mahobbat

by akashvik on August 18, 2004, 10:23:07 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1520 times)
akashvik
Guest
Reply with quote
ghar se nikal dogi to sehar main ji loonga
 dil se nikal dogi to jehar piloonga"
 


Puja aapke liye
               yeh jo tir chubhaya hai najroon ka nikalo ise sine se"
     tere sadke jehar bhi pi loon maja aayega pine main"


 :wink: kehte hai ki is duniya main kon kiska hota hai
              dhokha bahi deta hai ji per bharosa hota hai



 :?: is duniya main kyoun kiska hota hai"
 parchai bhi saath chod deti hai jab andhera hota hai"


 :? puja ji aapke liye ek aur
yeh jo tere gaalon ka til hai meri aankhon ka tara"
tere honthon ki laali mere dil ka kinara"

puja ji aap mat kahiyega
"koi kehta hai aasiq hume
        koi kehta hai pagal humen,
         aur koi  shyar kehta hai humen
na jane tera isq kya kya banayega humen".
Logged
lovely_amez
Guest
«Reply #1 on: August 18, 2004, 10:33:14 AM »
Reply with quote
WAH WAH akashvik KYAKUB KAHI JARA HAMARI BHI SUNOO

Pujaji ke pyar me kuch bano na bano
Pujaji ke pyar me kuch bano na bano
 Par es desh ke liye to kuch banoo
Jis mitti ne tumhe aur puja ko banaya hai
pehle us mitti ka to karz tumhe adaa karna hai!!

tum jo dekhte ho puja ke galo ka til aur othoki lali
kyo kar te ho mere dosr tayari kane ke liye gali
Logged
Beena Jain
Guest
«Reply #2 on: August 18, 2004, 03:22:04 PM »
Reply with quote
ishqey khuda ney
meri kalam chura li
varna apni kahan majaal
aisi shaayari karney ki?

vo likhtha hei
mein kahaan likhti hun
dil ki zubaan aur
shaairaana andaaz yun

meri kalam koi
vaapas laa dho na
ye tho koi aur hei
mein kahaan hun?
Logged
Pooja
Guest
«Reply #3 on: August 18, 2004, 06:41:56 PM »
Reply with quote
Quote from: "Beena Jain"
ishqey khuda ney
meri kalam chura li
varna apni kahan majaal
aisi shaayari karney ki?

vo likhtha hei
mein kahaan likhti hun
dil ki zubaan aur
shaairaana andaaz yun

meri kalam koi
vaapas laa dho na
ye tho koi aur hei
mein kahaan hun?


 :letmethink:
Logged
Beena Jain
Guest
«Reply #4 on: August 19, 2004, 08:56:31 PM »
Reply with quote
Pooja ji humney tho aisey he kavitha likh dhi thhi, koi baat nahin aapki samajh mein nahin aayee.
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 25, 2024, 01:31:01 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.233 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer