kya hai aisa tujhmei samjh nahi mei zara bhi hu paata
kyu her koi tujhe paane ko liye pagal sa hua hai jaata
am kahaaN qismat aazmaane jaayeiN
(no Qaafiya)tu hi jub Khanjar-aazmaa na hua
See the above example. The qafiya appears only in the second line of each sher.
Each Qafiya is a rhyme that matches the original qafiya in the matla of the Ghazal (davaa, buraa, gilaa,
aazmaa)
5.
Maqta = The last sher of the Ghazal, which contains the name of the poet
kuchh to paRhye keh log kahte haiN
aaj
Ghalib Ghazal-saraa na hua[/color][/b][/size]
dosto neeche kuch aksar istemaal meiN aane wale lafz jinme “z” ya “j” ka istemaal hota hai aur jinhe hum log aksar galat likhte haiN likh raha hooN…..
galat……………………....sahi
jindagi………………... zindagi
zanzeer……………... zanjeer
samzh/samj…………….samjh
wazood……………......wajud/wajood
khanzar……………......khanjar
majboot…………….....mazboot
mazboor……………....majboor
wajan…………………...wazn
tuzhe/tuze……………..tujhe
muze……......................mujhe
jalim…………………..zalim
jajbaat/zazbaat ………..jazbaat
uzaala…………………ujaala
jakham ………………..zakhm
naraaj…………………naraaz
wazeh…………………wajeh/wajhe
najar…………………..nazar
jamaana……………….zamaana
zigar…………………...jigar
najariya………………..nazariya
julfoN…………………zulfoN
gazare…………………gajare
najdeek……………….nazdeek
jameen ……………….zameen
jaroori………………..zaroori
aarjoo………………...aarzoo
jehan…………………zehn
janaaja/zanaaza………janaazaboss!!!!!!!!!!
above iz the improvement symbolic of Jeet jainam hope you will aprreciate