Behad khoob janab achcha sher hai daad... Usual Smile



Logged
M.ASGHAR MIRPURI
Guest
«Reply #6 on: April 08, 2013, 04:52:37 PM »
Reply with quote
nice.....
shukriya Advo.Ravinderaravi ......asghr
Logged
M.ASGHAR MIRPURI
Guest
«Reply #7 on: April 08, 2013, 04:54:01 PM »
Reply with quote
Waah waah bahut khoob....
thanks Biwajeet ji.......asghr
Logged
M.ASGHAR MIRPURI
Guest
«Reply #8 on: April 08, 2013, 04:54:56 PM »
Reply with quote

Bahut Khub Janaab
thanks Shihab.......asghar
Logged
M.ASGHAR MIRPURI
Guest
«Reply #9 on: April 08, 2013, 04:56:17 PM »
Reply with quote
Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley icon_flower icon_flower icon_flower
thanks qalb ......asghr
Logged
M.ASGHAR MIRPURI
Guest
«Reply #10 on: April 08, 2013, 05:00:55 PM »
Reply with quote
Asgar Sahaab Aadaab!


Janab bade dinoN baad bazm meiN hazri lagaye... Sab khairiyat toH hai... ?

Behad khoob kalaam kahi hai janab, umdaa aur gehre ahsaas O khayaal ko sameta hai aapne... sabhi ashaar behad khoob rahe... Usual Smile


Is khoobsurat aur umdaa kalaam par humari dheroN dili daad O mubbarakbad kabul kijiye.. Usual Smile

Likhate rahiye... bazm meiN aate rahiye...
Shaad O aabaad rahiye...

Khuda Hafez... Usual Smile





Parwaz sahib aap tabsra karte hain
tou youn lagta hai mera klaam itna pyara nahi
jitna ke aap ka tabsra Khuda aap ko khush
rakhe.....apn 3 kitabon pe kaam kar rah
iss liye nahi ah saka.......asghr
Logged
sarfira
Guest
«Reply #11 on: April 09, 2013, 06:08:59 PM »
Reply with quote
waah waah Asgar sahab
baht bht khoob kalaam kahi

ishq o dard ka mishran aur umda haqeekat ka badhiya bakhaan

daad kubul karen miyan

aate rahen
khus rahen
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 27, 2024, 03:06:08 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.17 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer